Adil
Nagin
pahali baarish main aur tu door se bheeni kushbu aaye
ho pahala mauka main aur tu ik dooje se milne aaye
ab kya hoga anjaam khuda jaane
ho pahali baarish main aur …
ho bheega bheega mausam aur tanhaai
kismat se aaj aisi barsaat aayi
gale lag jaao na aise sharamaaon na
saawan mein kaise ye doori
ho pahali baarish main aur …
ho aaj fizaaon mein nasha behisaab hai
baadal mein paani hai ya ke sharaab hai
mahake hava ritu bhi haseen dil na bahak jaaye kaheen
doori abhi hai zaroori
pahali baarish main aur
na puchho koi hamein zahar kyon pi liya
zahar ye pi liya to thoda sa ji liya
pi ke na bhookh lage na rahe dard koi
gareebon ka to nahi aaisa hamdard koi
kab tak ham aahen bharte na peete to kya karte
pi gayi aag hamein das gaye naag hamein
suna hai zahar se hi zahar mara karta hai
na puchho koi hamein …
mitti ke pyaale jaisa sabhi mujhe tod gaye
khaali botal ki tarah raste mein chhod gaye
jhoothe to pooje jaayen saza ye sachhe paayen
zulm nirdosh raha nyaay khamosh raha
tu bhi bhagwan kya insaaf kiya karta hai
na puchho koi hamein
Farida
Yeh Hai Reshmi Zulfon Ka andhera na ghabraiye
Jahan tak mahak hai mere kesuon ki chalye aiye)-3
Suniye to zara jo haquiqat hai kahte hain hum
Khulte rukte in rangeen labon ki kasam
Jal uthenge diye jugnuon ki tarah -2
Ji tabassum to farmaiye
Yeh Hai Reshmi Zulfon Ka andhera na ghabraiye
Jahan tak mahak hai mere kesuon ki chalye aiye
La la la la….
Pyaasi hai nazar yeh bhi kahne ki hai baat kya
Tum ho mehman to na thehregi yeh raat kya
Raate jaaye rahi aap dil main mere -2
Arma ban ke rah jayiye
Yeh Hai Reshmi Zulfon Ka andhera na ghabraiye
Jahan tak mahak hai mere kesuon ki chalye aiye
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chupaao Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chupaao Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Yeh Pal Hai Apna To Is Pal Ko Jee Le
Shwalo Ki Tarha Zarah Chal Ke Jee Le
Pal Jhapakte Kho Na Jana
Chuke Karlo Yakin Na Jane Yeh Pal Paaye Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Baahon Mein Teri Yun Kho Gaye Hai
Armaan Dabe Se Jagne Lage Hai
Jo Mile Ho Aaj Hum Ko Door Jana Nahin
Mitado Saari Yeh Duriyan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chupaao Kahan
mera dil bhi kitna pagal hai
ye pyar jo tum se karta hai – 2
par saamne jab tum aate ho, kuch bhi kehne se darta hai
o mere saajan, o mere saajan, saajan saajan, mere saajan
mera dil bhi kitna pagal hai
kitna isko samajhata hu, kitna isko behlata hu -2
naadaan hai kuch na samajhata hai, din raat ye aahen bharta hai
mera dil bhi kitna pagal hai
har pal mujhko tadpata hai, mujhe saari raat jagata hai -2
is baat ki tumko khabar nahi, ye sirf tumhi pe marta hai
mera dil bhi kitna pagal hai
Laaga, chunari mein daag, chhupaau kaise, laaga, chunari mein daag
Chunari mein daag, chhupaau kaise,
Ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag…
Ho gayi maili mori chunariya,
Kore badan si kori chunariya – 2
Aa … jaake baabul se,
Nazarein milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag…
Bhool gayi sab vachan bida ke kho gayi main sasuraal mein aake
Aa … jaake baabul se,
Nazre milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag…
Kori chunariya aatma mori mail hai maaya jaal -2
Woh duniya more baabul ka ghar,
Ye duniya sasuraal
Haan jaake, baabul se,
Nazre milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag
Bollywood
Janasheen
yummy
Masala Dosa??
