Forum Replies Created

Viewing 20 posts - 481 through 500 (of 2,056 total)
  • Author
    Posts
  • in reply to: The new best friends in Bollywood #72129
    mamatha
    Participant

    Nope…. would you tell us

    in reply to: ANTAKSHARI: Names (noun) #65765
    mamatha
    Participant

    Anthony

    in reply to: Pure Love Songs #70458
    mamatha
    Participant

    Humko humise chura lo,
    Dil mein kahin tum chupa lo.
    Humko humise chura lo,
    Dil mein kahin tum chupa lo.
    Hum akele, kho na jaayen,
    Door tumse, ho na jaayen,
    Paas aao gale se laga lo

    in reply to: Songs in Alphabetical Order #69985
    mamatha
    Participant
    main to hu paagal ye kahu har pal
    kar koi hulchal hone de hone de
    hone de hone de hone de koi deewaangi

    ret mein tairna seekh le aur samundar ke upar tahal
    been bhainson ke aage baja aur hava mein bana le mahal
    suit lohe ka silva le tu aur pairon pe chashma laga
    haath mein baandh le vo ghadi jismein ho saadhe terah baja aany
    main to huun paagal ...

    ped se tod le machhaliya billiyon ko tu gaana sikha
    chaand ko kar de chakor tu aur suraj tikona bana
    o bina pahiye ki gaadi mein chal bhool ja apne ghar ka pata
    le ke haathi ko mutthi mein tu kaibre dekh le uunt ka aany
    main to huun paagal ...
    in reply to: Antakshari with any word from the song…… #53184
    mamatha
    Participant

    haathon mein mera thaamake pal roka re
    mohe roka re
    nadiya ki laharon ne sainya toka re
    mohe toka re
    paanv roke na nain jhuke na
    paanv roke na nain jhuke na
    poochhe na man ki aas re
    main to a gayi tere paas re

    in reply to: ANTAKSHARI: OLD SONGS ONLY!! #55380
    mamatha
    Participant

    na shikwa hai koi na koi gila hai
    salaamat rahe tu yeh meri duaa hain
    na shikwa hai koi
    bahut hi kathi hain mohabbat ki raahein
    jara bachke chalna zamana bura hain
    na shikwa hai koi

    in reply to: ANTAKSHARI! (once again!) #16817
    mamatha
    Participant

    Maahi ve, mohabbataan sachiyaane
    Mangda naseeba kuch aur hai
    Kismat de maare assi ki kariye
    Kismat de maare o assi ki kariye
    Kismat pe kis ka zor hai
    Maahi ve maahi ve, maahi ve maahi ve
    Ek taraf ishq hai tanha tanha
    Ek taraf husn hai ruswa ruswa

    in reply to: who is the best actor in the bollywood ????????????? #71429
    mamatha
    Participant

    and i would say

    AKSHAY KUMAR

    in reply to: Sing according to ur mood! #15000
    mamatha
    Participant

    Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
    Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
    Chun liya
    Maine Sun liya

    Pehla nasha
    Pehla khumaar
    Naya pyaar hai naya intezaar
    Kar loon main kya apna haal
    Aye dil-e-bekaraar
    Mere dil-e-bekaraar
    Tu hi bata

    Pehla nasha
    Pehla khumaar

    Udta hi firoon in hawaon mein kahin
    Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
    Udta hi firoon in hawaon mein kahin
    Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
    Ek kar doon aasmaan zameen
    Kaho yaaron kya karoon kya nahin

    Pehla nasha
    Pehla khumaar
    Naya pyaar hai naya intezaar
    Kar loon main kya apna haal
    Aye dil-e-bekaraar
    Mere dil-e-bekaraar
    Tu hi bata

    Pehla nasha
    Pehla khumaar

    Usne baat ki kuchh aise dhang se
    Sapne de gaya vo hazaaron range ke
    Usne baat ki kuchh aise dhang se
    Sapne de gaya vo hazaaron range ke
    Reh jaoon jaise main haar ke
    Aur choome vo mujhe pyaar se

