Apne Jeevan Ki Uljhan Ko
Kaise Mein Suljhavoon
Apne Jeevan Ki Uljhan Ko
Kaise Mein Suljhavoon
Apnon Ne Jo Dard Diye Hai
Kaise Main Batlaoon
Pyar Ke Vaade Ho Gaye Jhoote
Pyar Ke Vaade Ho Gaye Jhoote
Wafa Ke Bandan Tooteeee
Wafa Ke Bandan Toote
Ban Ke Jeevan Sathi Koi
Chain Mera Kyon Looteeee
Chain Mera Kyon Loote
Aise Jeevan Sathi Seeeeee
Aise Jeevan Sathi Se Main
Kaise Saath Nibhaoon
Apne Jeevan Ki Uljan Ko
Kaise Main Suljhavoon
Apnon Ne Jo Dard Diye
hmmmm must be yumm
Badam Halva ?
Haay Sharamaauun, Oe Oe
Haay Sharamaauun, Kis Kis Ko Bataauun
Aise Kaise Main Sunaauun Sab Ko
Apani Prem Kahaaniyaan, Apani Prem Kahaaniyaan
Baalama Ki, Baalama Ki
Haay Tin Nishaniyaan
Haay Sharamaauun, Kis Kis Ko Bataauun
Aise Kaise Main Sunaauun Sab Ko
Apani Prem Kahaaniyaan, Apani Prem Kahaaniyaan
Nafrat karne waalon ke seene mein pyaar bhar doon -2
Aarey mein woh parwana hoon, Pathar ko maum kar doon
Nafrat karne waalon ke seene mein pyaar bhar doon
(Phir aap kya hai? hai?
Aakhir tho phool hai, faulad nahi hai
Aarey, bulbul hai kissi baag ke, saaiyad nahi hai!)
Bulbul ke tadapne se saaiyad pighalta hai -2
Aaho mein aasar ho tho faulad pighalta hai
Faulad ke bhi dil mein ulfat ki aag bhar doon
Aarey mein woh parwana hoon, Pathar ko maum kar doon
Nafrat karne waalon ke seene mein pyaar bhar doon
(Sharm-o-haya ka parda dushwaar nahi hai
Aji halka-sa ek parda hain, dewaar nahi hai!)
Aachal ki yeh dewaar tho dewaar nahi hain – 2
Phir aap ke bhi dil mein inkaar nahi hain
Inkaar jin laabo mein ikraar unmein bhaar doon
Aarey mein woh parwana hoon, Pathar ko maum kar doon
Nafrat karne waalon ke seene mein pyaar bhar doon
(Hum woh hai,
Jindagi mein kabhi saath naa chodenge,
Thamenge agar haath tho phir haat naa chodenge!!)