Na Jaane Kiski Raah Dekhati Hai Kholake Khidaki
Na Jaane Kiski Raah Dekhati Hai Kholake Khidaki
Saawali Shaam Mein Woh Khubsurat Saawali Ladki
Saawali Shaam Mein Woh Khubsurat Saawali Ladki
Na Jaane Kiski Raah Dekhati Hai Kholake Khidaki
Na Jaane Kiski Raah Dekhati Hai Kholake Khidaki
Saawali Shaam Mein Woh Khubsurat Saawali Ladki
Saawali Shaam Mein Woh Khubsurat Saawali Ladki
Mujhe kehna kehna, tujhse hai kehna
Mujhe rehna rehna tere dil mein rehna
Mujhe kehna kehna tujhse hai kehna
Rehna rehna tere dil mein rehna
Jaane jaan ab dard judaai
Sehna sehna mujhko nahin sehna
Oh, kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai
Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai
Beqaraar dil hai pyaasi rehna hai
Ek pal kahin na mujhko chaina hai
Kisne kiya hai yeh jaadu
Hone lagi hoon beqaabu
Main banke deewani phirti hoon kyoon
Main to na jaanoon
Kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai
Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai
Beqaraar dil hai pyaasi rehna hai
Ek pal kahin na mujhko chaina hai
Tum jo kaho to jaane jaan
Taare todke main laaoon
Ek ajnabi pe mujhko aitbaar kyoon hai
Har gadhi khumaari kyoon hai, dhadkanein bata
Dilbar ab to meri jaan ban gayi ho tum
Maanga maine jisko jaaneman vahi ho tum
Kisne kiya hai yeh jaadu
Hone lagi hoon beqaabu
Main banke deewani phirti hoon kyoon
Main to na jaanoon
Kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai
Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai
Aah aah, aah aah, aah aah aah aah
Aah aah aah aah, aah aah aah aah, aah aah aah
Yeh dil toda jo tune, jeete ji na mar jaaoon
Yeh dil toda jo tune, jeete ji na mar jaaoon
Silsila yeh kaisa hai jo toot ta nahin hai
Aankh bolti hai lekin hont bezubaan
Main to jhoomoon in jhoomti bahaaron mein
Dhoonde tujhko nazarein raat din nazaaron mein
Kisne kiya hai yeh jaadu
Hone lagi hoon beqaabu
Main banke deewani phirti hoon
Kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai
Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai
Beqaraar dil hai pyaasi rehna hai
Ek pal kahin na mujhko chaina hai
Mujhe kehna kehna tujhse hai kehna
Rehna rehna tere dil mein rehna
Jaane jaan ab dard judaai
Sehna sehna mujhko nahin sehna
Kehna kehna tujhse hai kehna
Rehna rehna tere dil mein rehna
Jaane jaan ab dard judaai
Sehna sehna mujhko nahin sehna
ho gayi re teri ho gayi - 2
pehle hi mel mein khel hi khel mein - 2
kho gayi re main toh kho gayi
ho gayi re teri ho gayi
naya naya pyar hain pehli pehli baar hain
tera intezaar hain - 2
teri meri preet hain jeet hi jeet hain
jeet hi jeet hain
ho gayi re teri ho gayi - 2
Khushi khushi jhoomna ghadi ghadi ghoomna
kali kali choomna - 2
pyar hain yeh pyar hain dil bekarar hain
