Kaa Karu Sajanee, Aaye Naa Baalam
Khoj Rahee Hain Piyaa, Paradesee Aakhiyaan
Jab Bhee Koee Aahat Howe, Manawaa Moraa Bhaage
Dekho Kaee Toote Nahee, Pareet Ke Ye Dhaage
Hai Matawaaree, Pareet Humaaree Chhupe Naa Chhupaaye
Saawan Ho Tum Main Hoo Toree Badareeyaa
Bhor Bhayee, Saanz Dhalee, Samay Ne Lee Angadaee
Ye Jag Saaraa Neend Se Haaraa, Mohe Neend Naa Aayee
Mai Ghabaraoo, Dar Dar Jaaoo, Aaye Wo Naa Aaye
Raadhaa Bulaaye Kahaa, Khoye Ho Kanhaiyaa
Qayamat Se Qayamat Tak
Construe
Ek Haseena Thi
waqt bhi aaj khafa hai, jaaneja
jaaneja, jaaneja, jaaneja, jaaneja………
(waqt bhi aaj khafa hai
hame bada dard mila hai, jaaneja
izhaar pyaar ka kar na sake) – 2
chaandani thi?? shabaab pe aur hum bujhe se the
maayus har jagah kaise jiye
maana ho gayi khata hai
abb itana shikwa hai, jaaneja
izhaar pyaar ka kar na sake
waqt bhi aaj khafa hai
hame bada dard mila hai, jaaneja
izhaar pyaar ka kar na sake
chaandani jab aayegi dekhogi tum hame
samajhogi haal-e-dil, hame hai yakeen
maana dil dil se juda hai
chain jara na mila hai, jaaneja
izhaar pyaar ka kar na sake
(waqt bhi aaj khafa hai
hame bada dard mila hai, jaaneja
izhaar pyaar ka kar na sake) – 2
izhaar pyaar ka kar na sake.
Teri Duniyaan Se Ho Ke Majaboor Chalaa
Main Bahot Door, Bahot Door, Bahot Door Chalaa
Is Kadar Door Ke Fir Laut Ke Bhee Aa Naa Sakoo Ayesee
Manjil Ke Jahaan Khud Ko Bhee Main Paa Naa Sakoo Aaur
Majabooree Hain Kyaa Itanaa Bhee Batalaa Naa Sakoo
Aankh Bhar Aaee Agar Ashkon Ko Main Pee Loongaa
Aah Nikalee Jo Kabhee Hothhon Ko Main See Loongaa
Tuz Se Waadaa Hain Kiyaa Isaliye Main Jee Loongaa
Khush Rahe Too Hain Jahaan, Le Jaa Duwaayen Meree
Teree Raahon Se Judaa Ho Gayee Raahen Meree
Kuchh Naheen Saath Mere Bas Hain Khataayen Meree
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
Tere bina zindagi se shikwa to nahin
(Ji mein aata hai tere daaman mein
Sar chhupaake hum rote rahe, rote rahe) – 2
Teri bhi aankhon mein aansuon ki nami to nahin
–MALE–
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
(Tum jo keh do to aaj ki raat
Chaand doobega nahin, raat ko rok lo) – 2
Raat ki baat hai, aur zindagi baaqi to nahin
–FEMALE–
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin
–MALE–
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
–FEMALE–
Tere bina zindagi se shikwa
Chithi Na Koi Sandesh
Hoo, Chithi Na Koi Sandesh
Jaane Woh Kaun Sa Desh
Jahan Tum Chale Gaye
Next: Love in Tokyo
Anjum
Har Ghadi Badal Raha Hai Roop Zindagi
Chaav Hai Kahhi Hai Dhoop Zidnagi
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Har Ghadi Badal Raha Hai Roop Zindagi
Chaav Hai Kahhi Hai Dhoop Zidnagi
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Chaahe Jo Tumhe Poore Dil Se
Milta Hai Woh Mushkil Se
Aisa Jo Koi Kahin Hai
Bas Vahi Sabse Hasin Hai
Us Haath Ko Tum Thaam Lo
Woh Meherbaan Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Palko Ke Leke Saaye
Paas Koi Jo Aaye
Lakh Sambhalo Paagal Dil Ko
Dil Dhadke Hi Jaaye
Par Sochlo Is Pal Hai Jo
Woh Dastan Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Yumm only as a pizza topping
Banana shake ?
Theorem
Aa.. Aa.. Aa..
Kahun Kaa Se Main
(Kahun Kaa Se Main, Man Ki Baat, Jiyaravaa Haale Dole Ho) – 2
Tadap Seene Men, Dil Par Haath, Jiyaravaa Haale Dole Ho
Kahun Kaa Se Main, Man Ki Baat, Jiyaravaa Haale Dole Ho
Aa.. Aa.. Aa..
