Forum Replies Created

Viewing 20 posts - 301 through 320 (of 2,056 total)
  • Author
    Posts
  • in reply to: Finish this song….. #27714
    mamatha
    Participant

    Kya mausam aya hai
    purab se mastani purwai chali
    khushabu se mehaki hai phoolon ki gali
    geet gaye nadiya lehron mein hai sargam
    hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham
    Kya mausam aaya hai

    Next: Phool

    in reply to: Complete the title #26934
    mamatha
    Participant

    Aaina

    Next: B_ _ _ _ B _ _ _ _ _ _ (Vidya Balan)

    in reply to: Another song from same movie #27350
    mamatha
    Participant
    O, eh hey hey, ha ha
    Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
    Aayi rut mastaani kab aayegi tu
    Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
    Chali aa, tu chali aa
    Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
    Aayi rut mastaani kab aayegi tu
    Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
    Chali aa, haan tu chali aa
    Pyaar ki galiyaan, baagon ki kaliyaan
    Sab rang raliyaan poochh rahi hain
    Geet panghat pe kis din gaayegi tu
    Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
    Aayi rut mastaani kab aayegi tu
    Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
    Chali aa, tu chali aa
    Phool si khilke, paas aa dil ke
    Door se milke chain na aaye
    Aur kab tak mujhe tadpaayegi tu
    Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
    Aayi rut mastaani kab aayegi tu
    Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
    Chali aa, tu chali aa
    Kya hai bharosa aashiq dil ka
    Aur kisi pe yeh aa jaaye
    Aa gaya to bahut pachtaayegi tu
    Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
    Aayi rut mastaani kab aayegi tu
    Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
    Chali aa, tu chali aa
    Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
    Aayi rut mastaani kab aayegi tu
    Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
    Chali aa, haan tu chali aa
    Chali aa, tu chali aa
    Chali aa, haan tu chali aa

    Next:

    duniyaa kii sair kar lo
    insaan ke dost banakar insaan se pyaar karalo
    duniyaa kii sair kar lo
    around the world in eight dollars

    in reply to: Another song from same movie #27348
    mamatha
    Participant

    chhupaa lo yoo dil mein pyaar meraa
    ke jaise mandir mein lau diye kee
    tum apane charanon mein rakh lo muz ko
    tumhaare charanon kaa ful hoo mai
    mai sar zukaye khadee hoo praeetam
    ke jaise mandir mein lau diye kee

    Next:

    Buzurgon ne
    Buzurgon ne, farmaya ki pairon pe apne khade hoke dikhlaao
    Phir yeh zamaana tumhaara hai
    Zamaane ke sur taal ke saath chalte chale jaao
    Phir har taraana tumhaara fasaana tumhaara hai
    Arey to lo bhaiya hum
    Apne pairon ke oopar khade ho gaye
    Aur milali hai taal
    Dabaalega daaton tale ungliyan,liyan
    Yeh jahan dekhkar,dekhkar apni chaal
    wah wah
    Dhanvad

    Ki pag ghungroo
    Ki pag ghungroo baandh meera naachi thi
    Aur hum naachen bin ghungroo ke
    Ki pag ghungroo baandh meera naachi thi
    Woh teer bhalaa, kis kaam ka hai
    Jo teer nishaaane se chooke chooke chooke re!
    Ki pag ghungroo..

    in reply to: Complete the title #26932
    mamatha
    Participant

    Akela??

    if not, any further clue?

    in reply to: Complete the title #26930
    mamatha
    Participant

    Maqbool

    Next: F _ _ _ _ (Aamir Khan)

    in reply to: WRITE A MOVIE!!SING A SONG!!! #23577
    mamatha
    Participant

    Mustafa mustafa don' t worry mustafa
    Hum hain tumhaare mustafa
    Mustafa mustafa don' t worry mustafa
    Hum hain tumhaare mustafa
    day by dayadhta hai dil dil se mil jaata hai
    Jaadu hai aisa friendship ka
    Mustafa mustafa don' t worry mustafa
    Hum hain tumhaare mustafa

    Next: Diljale

    in reply to: Finish this song….. #27712
    mamatha
    Participant

    jaana jindagi se na jaana
    pyaar ka yeh khajaana
    loot na jaaye kahi
    jaana hum rahenge tumhaare
    hai jab tak sitaare
    hai jab tak jami

