Colours
Dekha Ek Khwaab To Yeh Silsile Hue
Door Tak Nigahon Mein Hain Gul Khile Hue
Yeh Gila Hai Aapki Nigahon Se
Phool Bhi Ho Darmiyaan To Faasle Hue
Dekha Ek Khwaab…
Meri Saanson Mein Basi Khushboo Teri
Yeh Tere Pyaar Ki Hai Jadugari
Teri Aawaz Hai Havaaon Mein
Pyar Ka Rang Hai Phizaaon
Dhadkanon Mein Tere Geet Hain Mile Hue
Kya Kahun Ke Sharm Se Hain Lub Sile Hue
Dekha Ek Khwaab…
Mera Dil Hai Teri Panaahon
Aa Chhupa Loon Tujhe Maein Baahon Mein
Teri Tasveer Hai Nigaahon Mein
Door Tak Roshni Hai Raahon Mein
Kal Agar Na Roshni Ke Kaafile Hue
Pyar Ke Hazaar Deep Hain Jale Hue
Dekha Ek Khwaab
dard bhara dil bhar bhar aaye, bhar bhar aaye ho..o..o
dard bhara dil bhar bhar aaye,
sabr kaa daaman chhuT na jaaye, ho, dard bhara dil……………………
laaj wafa ki kaise bachhaoon,
dil se mein kitana un ko bhulaaoon
aur bhi un ki yaad sataayen,
sabr kaa daaman chhuT na jaaye,
dard bhara dil……………………
aah na karana, aansoo pina
khel nahin mar mar ke jeena,
jaise kaleja nikalaa aaye,
sabr kaa daaman chhuT na jaaye,
dard bhara dil
Belated Happy B'day Nosyira from All of US 🙂
haan pahali baar hua hai
tujhe mujhase pyaar hua hai
bina tujhe dekhe kaheen na chain hai
bina tere jeena dushvaar hai
pahali baar hua hai ...
neend aati nahi chain aata nahi
jaan ke to koi dil lagaata nahi
haalat kya hai meri tujhase kya main chhipaaoon
dekhata hoon har ghadi rasta tera
hal pal tera hi intazaar hai
haan pahali baar hua hai ...
ek din agar main na dekhoon tujhe
log mujhase kahen kya hua hai mujhe
kaisa mere saathi maine dil ko hai lagaaya
bin piye hi dagamagaate hain kadam
mujhape na mera akhtiyaar hai
haan pahali baar hua hai threedotsduniya banaane vaale raamoji
gazab sa hai tera intazaam
duniya banaane vaale raamoji
gazab sa hai tera intazaam
roshani karane ko roz sooraj aata
raat ko chup-chaap chaand pahara lagaata
daso dishaaon mein pavan jam ke dhulaataa(?)
laakh parindon ka bheed jhoom ke gaata
vaah re vaah re daata
are vaah re vaah re daata kya koob tera kaam
duniya banaane vaale raamoji ...
ajab tera jaadu hai ajab tera khel
jalate hain taaron ke diye roz bina tel
aag ka hota nahi paani se kabhi mel
phir bhi baadalon mein lagi bijaliyon ki bel
gahare samandar ke bhi andar hai dhoom dhaam
duniya banaane vaale raamoji ...
kuch zaroor hai teri kudarat mein karaamaat
kuch zaroor hai
kuch zaroor hai teri kudarat mein karaamaat
tere ishaare pe yahaan ban rahi har baat
ye zameen ye gagan, ye prakash ye pavan
ye samudr ye pahaad ye bhi ?
tu ne har ik pe ? di hai bina daam
duniya banaane vaale raamoji ...