Hum haath naa chodenge, toofan se kinaro tak
ye dil aaur un kee nigaahon ke saaye
muze gher lete hain baahon ke saaye
pahaadon ko chanchal kiran chumatee hai
hawaa har nadee kaa badan chumatee hai
yahaa se wahaa tak, hain chaahon ke saaye
lipatate ye pedon se baadal ghanere
ye pal pal ujaale, ye pal pal andhere
bahot thhande thhande, hain raahon ke saaye
dhadakate hain dil kitanee aazaadeeyon se
bahot milate julate hain in waadiyon se
mohabbat kee rangeen panaahon ke saaye
Naa Jhatako Zulf Se Paanii
Yah Motii Phuut Jaayenge
Tumhaaraa Kuchh Na
Bigadegaa Magar Dil Tuut Jaayenge
Naa Jhatako Zulf Se Paanii
Road Map
Abhilasha
NAZRANA PYAR KA
tumhaare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge
jo dil mein a gayi hai aaj ham vo kar hi guzarenge
kabar kya thi ke apane bhi sitaare aise bigadenge
ke jo puuja ke qaabil hain vahi yuun rang badalenge
Raat Bhi Hai Kuchh Bhigi-Bhigi
Chaand Bhi Hai Kuchh Maddham-Maddham
Tum Aao To Aankhein Kholein
Soi Hui Paayal Ki Chham Chham
Kisako Bataaein Kaise Bataaein
Aaj Ajab Hai Dil Ka Aalam
Chain Bhi Hai Kuchh Halka Halka
Dard Bhi Hai Kuchh Maddham Maddham
Chham-Chham, Chham-Chham, Chham-Chham, Chham-Chham
Loote Koi Mann Ka Nagar Banke Mera Saathi
Loote Koi Mann Ka Nagar Banke Mera Saathi
Kaun Hai Vo Apnon Mein Kabhi Aisa Kahin Hota Haai
Ye To Bada Dhokha Hai
Loote Koi …
Yahin Pe Kahin Hai Mere Mann Ka Chor
Nazar Pade To Baiyaan Doon Marod
Yahin Pe Kahin Hai Mere Mann Ka Chor
Nazar Pade To Baiyaan Doon Marod
Jaane Do Jaise Tum Pyaare Ho
Vo Bhi Mujhe Pyaara Hai Jeena Ka Sahara Hai
Dekhoji Tumhari Yahi Batiyaan Mujhko Hain Tadpati
Loote Koi …
Rog Mere Jee Ka Mere Dil Ka Chein
Saanvala Sa Mukhda Uspe Kaale Nain
Rog Mere Jee Ka Mere Dil Ka Chein
Saanvala Sa Mukhda Uspe Kaale Nain
Aise Ko Roke Ab Kaun Bhala
Dil Se Jo Pyaari Hai Sajna Hamari Hai
Ka Karoon Main Bin Uske Rah Bhi Nahin Paati
Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do) – 2
Ban jaao meet mere
Meri preet amar kar do
Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do
(Na umr ki seema ho
Na janm ka ho bandhan) – 2
Jab pyaar kare koi
To dekhe keval mann
(Nayi reet chalaakar tum
Yeh reet amar kar do) – 2
(Aakaash ka soonapan
Mere tanha mann mein) – 2
Paayal chhankaati tum
Aa jaao jeevan mein
Saansein dekar apni
Sangeet amar kar do
Sangeet amar kar do
Mera geet amar kar do
(Jag ne chheena mujhse
Mujhe jo bhi laga pyaara) – 2
Sab jeeta kiye mujhse
Main har dam hi haara
(Tum haarke dil apna
Meri jeet amar kar do) – 2
Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do
rainaa beetee jaaye, shaam naa aaye
nindeeyaa naa aaye
shaam ko bhoolaa, shaam kaa waadaa
sang diye ke jaage raadhaa
kis sautan ne rokee dagareeyaa
kis bairan se laagee najareeyaa
birahaa kee maaree paremadiwaanee
tan man pyaasaa aakhiyon mein paanee
Raahi Manva Dukh Ki Chinta Kyon Sataati Hai
Dukh To Apna Saathi Hai
Sukh Hai Ek Chhaanv Dhalti Aati Hai Jaati Hai
Dukh To Apna Saathi Hai...
Door Hai Manzil Door Sahi
Pyar Hamaara Kya Kam Hai
Pag Mein Kaante Laakh Sahi
Par Ye Sahaara Kya Kam Hai
Hamraah Tere Koi Apna To Hai
Ho O ..., Sukh Hai Ek Chhaanv Dhalti ...
Dukh Ho Koi Tab Jalte Hain
Path Ke Deep Nigaahon Mein
Itni Badi Is Duniya Ki
Lambi Akeli Raahon Mein
Hamraah Tere Koi Apna To Hai
Ho O ..., Sukh Hai Ek Chhaanv Dhalti ...
Baby corn? yes but not gobi
Singapore Noodles?
Acting
Leena
Khoobsurat
Kajol