Raat Andhiyaari Hai
raat andhiyaari hai, maat dukhiyaari hai
sukh se tuu so mere praan, mere maan, meri rain ke vihaar
raat andhiyaari hai
raat ke hamsafar, thak ke ghar ko chale
jhoomti aa rahi hai subah pyaar ki
dekh kar saamne, roop ki roshani
phir luti ja rahi hai subah pyaar ki
kabhie kabhie mere dil mein khayaal aata
ke jaise tujko banaaya gaya hai mere liye
Madly
Brand new
2 wheeler or 4 wheeler ?
tadbeer se bigdi hui taqdeer banaa le, taqdeer bana le
apne pe bharosa hai to yeh daanv laga le
laga le daanv laga le
Hysterical
Gaata rahen mera dil – tu hi meri manzil
haaye, kahi bheete na yeh raatein kahi bheete na yeh din.
Next song should start with N
This is sooooooooo true… I completely agree with you
kabhi aar, kabhi paar, laagaa teer-ye-najar
saiyyaa ghaayal kiyaa re, toone moraa jigar
Frolic
Ice Cream….
Chaat or Masala Dosa?
here goes….
dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jana hain
abhi abhi toh aayi ho abhi abhi jana hain
dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jana hain
abhi abhi toh aayi ho abhi abhi jana hain
dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jana hain
Next: Partner
here goes…..
prem
hai apanaa dil to aawaaraa, naa jaane kis pe aayegaa
haseenon ne bulaayaa, gale se bhee lagaayaa
bahot samazaayaa, yahee naa samazaa
bahot bholaa hain bechaaraa, naa jaane kis pe aayegaa
ajab hain diwaanaa, naa dar naa thhikaanaa
jameen se begaanaa, falak se judaa
ye yek tootaa huaa taaraa, naa jaane kis pe aayegaa
jamaanaa dekhaa saaraa, hain sab kaa sahaaraa
ye dil hee humaaraa huaa naa kisee kaa
safar mein hain ye banjaaraa, naa jaane kis pe aayegaa
huaa jo kabhee raajee, to milaa naheen kaajee
jahaa pe lagee baazee, wahee pe haaraa
ye yek tootaa huaa taaraa, naa jaane kis pe aayegaa
hai re tauba hai re tauba yeh jawani yeh jawani ka garoor
ishq ke samne phir bhi sar jhukana hi pada
kaisa kahete the na aayenge
magar dil ne is tarah pukara tumhe aana hi pada
This is dedicated to my dear hubby…..
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum ham rahe na ham
Waqt ne kiya…
Beqaraar dil is tarha mile
jis tarha kabhi ham juda na the
Tum bhi kho gaye, ham bhi kho gaye
Ek raah par chalke do qadam
Waqt ne kiya…
Jaayenge kaha sujhta nahi
chal pade magar raasta nahi
Kya talaash hai kuchh pata nahi
Bun rahe hain dil khaab dam-ba-dam
Waqt ne kiya…
woh lamhe woh baatein, koi na jaane
thi kaisi raatein, barsaatein
woh bheegi bheegi yaadein
next: gumnaam
hua kya kasoor mujhse rehte ho door mujhse
khud hi na chaaha tumne mere paas aana
fursat na milne ka kiya hai bahaana
hua kya kasoor …
mere liye mar mitne ko taiyaar rehte the
mujhse pal pal pyaar ka tum ikraar karte the
tod kyon diya dikha ke sapna suhaana
fursat na milne ka
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Har Shyam Aankhon Par
Tera Aanchal Lehraye
Har Raat Yaadon Ki
Baarat Le Aaye
Maein Saans Leta Hoon
Teri Khushboo Aati Hai
Ek Mehka Mehka Sa
Paigham Laati Hai
Meri Dil Ki Dhadkan Bhi
Tere Geet Gaati Hai
Pal Pal …
Tum Sochogi Kyon Itna
Maein Tumse Pyaar Karoon
Tum Samjhogi Deewana
Maein Bhi Iqraar Karoon
Dewaanon Ki Yeh Baatein
Deewane Jaante Hain
Jalne Mei Kya Mazaa Hai
Parwanr Jaante Hain
Tum Yunhi Jalate Rehna
Aa Aakar Khwabon Mein
Pa L Pal