    Pehla nasha
    Pehla khumaar
    Naya pyaar hai naya intezaar
    Kar loon main kya apna haal
    Aye dil-e-bekaraar
    Mere dil-e-bekaraar

    in reply to: Dedicate a Song to Someone Special! #50318
    mamatha
    Participant

    Pukaarataa Chalaa Huun Main
    Galii Galii Bahaar Kii
    Bas Ek Chhaa.Nv Zulf Kii
    Bas Ik Nigaah Pyaar Kii
    Pukaarataa Chalaa Huun Main

    Ye Dillagii Ye Shokhiyaan Salaam Kii
    Yahii.N To Baat Ho Rahii Hai Kaam Kii
    Koi To Mud Ke Dekh Legaa Is Taraf
    Koi Nazar To Hogii Mere Naam Kii
    Pukaarataa Chalaa Huun Main

    Sunii Merii Sadaa To Kis Yaqiin Se
    Ghataa Utar Ke Aa Gayii Zamiin Pe
    Rahii Yahii Lagan To Ai Dil-E-Javaan
    Asar Bhii Ho Rahegaa Ik Hasiin Pe
    Pukaarataa Chalaa Huun Main

    in reply to: YUMMY or YUCKY #45327
    mamatha
    Participant

    yummmm only if it's calcutta pani puri…….. hot pakoras??

    in reply to: THIS OR THAT #43846
    mamatha
    Participant

    hmmmmmmmm…..

    BOTH…..

    same q?

    in reply to: FIRST THING GAME #38017
    mamatha
    Participant

    Freedom

    in reply to: Sing according to ur mood! #14998
    mamatha
    Participant
    Yeh Jeevan Hai, Is Jeevan Ka
    Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Rungroop
    Thode Ghum Hain, Thodi Khushiyan
    Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Chaon Dhoop
    Yeh Jeevan Hai...
    Yeh Na Socho Isme Apni Haar Hai Ke Jeet Hai
    Ise Apna Lo Jo Bhi Jeevan Ki Reet Hai
    Yeh Zid Chodo, Bandhan Yuh Na Todo
    Har Pal Ek Darpan Hai
    Yeh Jeevan Hai...

    Dhan Se Na Duniya Se, Ghar Se Na Dwar Se
    Saason Ki Dor Bandhi Hai, Preetam Ke Pyar Se
    Duniya Choote, Par Na Toote, Yeh Aisa Bandhan Hai
    Yeh Jeevan Hai...

    Yeh Jeevan Hai, Is Jeevan Ka
    Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Rungroop
    Thode Ghum Hain, Thodi Khushiyan
    Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Chaon Dhoop
    Yeh Jeevan Hai...
    in reply to: Dedicate a Song to Someone Special! #50316
    mamatha
    Participant

    Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
    Tum hoti to kaisa hota, tum yeh kehti, tum voh kehti
    Tum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hansti
    Tum hoti to aisa hota, tum hoti to vaisa hota
    Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain

    Yeh kahan aa gaye hum
    Yunhi saath saath chalte
    Teri baahon mein hai jaanam
    Mere jism-o-jaan pighalte
    Yeh kahan aa gaye hum
    Yunhi saath saath chalte

    Yeh raat hai, yeh tumhaari zulfein khuli hui hai
    Hai chaandni ya tumhaari nazrein se meri raatein dhuli hui hai
    Yeh chaand hai ya tumhaara kangan
    Sitaarein hai ya tumhaara aanchal
    Hawa ka jhonka hai ya tumhaare badan ki khushboo
    Yeh pattiyon ki hai sarsaraahat ke tumne chupke se kuch kaha hai
    Yeh sochta hoon main kab se gumsum
    Ke jab ki mujhko bhi yeh khabar hai
    Ke tum nahin ho, kahin nahin ho
    Magar yeh dil hai ke keh raha hai
    Ke tum yahin ho, yahin kahin ho

