Forum Replies Created

Viewing 20 posts - 601 through 620 (of 2,056 total)
  • Author
    Posts
  • in reply to: FIRST THING GAME #37991
    mamatha
    Participant

    Paris

    in reply to: A NEW GAME CALLED FILMAKSHARI #66953
    mamatha
    Participant

    Angoor

    in reply to: Sing according to ur mood! #14970
    mamatha
    Participant

    Hum tujhse mohabbat karke sanam
    Rote bhi rahe, hanste bhi rahe
    Khush hoke sahe ulfat ke sitam
    Rote bhi rahe, hanste bhi rahe
    Hai dil ki lagi kya tujhko khabar
    Ek dard utha tharaayi nazar
    Tharaayi nazar
    Khaamosh the hum
    Khaamosh the hum is gham ki kasam
    Rote bhi rahe, hanste bhi rahe
    Yeh dil jo jala ek aag lagi
    Aansu jo bahe barsaat hui
    Barsaat hui
    Baadal ki tarah
    Baadal ki tarah aawaara the hum
    Rote bhi rahe, hanste bhi rahe
    Hum tujhse mohabbat karke sanam
    Rote bhi rahe, hanste bhi rahe

    in reply to: Dedicate a Song to Someone Special! #50296
    mamatha
    Participant

    ja ja re ja saajana
    ja ja re ja saajana
    kaahe sapnon mein aaye
    ja ke des paraaye
    bewafa
    ja ja re ja saajana

    tujhko garaz kya meri wafa se
    jiyu ya maru main teri bala se
    ja ja re ja saajana
    kaahe sapnon mein aaye
    ja ke des paraaye
    bewafa
    ja ja re ja saajana

    ja ja re ja re ja re
    ja ja ja
    ja ja ja baalama
    kaahe sapnon mein aaye
    ja ke des paraaye
    bewafa
    ja ja ja baalama

    dil to diya tha tujhe bade armaan se
    pyaar lagaaya bhi to kis beimaan se
    de hi gaya jo daga
    saiyaan ja ja ja baalama
    ja ja ja baalama

    in reply to: FIRST THING GAME #37989
    mamatha
    Participant

    Beethoven

    in reply to: ANTAKSHARI: Names (noun) #65741
    mamatha
    Participant

    Manish

    in reply to: Dedicate a Song to Someone Special! #50295
    mamatha
    Participant
    Rafta Rafta
    hole hole
    dil ko churaya tumne
    dil ko to pata bhi na chala
    chori chori chupke chupke
    jadoo jagaya tumne
    dil ko to pata bhi chala

    kabhi ha kabhi naa
    hum karte rahe
    chupke aahe bhi bharte rahe
    dekhate dekhate ye kya ho gaya

    rafta rafta hole hole
    dil ko churaya tumne
    dil ko to pata bhi na chala

    Raaton main ab tera sapna
    mujhko aata hai
    ek angdai ek bechaini
    deke jaata hai
    teri aankhon ka
    main deeawana hoon
    tere hothon ka
    main paimana hu
    tu ye jaane na
    rafta rafta
    hole hole
    dil ko churaya tumnee
    dil ko to pata bhi na chala

    Iss pehlu main iss daaman main
    mujhko rehna hai
    dard judaai ka ek pal bhi
    ab na sehna hai
    meri yaadon main jaane ja tu hai
    meri saanson main teri khusboo hai
    tu hai meri jaan

    rafta rafta
    hole hole
    dil ko churaya tumne
    dil ko to pata bhi na chala
    chori chori chupke chupke
    jaadu chalaya tumne
    dil koto pata bhi na chala
    in reply to: Sing according to ur mood! #14969
    mamatha
    Participant
    raam naaraayan baaja bajaata
    jhoom jhoom jhoom jhoom thumaka lagaata
    sab logon ka dil bahalaata re
    raam naaraayan baaja ...

    vo kisi shokh nadi ki hai ravaani dekho
    mere mahaboob ki madamast javaani dekho
    ja ke ulajha main anaadi jo usake jhumake se
    vo mujhe loot gai maar gai thumake se
    ho bambai hile dilli hile kalakatta hilela
    ki usaki lachake jab kamariya to saari duniya hilela
    he raam naaraayan baaja ...

    yaar aankhon mein naya khvaab adhoora laaya
    leke haathon mein apana taan tamboora laaya
    chhed ke saaj naye geet bana deta hoon
    chhori kaisi bhi ho main usako pata leta hoon
    he chali ri sajani sajan ghar ji ho jiya ab na jala
    ab na jala jiya ab na jala
    doli kab leke aaoon main ho dilajaani bata
    he raam naaraayan baaja ...

