O pardesiya
Pardesiya yeh sach hai piya
Sab kehte hain maine tujhko dil de diya
Main kehti hoon tune mera dil le liya
Phoolon mein kaliyon mein gaaon ki galiyon mein
Hum dono badnaam hone lage hain
Nadiya kinare pe, chhat pe chaubaare pe
Hum milke hansne rone lage hain
Sunke piya, sunke piya dhadke jiya
Sab kehte hain maine tujhko dil de diya
Main kehti hoon tune mera dil le liya
Ho
Ha ha ha ha, ho ho ho ho ho
Logon ko kehne do kehte hi rehne do
Sach jhooth hum kyun sabko bataayen
Main bhi hoon masti mein tu bhi hai masti mein
Aa is khushi mein hum naache gaayen
Kisko pataa kyaa kisne kiya
Sab kehte hain tune mera dil le liya
Sab kehte hain maine tujhko dil de diya
Mera dil kehta hai tu dil mein rahta hai
Meri bhi dil ki kali khil gayi hai
Kishore:
Teri tu jaane re maane na maane re
Mujhko meri manzil mil gayi
Tu mil gaya mujhko piya
Sab kehte hain maine tujhko dil de diya
Main kehti hoon tune mera dil le liya
Pardesiya, pardesiya yeh sach hai piya
Sab kehte hain maine tujhko dil de diya
Main kehti hoon tune mera dil le liya
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Har Shyam Aankhon Par
Tera Aanchal Lehraye
Har Raat Yaadon Ki
Baarat Le Aaye
Maein Saans Leta Hoon
Teri Khushboo Aati Hai
Ek Mehka Mehka Sa
Paigham Laati Hai
Meri Dil Ki Dhadkan Bhi
Tere Geet Gaati Hai
Pal Pal …
Tum Sochogi Kyon Itna
Maein Tumse Pyaar Karoon
Tum Samjhogi Deewana
Maein Bhi Iqraar Karoon
Dewaanon Ki Yeh Baatein
Deewane Jaante Hain
Jalne Mei Kya Mazaa Hai
Parwanr Jaante Hain
Tum Yunhi Jalate Rehna
Aa Aakar Khwabon Mein
Pal Pal …
Aindrita
Gam Ka Fasaana Ban Gaya Achchha
Ek Bahaana Ban Gaya Achchha
Sarakaar Ne Aake Mera Haal To Puuchha
Gam Ka
Tumhaare Kayaalon Mein Kho Jaayein
Ye Ji Chaahata Hai Ki So Jaayein
Dekho Baaton-Baaton Mein Chaandani Raaton Mein
Kvaab Suhaana Ban Gaya Achchha
Bataayein Tumhein Kya Kahaan Dard Hai
Yahaan Haath Rakhana Yahaan Dard Hai
Dekho Baaton Baaton Mein Do Hi Mulaakaaton Mein
Dil Ye Nishaana Ban Gaya Achchha
Muhabbat Ki Rangin Mahafil Mein
Jagah Mil Gayi Aapake Dil Mein
Dekho Baaton-Baaton Mein Pyaar Ki Baraaton Mein
Apana Thikaana Ban Gaya Achchha
Na jaane kyon, hota hai yeh zindagi ke saath
achanak ye man
kisi ke jaane ke baad, kare phir usiki yaad
chhoti chhoti si baat, na jaane kyon
zindagi kuchh bhi nahi saamne manzil khadi
yaad kar ya na usse milegi par woh tujhe
ho~ dil tu bata de mujhko
phir dikha de apana koi hamsafar raah mein
yun inn raahon mein meri
inn baahon mein khushbu
bikhra gayi raah mein
aasmaan bikhra huaan kaarwaan chalta huaan
hey aasmaan bikhra huaan kaarwaan chalta huaan
dhadkanein mehki hui ruki ruki chalti hui
har safar apana naya har ghadi lagti bhali
manzilen har pal nayi zindagi thamti nahi
ho~ dil tu bata de mujhko
phir dikha de apana koi hamsafar raah mein
yun inn raahon mein meri
inn baahon mein khushbu
bikhra gayi raah mein
rang hai chhalka huaan bund sa chamka huaan
khwaab sa behka huaan aag si dehki hui
main jahaan tu bhi wahin dil jaane kya dilnashi
duuriyaan nazdeekiyaan ban jaaye badhne yunhi
ho~ dil tu bata de mujhko
phir dikha de apana koi hamsafar raah mein
yun inn raahon mein meri
inn baahon mein khushbu
bikhra gayi raah mein
kuchh kahin kuchh ankahi keh gaye sab kuchh yunhi - 2
nazron se yeh dil kahen dil hai ke kehta chale