piyaa tose nainaa laage re, nainaa laage re
jaane kyaa ho ab aage re
aayee holee aayee, sab rang laayee
bin tere holee bhee naa bhaaye
bhar pichakaaree, sakhiyon ne maaree
bhigee moree saaree, tan badan moraa kaanpe thar thar
dhinak dhin dhin dhinak dhin dhin
raat ko jab chaand chamake, jal uthhe tan meraa
mai kahoo mat kar o chandaa, is galee kaa feraa
aanaa moraa saiyaa jab aaye
chamakanaa us raat ko jab milenge tanaman milenge tanaman
Teri Yaad Aana Dil Se Jaana Aisa Lagata Hai
Kya Yahi Pyaar Hai
Kabhi Kabhi Rota Kabhi Muskuraata Aisa Lagata Hai
Kya Yahi Pyaar Hai
Thandi Havaaon Ka Jhonka Jo Aaye
Lagata Hai Duur Se Tuu Mujhako Bulaaye
In Sard Raaton Ki Tanahaayiyon Mein
Teri Saans Mera Tan Gudagudaaye
Karavatein Badalana Nind Na Aana Aisa Lagata Hai
Kya Yahi Pyaar Hai
Kabhi Dil Tadapaata Kabhi Dil Dhadakaata
Nas Nas Bijali Si Laharaayein Mere
Thahara Hua Hai Jaise Zamaana Aisa Lagata Hai
Kya Yahi Pyaar Hai
Benuur Lagati Hai Saari Kudaayi
Sahi Nahin Jaati Teri Judaayi
Kahake Divaana Hansata Zamaana
Hansati Hai Mujhase Meri Parachhaayi
Tab Gunagunaayein Tera Hi Taraana Aisa Lagata Hai
Kya Yahi Pyaar Hai
Teri Pyaari Pyaari Surat Ko Kisiki Nazar Na Lage
Chashme Baddoor
Mukhde Ko Chhupa Lo Aanchal Mein Kahin Meri Nazar Na Lage
Chashme Baddoor
Yoon Na Akele Phira Karo Sabki Nazar Se Dara Karo
Phool Se Zyaada Nazuk Ho Tum Chaal Sambhalkar Chala Karo
Zulfon Ko Gira Lo Gaalon Par Mausam Ki Nazar Na Lage
Chashme Baddoor
Ek Jhalak Jo Paata Hai Raahi Wahin Ruk Jaata Hai
Dekh Ke Tera Roop Salona Chand Bhi Sar Ko Jhukata Hai
Dekha Na Karo Tum Aaina Kahin Khud Ki Nazar Na Lage
Chashme Baddoor
water park
Welcome to the forum Johsely……… Even i like Sonu Nigam…. he is such a great singer
raat aaur din diyaa jale, mere man mein fir bhee andhiyaaraa hai
jaane kahaa hai, o saathee, too jo mile jeewan ujiyaaraa hai
pag pag man meraa thhokar khaaye, chaand sooraj bhee raah naa dikhaaye
ayesaa ujaalaa koee man mein samaaye, jis se piyaa kaa darshan mil jaaye
gaharaa ye bhed koee muz ko bataaye, kisane kiyaa hain muzapar anyaay
jis kaa ho dip wo sukh naheen paaye, jyot diye kee duje ghar ko sajaaye
khud naheen jaanoo dhoondhe kis ko najar, kaun dishaa hain mere man kee dagar
kitanaa ajab ye dil kaa safar, nadiyaan mein aaye jaaye jaise lahar
Hai Khuda Hafiz
Shukriya Meharbani
Pal Do Pal Kya Mile
Mil Gayi Pareshaani
Anjana Anjaani
Begaana Begaana
Begaani
Ghoomte Phirte Milte Hai
Milte Hai
Milke Saath Wo Chalte Hai
Chalte Hai
Dostana Naya Naya Naya
Rahein Wahi Puraani
Kal Miley Na Miley
Sochna Hai Kya
Shor Mein Abhi Kuch
Bolna Hai Kya
Ye Jo Pal Hain Wo
Apne Hain
Ruk Ja Zara O Deeewani
Next: SAAJAN CHALE SASURAAL
Boredom
Kaa Karu Sajanee, Aaye Naa Baalam
Khoj Rahee Hain Piyaa, Paradesee Aakhiyaan
Jab Bhee Koee Aahat Howe, Manawaa Moraa Bhaage
Dekho Kaee Toote Nahee, Pareet Ke Ye Dhaage
Hai Matawaaree, Pareet Humaaree Chhupe Naa Chhupaaye
Saawan Ho Tum Main Hoo Toree Badareeyaa
Bhor Bhayee, Saanz Dhalee, Samay Ne Lee Angadaee
Ye Jag Saaraa Neend Se Haaraa, Mohe Neend Naa Aayee
Mai Ghabaraoo, Dar Dar Jaaoo, Aaye Wo Naa Aaye
Raadhaa Bulaaye Kahaa, Khoye Ho Kanhaiyaa
Media
Politics
Racism
yum
Chole Batura?
neighborhood
Lady Boss or a Male Boss?