(Khushi Bhi Ho Rahi Hai, Aankh Bhi Sharamaayi Jaati Hai) – 2
(Kahe Kaise Koi Ye Dil Ki Lagi, Nahin Batalaayi Jaati Hai) – 2
Nahin Batalaayi Jaati Hai, Ye Nahin Batalaayi Jaati Hai
Meri Tamannaa Hai Mere Saath, Jiyaravaa Haale Dole Ho
Kahun Kaa Se Main
Kahun Kaa Se Main, Man Ki Baat, Jiyaravaa Haale Dole Ho
(Basee Hai Nainon Ki Galiyaan, Hain Ab Jeevan Men Rangaraliyaan) – 2
(Jhoom-Jhoom-Jhoom Ke Aayi Bahaaren, Kaise Khili Hain Ye Kaliiyaan) – 2
Hain Ab Jeevan Men Rangaraliyaan
Din Sunehare, Suhaani Hai Raat, Jiyaravaa Haale Dole Ho
Kahun Kaa Se Main
Kahun Kaa Se Main, Man Ki Baat, Jiyaravaa Haale Dole Ho
Rang De Basanti
saathi mere, chhodo na saath, maano yeh baat, jaan lo
main hoon tera, tu hai meri, waada raha
saathi mere, chhodo na saath, maano yeh baat, jaan lo
jaan lo, hame maan lo, hum deewaane tere
chaahaton ke silsile hai yeh tere liye
saathi mere, chhodo na saath, maano yeh baat, jaan lo
jo kahaan tum sun bhi lo, phir na keh paayenge
tere bin woh saathiya hum na reh paayenge
saathi mere, chhodo na saath, maano yeh baat, jaan lo
main hoon tera, tu hai meri, waada raha
saathi mere, chhodo na saath, maano yeh baat, jaan lo
Zara Nazron Se Keh Do Ji Nishaana Chook Na Jaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji
Maza Jab Hai Tumhari Har Ada Qaatil Hi Kehlaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji
Qaatil Tumhe Pukarun Ke Jaan-E-Vafa Kahun
Hairat Mein Pad Gaya Hoon Ke Maein Tum Ko Kya Kahun
Zamaana Hai Tumhaara
Zamaana Hai Tumhaara Chaahe Jiski Zindagi Le Lo
Agar Mera Kaha Maano To Aise Khel Na Khelo
Tumhaari Is Sharaarat Se Na Jaane Kis Ki Maut Aaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji
Haye, Kitni Maasoom Lag Rahi Ho Tum
Tumko Zaalim Kahe Vo Jhootha Hai
Ye Bholaapan Tumhaara
Ye Bholaapan Tumhaara Ye Sharaarat Aur Ye Shokhi
Zarurat Kya Tumhen Talwaar Ki Teeron Ki Khanjar Ki
Nazar Bhar Ke Jise Tum Dekh Lo Vo Khud Hi Mar Jaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji
Hum Pe Kyun Is Qadar Bigadti Ho
Chhedhne Vaale Tumko Aur Bhi Hain
Bahaaron Par Karo Gussa Ulajhti Hain Jo Aankhon Se
Havaaon Par Karo Gussa Jo Takraati Hain Zulfon Se
Kahin Aisa Na Ho Koi Tumhaara Dil Bhi Le Jaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Har Shyam Aankhon Par
Tera Aanchal Lehraye
Har Raat Yaadon Ki
Baarat Le Aaye
Maein Saans Leta Hoon
Teri Khushboo Aati Hai
Ek Mehka Mehka Sa
Paigham Laati Hai
Meri Dil Ki Dhadkan Bhi
Tere Geet Gaati Hai
Pal Pal …
Tum Sochogi Kyon Itna
Maein Tumse Pyaar Karoon
Tum Samjhogi Deewana
Maein Bhi Iqraar Karoon
Dewaanon Ki Yeh Baatein
Deewane Jaante Hain
Jalne Mei Kya Mazaa Hai
Parwanr Jaante Hain
Tum Yunhi Jalate Rehna
Aa Aakar Khwabon Mein
haay kyaa puuchhate ho dard kidhar hotaa hai
ek jagah ho to bataa duun ki idhar hotaa hai
kabhi chadhataa hai idhar se to utarataa hai udhar se
chalataa phirataa hi rahaa karataa hai naazuk tan pe
kahin dikhataa nahin mahasuus magar hotaa hai
haay kyaa puuchhate ho
haath aataa nahin pakadaa to phisal jaataa hai
itanaa zaalim hai kaleje ko masal jaataa hai
jaan le legaa meri mujhako ye dar hotaa hai
haay kyaa puuchhate ho
tum to naadaan ho ye kyaa jaano kyaa hotaa hai
haay ye dard javaani kaa buraa hotaa hai
tum jahaan haath lagaate ho vahaan hotaa hai
haay kyaa puuchhate ho
Maana Bikhara Hoon Main Abhi
Maine Khwaab Biroye Hai
Teri Saanson Mein Goom Hoon Abhi
Meri Chahat Adhoori Hai
Ishq Mein Jab Bhi Aa Jaayegi
Dard Hadh Se Gujar Jaayega
Koi Gam Na Phir Hoga Mujhe
Agar Khwaabon Mein Tum Aaoge
Ab Toh Aadat Si Hai Mujhko Aaise Jeene Mein
Aa~ …
Door Jitana Tum Mujhse Paas Tere Main
Ab Toh Aadat Si Hai Mujhko
Aa~ …
aaur is dil mein kyaa rakhaa hai
teraa hee dard chhoopaa rakhaa hai
cheer ke dekhe dil meraa to
teraa hee naam likhaa rakhaa hai
pyaar ke afasaane sune the logon se
pyaar kyaa hotaa hai, ye toone samazaayaa
milaa dil tuz se to, khwaab dekhe ayese
junoon jaane kaisaa, jawaan dil pe chhaayaa
dil mein ayesaa dard uthhaa, dil ho gayaa diwaanaa
diwaanon ne is duniyaan mein, dard kaa naam dawaan rakhaa hai
nigaahon mein meree ye soorat hain teree
jindagee ye meree amaanat hain teree
dhadakate seene mein mohabbat hain teree
mohabbat ye teree, ibaadat hain meree
tere seewaa kuchh yaad naheen hai, too hee too dil me
dil ne yaar kee poojaa kee hai, pyaar kaa naam khudaa rakhaa h