aaj nahi to kal bikhar jaayenge ye baadal
hansate hue chal
mere man hansate hue chal
beeti hui baaton pe
beeti hui baaton pe ab rone se kya phal
hansate hue chal
mere man hansate hue chal
guzar chuka hai jo zamaana
guzar chuka hai jo zamaana
tu bhool ja usaki dhun
jo aanevaale din hain
unaki aavaaz ko sun
mujhe pata hai bade bade
toofaan hain tere saamane
khushi khushi tu sahata ja
jo kuch bhi diya hai raam ne
apani tarah kitanon ke
yahaan toot chuke hain mahal
hansate hue chal
mere man hansate hue chal
phoolon ka sehara baandhanevaale
is duniya mein anek
jo kaanton ka taaj pahan le
vo laakhon mein ek
mere man vo laakhon mein ek
gire bijaliyaan gire bijaliyaan
gire bijaliyaan phir bhi apani
tek(?) se tu mat tal
hansate hue chal
mere man hansate hue chal
meri muhabbat aaj jalaana
sambhal ke zara chiraag
meri muhabbat aaj jalaana
sambhal ke zara chiraag
main kaagaz ke ghar mein baithi
lag na jaaye aag
lag na jaaye aag meri qismat mein
lag na jaaye daag meri izzat mein
is desh ki naari ko
is desh ki naari ko
koi kah na de durabal
hansate hue chal
mere man hansate hue chal
Aaj Kehna Zarori Hai
Aaj Kehna Zarori Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Badi Mushkil Yeh Doori Hai
Haan Badi Mushkil Yeh Doori Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Teri Chaahate Tera Andaaz Dil Mein
Chupaye Hai Barson Se Yeh Raaz Dil Ne
Teri Chaahate Tera Andaaz Dil Mein
Chupaye Hai Barson Se Yeh Raaz Dil Ne
Baate Karoon Main Hamesha Tumhari
Bada Di Hai Tumne Meri Bekarari
Ab Har Pal Sindoori Hai
Ab Har Pal Sindoori Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Badi Mushkil Yeh Doori Hai
Badi Mushkil Yeh Doori Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Zamane Ko Peeche Kahin Chode Hum
Chalo Aaj Saari Hade Tod De Hum
Zamane Ko Peeche Kahin Chode Hum
Chalo Aaj Saari Hade Tod De Hum
Sanam Aashiqi Ka Kaisa Asar Hai
Kaha Aagaye Hai Nahin Aab Khabar Hai
Saans Tumbin Adhuri Hai
Saans Tumbin Adhuri Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Aaj Kehna Zarori Hai
Aaj Kehna Zarori Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Badi Mushkuil Yeh Doori Hai
Badi Mushkuil Yeh Doori Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Curd Vada with Boondi
yummy…
Apple pie?
satin
aadamee musaafir hai, aataa hai, jaataa hai
aate jaate raste me, yaade chhod jaataa hai
zonkaa hawaa kaa, paanee kaa relaa
mele mein rah jaaye jo akelaa
fir wo akelaa hee rah jaataa hai
kab chhodataa hai, ye rog jee ko
dil bhool jaataa hain jab kisee ko
wo bhoolakar bhee yaad aataa hai
kyaa saath laaye, kyaa tod aaye
raste mein hum kyaa kyaa chhod aaye
manjil pe jaa ke yaad aataa hai
jab dolatee hai, jeewan kee naiyyaa
koee to ban jaataa hain khiwayyaa
koee kinaare pe hee doob jaataa hai
halki si kasak-masak haay-haay kasak-masak
hoti hai dil mein
hu is dil ke haathon par pad gaye mushkil mein hu hu
nirlaj pavan ke jhonke bade hain
besharam mere peechhe pade hain
sau baar odhu aanchal na chhodu
phir bhi chunar rahe dhalki si
halki si dhadak-dhadak haay-haay dhadak-dhadak
hoti hai dil mein ...
bas chale aaye chaho jo ho jaaye
lambi umar ik pal ki si
halki si atak-satak haay-haay atak-satak
hoti hai dil mein ...
main gir na jaau mujhko sambhaalo
aankhon mein rakh lo dil mein chhupa lo
chhayi hai aaisi masti ye kaisi
rehti hai bas jo palak si
halki si latak-matak haay-haay latak-matak
hoti hai dil mein ...
oh ok here i go………..
Falak Se Todkar Dekho Sitarein Laye Hai
Magar Mein Voh Nahi Laya Jo Log Laye Hai
Koi Najarana Lekar Aaya Hun Mein Diwana Tere Liye
Aaaj Chhalkka Hai Khushi Se Dil Ka Paymaana Tere Liye
Koi Najarana Lekar Aaya Hun Mein Diwana Tere Liye
Zara Haule Haule Chalo More Sajana
Hum Bhi Peche Hai Tumhare
Kaisi Bhigi Bhigi Rut Hai Suhaani
Kaise Pyare Nazare
Zara Haule Haule Chalo More Sajna
saath ho tum aaur raat jawaan
nind kise ab chain kahaa
kuchh to samaz aye bhole sanam
kahatee hain kyaa najaron kee jubaan
mahakatee hawaa, chhalakatee ghataa
hum se ye dil sanbhalataa naheen
ki minnaten, manaakar thakee
kare kyaa ye ab bahalataa nahee
dekh ke tum ko bahakane lagaa
lo machalane lagaa, hasaraton kaa jahaan
hum is raah mein mile is tarah
ke ab umarbhar naa honge judaa
mere saaja-ye-dil kee aawaaj tum
main kuchh bhee nahee tumhaare beenaa
aao chale hum jahaa pyaar se
wo gale mil rahe hain jameen aasamaan
Niharika
Oneday…
Cricket or soccer?
yum
Mango milk shake ?
Black
Ghairo pe karam apno pe sitam, eh jaan-e-wafa ye zulm na kar
Rehne de abhi thoda sa bharam,
Eh jaan-e-wafa ye zulm na kar ye zulm na kar
Ghairo pe karam …
Ham bhi the tere manzoor-e-nazar, dil chaaha to ab iqraar na kar
Sau teer chala seene pe magar, begaano se milkar vaar na kar
Be-maut kahi mar jaaye na ham
Eh jaan-e-wafa ye zulm na kar ye zulm na kar
Ghairo pe karam …
Ham chaahne waale hain tere, yu hamko jalaana thheek nahi
Mehfil mein tamaasha ban jaaye, is darja sataana thheek nahi
Mar jaayenge ham, mit jaayenge ham
Eh jaan-e-wafa ye zulm na kar ye zulm na kar
Ghairo pe karam
certainly home food
same q?
haye re wo din kyon naa aaye
jaa jaa ke riatoo, laut aaye
zilamil wo taaren, kahaa gaye saare
manabaatee jale, buz jaaye
sunee meree beenaa, sangit binaa
sapanon kee maalaa murazaaye
yum
Strawberry Mousse ?
eyelid
i answered this q already