    O, tu badan hai main hoon chhaaya
    Tu na ho to main kahan hoon
    Mujhe pyaar karne waale
    Tu jahan hai main vahan hoon
    Hamein milna hi tha hamdam
    Issi raah pe nikalte
    Yeh kahan aa gaye hum
    Yunhi saath saath chalte
    Mm, meri saans saans maheke
    Koi bheena bheena chandan
    Tera pyaar chaandni hai
    Mera dil hai jaise aangan
    Koi aur bhi mulaayam
    Meri shaam dhalte dhalte
    Yeh kahan aa gaye hum
    Yunhi saath saath chalte

    Majboor yeh haalaat, idhar bhi hai udhar bhi
    Tanhaai ki ek raat, idhar bhi hai udhar bhi
    Kehne ko bahut kuch hai, magar kisse kahe hum
    Kab tak yunhi khaamosh rahe aur sahe hum
    Dil kehta hai duniya ki har ek rasm utha de
    Deevaar jo hum dono mein hai, aaj gira de
    Kyoon dil mein sulagte rahe, logon ko bata de
    Haan humko mohabbat hai, mohabbat hai, mohabbat
    Ab dil mein yehi baat, idhar bhi hai udhar bhi

    Yeh kahan aa gaye hum
    Yunhi saath saath chalte
    Yeh kahan aa gaye hum

    in reply to: ANTAKSHARI! (once again!) #16816
    mamatha
    Participant

    you should have started with M

    in reply to: ANTAKSHARI: OLD SONGS ONLY!! #55379
    mamatha
    Participant

    ye dil deewana aashiq puraana yaaron
    ye aashiqaana mausam suhaana yaaron
    kaun hamesha rahata hai machal ke ye dil kahata hai
    tadap tadap ke yoon hi na mar jaana
    ho koi hangaama hangaama ho jaaye
    ye dil deewana …

    in reply to: Antakshari with any word from the song…… #53183
    mamatha
    Participant
    kaun aayaa ke nigaahon mein chamak jaag uthhee
    dil ke soye huye taaron mein khanak jaag uthhee

    kisake aane kee khabar le ke hawaayen aayee
    jism se fool chatakane kee sadaayen aayee
    ruh khilane lagee, saanson mein mahak jaag uthhee

    kisane ye meree taraf dekh ke baahen kholee
    shaukh jajabaat ne seene mein nigaahen kholee
    hothh tapane lage, julfon mein lachak jaag uthhee

    kis ke haathon ne mere haathon se kuchh maangaa hain
    kis ke khwaabon ne meree raaton se kuchh maangaa hain
    saaj bajane lage, aanchal mein dhanak jaag uthhee
    in reply to: Songs in Alphabetical Order #69984
    mamatha
    Participant
    laharon pe lahar, ulfat hai javaan
    raton ki sahar, chali aao yahaan
    sitaare timatimaate hain, tu aaja aaja
    machalati ja rahi hai ye havaaein aaja aaja
    laharon pe lahar, ulfat hai javaan

    sulagati chaandani mein tham rahi hai tujh pe najar
    kadam ye kis taraf badhate chale jaate hain bekhabar
    zamaane ko hai bhuule ham ajab si khvaab ye safar
    laharon pe lahar, ulfat hai javaan

    na jaane kaunasi raahein hamara kaun sa hai jahaan
    sahaare kisake ham dhuundhe, hamaari manjil hai kahaan
    sada dil ki magar kahati hai meri duniya hai yahaan
    laharon pe lahar, ulfat hai javaan

    in reply to: Pure Love Songs #70457
    mamatha
    Participant

    sine mein dil hai dil mein sanam aur sanam mein jaan meri
    ishq hai dhadakan ishq hai saajan ishq hai pahachaan meri
    palon ki judaayi ham na sahenge saath jiyenge saath marenge
    ik duje ke bina ham na rahenge har ek janm mein vaada karenge
    tujh bin kuchh bhi na chaahuun main
    sine mein dil hai

Viewing 20 posts - 481 through 500 (of 2,056 total)