mann kahein chalta chalun khwaab yeh bunta chalu
khushiyon ko chunta chalu dhun yahi gaata chalu
ho~ dil tu bata de mujhko
phir dikha de apana koi hamsafar raah mein
yun inn raahon mein meri
inn baahon mein khushbu
bikhra gayi raah mein
ho~ dil tu bata de mujhko
phir dikha de apana koi hamsafar raah mein
yun inn raahon mein meri
inn baahon mein khushbu
bikhra gayi raah mein
Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa
Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah
Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo…
Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa
Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah
Post
Umrao
…
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho
laga hai pyaar ka woh rang – 2 ki rangin ho gayi ho
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho
dekha tujhako to dil mein aaya dekhataa hi rahoon
bhige bhige badan ko tere khilataa kamal kahoon
meri najar ki tum bhi – 2 shaukin ho gayi ho ho ho
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho
hasti ho to dil ki dhadakan ho jaaye aur jawaan
chalati ho jab lehraake to dil mein uthe tufaan
pehele ki behtar aab to – 2 behtarin ho gayi ho ho ho
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho
laga hai pyaar ka woh rang – 2 ki rangin ho gayi ho
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho ho
sajnaa ji vaari vaari jaanu ji mein
tu hi to mera sansaar hai
aisa mera pyaar hai
charno mein jo na jagah paanu ji mein
to mera jeena hi bekaar hai
aisa mera pyaar hai
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai) – 2
(Baadalon se oonchi uraanoon ki
Sab se alag pehechaanoon ki
Use hai pyaar ki kahaani mansoob
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob) – 2
Arabic lyrics follow
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat ke safar mein tu hamaara hai
Andhere raaston ka tu sitaara hai
Tu hi jeene ka sahaara hai
Meri maujon ka kinaara hai
Mere liye yeh jahaan hai tu
Tujhe mere dil ne pukaara hai
Kaho na kaho yeh saansein bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Labon pe naam tere bas hamaara hai
Yeh tera dil bhi jaana hamaara hai
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai
(Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai
Kahin deep jale kahin dil
Zara dekh le aakar parwaane
Teri kaunsi hai manzil
Kahin deep jale kahin dil
Oh oh oh, oh oh oh oh oh
(Mera geet mere dil ki pukaar hai
Jahan main hoon vahin tera pyaar hai) – 2
Mera dil hai teri mehfil
Zara dekh le aakar parwaane
Teri kaunsi hai manzil
Kahin deep jale kahin dil
(Na main sapna hoon na koi raaz hoon
Ek dard bhari aawaaz hoon) – 2
Piya der na kar aa mil
Zara dekh le aakar parwaane
Teri kaunsi hai manzil
Kahin deep jale kahin dil
(Dushman hai hazaaron yahan jaan ke
Zara milna nazar pehchaanke) – 2
Kayi roop mein hai kaatil
Zara dekh le aakar parwaane
Teri kaunsi hai manzil
Kahin deep jale kahin dil
love
Appu
ye dil tum been kahee lagataa naheen, hum kyaa kare
tasawwoor mein koee basataa nahee, hum kyaa kare
tum hee kah do ab aye jaana-ye-wafaa hum kyaa kare
loote dil mein diyaa jalataa nahee, hum kyaa kare
tum hee kah do ab aye jaana-ye-wafaa hum kyaa kare
kisee ke dil mein bas ke dil ko tadapaanaa naheen achchhaa
nigaahon ko zalak de de kar chhoop jaanaa naheen achchhaa