    in reply to: FIRST THING GAME #37987
    mamatha
    Participant

    Delve

    in reply to: ANTAKSHARI: Names (noun) #65739
    mamatha
    Participant

    Adnan

    in reply to: A NEW GAME CALLED FILMAKSHARI #66951
    mamatha
    Participant

    Om Shanti Om

    in reply to: ANTAKSHARI: OLD SONGS ONLY!! #55357
    mamatha
    Participant

    aa gup chup gup chup pyar kare
    chhup chhup aankhein chaar kare

    oh char musafir raat ke kyun sune hamari baatein
    tumne toh dekhi hogi aaisi kitni hi raatein
    chhup ja re ja chhup ja teri minnat sau sau baar kare
    aa gup chup pyar kare
    chhup chhup gup chup aankhein chaar kare
    aa gup chup gup chup pyar kare

    chhupana hai toh jaldi chhup ja
    raat hai thodi baaki
    jaate rehna jaaye dono main aur mera saakhi
    chhup ja re ja chhup ja yu kab tak ham takraar kare
    teri minnat sau sau baar kare
    aa gup chup gup chup pyar kare
    chhup chhup aankhein chaar kare
    aa gup chup gup chup pyar kare

    in reply to: ANTAKSHARI! (once again!) #16796
    mamatha
    Participant

    ham aur tum aur ye kushi
    ye qahaqahe ye dillagi
    chhitaki huyi hai chaandani) – 2
    ham aur tum
    (angadaaiyaan bhuton (?) ne li
    mahaka chaman kaliyaan khili) – 2
    aayi hawa masti bhari – 2

    ham aur tum aur ye kushi
    ye qahaqahe ye dillagi
    chhitaki huyi hai chaandani
    ham aur tum

    (dil mein hujum-e-aarazu
    aansu mein ras pahalu mein tu) – 2
    qisamat hamaari jaag uthi – 3

    ham aur tum aur ye kushi
    ye qahaqahe ye dillagi
    chhitaki huyi hai chaandani
    ham aur tum

    (baanhein gale mein pad gayi
    aankhon se aankh lad gayi) – 2
    chhalaki sharaab-e-zindagi – 4

    in reply to: Songs in Alphabetical Order #69972
    mamatha
    Participant

    qadam badhaaye ja na dar qadam badhaaye ja
    hai paanv tale tere zameen
    jag pe chhaaye ja

    ye zindagi ki dhoop-chhaanv kya daraayegi
    jale hue chaman mein khud bahaar aayegi
    museebaten to aayengi tu muskaraaye ja
    qadam badhaaye ja …

    alag na chal saathiyon se qadam mila ke chal
    andhera chhaaya ho jahaan die ban ke jal
    nai zameen pe aasamaan naya banaaye ja
    qadam badhaaye ja

    in reply to: Pure Love Songs #70447
    mamatha
    Participant

    Jiya bequaraar hai, chhaayi bahaar hai, aaja more baalma tera intezaar hai
    Jiya bequaraar hai
    Suraj dekheN chanda dekheN,
    sab dekheN hum tarseN ho, sab dekheN hum tarseN
    AasooN kii barsaat balamva, dil mein aag lagaaye
    Dil mein aag lagaye..Jiya bequaraar hai

    in reply to: Antakshari with any word from the song…… #53171
    mamatha
    Participant

    Baat Meri Suniye To Zara
    Baat Meri Suniye To Zara
    Meri Baat Sunke Bataiye Ke Iske Bare
    Mein Hai Aap Ka Khayal Kya
    Itna Kyon Guroor Aap Mein Hai
    Itna Aap Mein Hai Naaz Kisliye
    Bataiye Hai Kisne Yeh Sikhaya Aapko
    Ke Jo Bhi Tumko Chahe Jo Bhi Tum Ko Pyaar Se
    Mile Usi Se Tum Raho Khafa Khafa

    in reply to: ANTAKSHARI: Names (noun) #65737
    mamatha
    Participant

    Mithun

    in reply to: FIRST THING GAME #37985
    mamatha
    Participant

    probe

    in reply to: Sing according to ur mood! #14965
    mamatha
    Participant

    Khilate Hain Gul Yahaan, Khil Ke Bikharane Ko
    Milate Hain Dil Yahaan, Mil Ke Bichhadane Ko
    Khilate Hain Gul Yahaan….

    (Kal Rahe Naa Rahe, Mausam Ye Pyaar Ka
    Kal Ruke Na Ruke, Dola Bahaar Ka ) – 2
    Chaar Pal Mile Jo Aaj, Pyaar Men Guzaar De
    Khilate Hain Gul Yahaan…

    Jhilon Ke Honthon Par, Meghon Ka Raag Hai
    Phoolon Ke Seene Men, Thandi-Thandi Aag Hai
    Dil Ke Aaine Men Tu, Ye Sama Utaar De
    Khilate Hain Gul Yahaa…

    Pyaasa Hai Dil Sanam, Pyaasi Ye Raat Hai
    Honthon Me Dabi-Dabi, Koi Mithi Baat Hai
    In Lamhon Pe Aaj Tu, Har Khushi Nisaar De
    Khilate Hain Gul Yahaan…

    in reply to: Dedicate a Song to Someone Special! #50291
    mamatha
    Participant

    Kaa Karu Sajanee, Aaye Naa Baalam
    Khoj Rahee Hain Piyaa, Paradesee Aakhiyaan

    Jab Bhee Koee Aahat Howe, Manawaa Moraa Bhaage
    Dekho Kaee Toote Nahee, Pareet Ke Ye Dhaage
    Hai Matawaaree, Pareet Humaaree Chhupe Naa Chhupaaye
    Saawan Ho Tum Main Hoo Toree Badareeyaa

    Bhor Bhayee, Saanz Dhalee, Samay Ne Lee Angadaee
    Ye Jag Saaraa Neend Se Haaraa, Mohe Neend Naa Aayee
    Mai Ghabaraoo, Dar Dar Jaaoo, Aaye Wo Naa Aaye
    Raadhaa Bulaaye Kahaa, Khoye Ho Kanhaiyaa

Viewing 20 posts - 601 through 620 (of 2,056 total)