    Next: Nahin

    in reply to: A NEW GAME CALLED FILMAKSHARI #66967
    mamatha
    Participant

    Haathi Mere SaathI

    in reply to: A NEW GAME CALLED FILMAKSHARI #66965
    mamatha
    Participant

    Aakhri Raasta

    in reply to: Finish this song….. #27710
    mamatha
    Participant

    Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho Next: Paas

    in reply to: Songs in Alphabetical Order #69999
    mamatha
    Participant

    Bole re papeeharaa, papeeharaa
    neet ghan barase, neet man pyaasaa
    neet man pyaasaa, neet man tarase

    palakon par yek boond sajaaye
    baithhee hoo saawan le jaaye
    jaaye pee ke des mein barase
    neet man pyaasaa, neet man tarase

    saawan jo sandesaa laaye
    meree aankh se motee paaye
    jaan mile baabool ke ghar se
    neet man pyaasaa, neet man tarase

    in reply to: WRITE A MOVIE!!SING A SONG!!! #23575
    mamatha
    Participant

    Kabse aaye hain tere dulhe raja
    Ab der na kar jaldi aaja

    Tere ghar aaya main aaya tujhko lene
    Tere ghar aaya main aaya tujhko lene
    Dil ke badle mein dil ka nazraana dene
    Meri har dhadkan kya bole hai sun sun sun

    Saajanji ghar aaye hay
    Saajanji ghar aaye
    Dulhan kyon sharmaaye hay
    Saajanji ghar aaye

    Ay dil chalega ab na koi bahaana
    Gori ko hoga ab saajan ke ghar jaana
    Maathe ki bindiya kya bole hai
    Sun sun sun

    Saajanji ghar aaye
    Saajanji ghar aaye
    Dulhan kyon sharmaaye hay
    Saajanji ghar aaye

    Next: Khuddar

    in reply to: ANTAKSHARI! (once again!) #16841
    mamatha
    Participant

    Laaga, chunari mein daag, chhupaau kaise, laaga, chunari mein daag
    Chunari mein daag, chhupaau kaise,
    Ghar jaau kaise
    Laaga, chunari mein daag…

    in reply to: Pick and actor or actress and sing a song #15577
    mamatha
    Participant

    Hey – it helps if you tell which actor you are choosing………

    in reply to: Pure Love Songs #70479
    mamatha
    Participant

    Lagee Aaj Saawan Kee, Fir Wo Zadee Hain
    Wahee Aag Seene Mein, Fir Jal Padee Hain

    in reply to: Antakshari with any word from the song…… #53200
    mamatha
    Participant

    Deewane Tere Naam Ke Khade Hai Dil Thaam Ke
    Ke Ham Tere Pyar Mein
    Rahe Na Kisi Kaam Ke Khade Hai Dil Thaam ke
    Deewane Tere Naam Ke Khade Hai Dil Thaam Ke
    Deewane Tere Naam Ke Khade Hai Dil Thaam Ke

    in reply to: ANTAKSHARI: OLD SONGS ONLY!! #55396
    mamatha
    Participant
    ye dil aaur un kee nigaahon ke saaye
    muze gher lete hain baahon ke saaye

    pahaadon ko chanchal kiran chumatee hai
    hawaa har nadee kaa badan chumatee hai
    yahaa se wahaa tak, hain chaahon ke saaye

    lipatate ye pedon se baadal ghanere
    ye pal pal ujaale, ye pal pal andhere
    bahot thhande thhande, hain raahon ke saaye

    dhadakate hain dil kitanee aazaadeeyon se
    bahot milate julate hain in waadiyon se
    mohabbat kee rangeen panaahon ke saaye
    in reply to: write a song then pick a word for the nxt person.. #20515
    mamatha
    Participant

    mitvaa laut aaye ri
    aaj mero jiyaraa kyon na aaye
    subh din dashran paaye
    mitavaa laut aaye ri

    nainaa jo the nir bhare
    piyaa ko dekh phir se muskaaye
    aaye ri, aaye ri
    aaye mitavaa laut aaye ri

    Next: Door

    in reply to: ANTAKSHARI: Names (noun) #65782
    mamatha
    Participant

    RohaN

Viewing 20 posts - 301 through 320 (of 2,056 total)