ummeedon ke khile gulashan ko zulasaanaa naheen achchhaa
humei tum been koee jachantaa nahee, hum kyaa kare
mohabbat kar to lekin mohabbat raas aaye bhee
dilon ko boz lagate hain kabhee julfon ke saaye bhee
hajaaro gam hain is duniyaan mein apane bhee paraaye bhee
mohabbat hee kaa gam tanahaa nahee, hum kyaa kare
buzaa do aag dil kee yaa ise khulakar hawaa de do
jo is kaa mol de paaye, use apanee wafaa de do
tumhaare dil mein kyaa hain bas humei itanaa pataa de do
ke abh tanahaa safar katataa nahee, hum kyaa kare
Yaadon Ki Baraat Nikjli Hai Aaj Dil Ke Dwaare, Dil Ke Dwaare
Yaadon Ki Baraat Nikjli Hai Aaj Dil Ke Dwaare, Dil Ke Dwaare
Sapnon Ki Shehnaai Beete Dinon Ko Pukare, Dil Ke Dwaare
Ho Chhedo Taraane Milan Ke Pyare Pyare, Sang Hamare
Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Mein Bichhdenge Na Hum Kabhi
Ho Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Mein Bichhdenge Na Hum Kabhi
Rafi :Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Mein Bichhdenge Na Hum Kabhi
Ho Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Mein Bichhdenge Na Hum Kabhi
Yoon Bhi Jaaoge Aakhir Kahan Hoke Hamare
Yaadon Ki Baraat Nikjli Hai Aaj Dil Ke Dwaare, Dil Ke Dwaare
Sapnon Ki Shehnaai Beete Dinon Ko Pukare, Dil Ke Dwaare
Aage Bhi Hoga Jo Uska Karam
Yeh Din To Manaayenge Har Saal Hum
Apne Aangan Nachen Gaayenge Chanda Sitaare
Yaadon Ki Baraat Nikjli Hai Aaj Dil Ke Dwaare, Dil Ke Dwaare
Sapnon Ki Shehnaai Beete Dinon Ko Pukare, Dil Ke Dwaare
since it is the hindi word it is ending with yaa deeee, which means i have to sing from the letter da
here goes…..
Dekha Ek Khwaab To Yeh Silsile Hue
Door Tak Nigahon Mein Hain Gul Khile Hue
Yeh Gila Hai Aapki Nigahon Se
Phool Bhi Ho Darmiyaan To Faasle Hue
Dekha Ek Khwaab...
Meri Saanson Mein Basi Khushboo Teri
Yeh Tere Pyaar Ki Hai Jadugari
Teri Aawaz Hai Havaaon Mein
Pyar Ka Rang Hai Phizaaon
Dhadkanon Mein Tere Geet Hain Mile Hue
Kya Kahun Ke Sharm Se Hain Lub Sile Hue
Dekha Ek Khwaab...
Mera Dil Hai Teri Panaahon
Aa Chhupa Loon Tujhe Maein Baahon Mein
Teri Tasveer Hai Nigaahon Mein
Door Tak Roshni Hai Raahon Mein
Kal Agar Na Roshni Ke Kaafile Hue
Pyar Ke Hazaar Deep Hain Jale Hue
Dekha Ek Khwaab...
Hmm Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm
Hmm Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm...
Tanhai Tanhai Tanhai
Dono Ko Paas Le Aayee
Tanhai Tanhai Tanhai
Dono Ko Paas Le Aayee
Pyaar Mein Bhey Gaye Do Dil
Mauj Ye Kaisi Aayee
Tanhai Tanhai Tanhai
Dono Ko Paas Le Aayee
Pyaar Mein Bhey Gaye Do Dil
Mauj Ye Kaisi Aayee...
Aaj Hawaon Ne Bansi Bajayee
Bin Kahe Dil Ki Baat Batayee
Aaj Hawaon Ne Bansi Bajayee
Bin Kahe Dil Ki Baat Batayee
Le Doobi Mere Pagal Man Ko
Tere Pyaar Ki Ye Gehrai
Hmm Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm
Hmm Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm...
Tanhai Tanhai Tanhia
Dono Ko Paas Le Aayee
Pyaar Mein Bhey Gaye Do Dil
Mauj Ye Kaisi Aayee...
Dard Ka Tere Ahsaas Raha Hai
Tera Ahsaas Mere Paas Raha Hai
Dard Ka Tere Ahsaas Raha Hai
Tera Ahsaas Mere Paas Raha Hai
Ek Tujhe Bas Meri Lagan Thi
Baat Ye Der Se Samajh Mein Hai Aayee
Tanhai Tanhai Tanhia
Dono Ko Paas Le Aayee
Pyaar Mein Bhey Gaye Do Dil
Mauj Ye Kaisi Aayee
Tanhai Tanhai Tanhia
Dono Ko Paas Le Aayee
Pyaar Mein Bhey Gaye Do Dil
Mauj Ye Kaisi Aayee