dil bekarar hain
ho gayi re teri ho gayi - 2
din hain bahar ke saajan se pyar ke
saajan se pyar ke
ho gayi re teri ho gayi - 2
pehle hi mel mein khel hi khel mein
kho gayi re main toh kho gayi
ho gayi re teri ho gayi
Aaye ho meri zindagi me tum bahar banke
Mere dil me yuhi rahena tum pyar pyar banke
Ankho me tum base ho sapne hazar banke
Mere dil me yuhi rahena tum pyar pyar banke
Haay Re Haay Tera Ghoonghata
Haay Re Haay Tera Ghoonghata
Neend Churaaye Tera Ghoonghata
Neend Churaaye Tera Ghoonghata
He Chaand Ghata Se Nikale
Chaand Ghata Se Nikale
Koi Uthaaye Tera Ghoonghata
Haay Re Haay Tera Ghoonghata
Ha A
Haay Re Haay Mera Ghoonghata
Dil Dhadakaaye Mera Ghoonghata
O Laaj Se Main Mar Jaaoon Re
Laaj Se Main Mar Jaaoon Re
Jo Too Uthaaye Mera Ghoonghata
Ha A
Haay Re Haay Mera Ghoonghata
Bas Ek Ye Ghoonghat Hai Kya Aise Hon Parade Hazaar
Hona Ho To Ho Jaata Hai Hota Hai Aisa Ye Pyaar
O Rahane Bhi Do Jaane Bhi Do Isaki Zaroorat Naheen
Dete Hain Dil Jo Pyaar Men Takate Wo Soorat Naheen
Kaahe Hathaaye Mera Ghoonghata
Ha A Kaahe Hataaye Mera Ghoonghata
O Laaj Se Main Mar Jaaoon Re
Laaj Se Main Mar Jaaoon Re
Jo Too Uthaaye Mera Ghoonghata
Ha A
Haay Re Haay Mera Ghoonghata
Jab Bhi Zara Aanchal Mera Sar Se Sarakane Laga
Teri Qasam Seene Men Dam Mera Atakane Laga
O Phir Kis Tarah Ham-Tum Milen Kaise Mulaaqaat Ho
Madahosh Main Khaamosh Too Kaise Koi Baat Ho
Beech Men Aaye Tera Ghoonghata
Ha A
Beech Men Aaye Tera Ghoonghata
He E E E Chaand Ghata Se Nikale
Chaand Ghata Se Nikale
Koi Uthaaye Tera Ghoonghata
Haay Re Haay Tera Ghoonghata
Haay Re Haay Mera Ghoonghata
Haay Re Haay Tera Ghoonghata
Koi Uthaaye Tera Ghoonghata
Ha A
Haay Re Haay Mera Ghoonghata
Dil Dhadakaaye Mera Ghoonghata
O Laaj Se Main Mar Jaaoon Re
Laaj Se Main Mar Jaaoon Re
Jo Too Uthaaye Mera Ghoonghata
Ha A
Haay Re Haay Mera Ghoonghata
Ha A
Haay Re Haay Mera Ghoonghata
Ha A
Haay Re Haay Mera Ghoonghata
haay raam kaise bedardi se paala pada paala pada
haay raam kaise bedardi se paala pada
binati hi binati mein bit gayi aaj shaam - 2
haay raam kaise bedardi se paala pada paala pada
haay raam kaise bedardi se paala pada
zaalim ne jiwan ke sapanon ko chuur kiya - 2
aa
hamako hamaari hi nazaron se duur kiya
aankhon hi aankhon mein dil ko majabuur kiya - 2
baaton mein baaton mein rok diye saare kaam
haay raam kaise bedardi se paala pada paala pada
haay raam kaise bedardi se paala pada
bhedi koyi man ki nagari ko luut gaya - 2
aa
daaman mere dil ka haathon se chhuut gaya
mujh par jo chhaaya tha jaadu wo tuut gaya - 2
milate hi aankhein main japane lagi raam naam
haay raam kaise bedardi se paala pada paala pada
haay raam kaise bedardi se paala pada
MISSION INSTANBUL
Next:
_Y_ L_ _K_
_U_ _Y O _ _
OK
Mushroom Masala?