Tumhein yaad karte karte jaayegi raiin saari
Tum le gaye ho apne sang neend bhi hamari
Man kho gayaa hai aise anjaan ik dagar mein
Kuch khojthaa hai paagal khoyii *** safar mein
Ithne bade mahal mein ghabraun main bechaari
Tum le gaye ho apne Sang neend bhi hamari
Birhan ki is chitha se tum ne mujhe uthaaro
Jo tum na aa sako tho mujhe sapne mein bulaao
Mujhe aise mat sathaao meri preeth hai tumhaari
Tum le gaye ho apne sang neend bhi hamaari
~To Boo, My one and only GMTA yaar! ~
she is a rock star kuchh bhi kaho
badi mast yaar kuchh bhi kaho
mujhe aaye pyaar kuchh bhi kaho
she is a rock star
dil leke uddi jaadu ki pudi karke aankhen do chaar
she is a rock star kuchh bhi kaho
badi mast yaar kuchh bhi kaho
mujhe aaye pyar kuchh bhi kahi
she is a rock star…
and also…
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Koi ladki hai jab vo hasti hai
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Koi ladki hai jab vo hasti hai
Baarish hoti hai chhanar chhanar chhumchhum
Koi ladki hai jab vo hansti hai
Baarish hoti hai chhanar chhanar chhumchhum
~ To my lil shweetoo, Rani ~
Bholi si soorat aankhon mein masti
Ay hay
Arre bholi si soorat aankhon mein masti
dur khadi sharmaaye
Ay hay
Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye
Ay hay
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye
and also….
Saathiya … Saathiya
maddh
Jaane kyun, khwaabon ka mausam hai, aur main hoon
Mausam hai, aur main hoon
Jaane kyun, yaadon ki shabnam hai, aur main hoon
Shabnam hai, aur main hoon
Yaadein, laayi hain, khushiyaan bhi, aansoo bhi
Jaane kyun, ik aisa sangam hai, aur main hoon
Sangam hai, aur main hoon
Barse jo rang itne saare, rangeen huwe sab nazaare
Lekin mera dil kahin bhi, lagta nahin bin tumhaare
Tumko, bas tumko, dil dhhoondhhe dil maange
Jaane kyun, har lamha ye sitam hai, aur main hoon
Ye sitam hai, aur main hoon
Jaane kyun, khwaabon ka mausam hai, aur main hoon
Mausam hai, aur main hoon..
Ye vaadi ab so gayi hai, kohre mein hi kho gayi hai -2
Saari fiza saans roke, gumsum si ab ho gayi hai
Saari, duniya mein, ab koyi nahin jaise
Jaane kyun, bas mera hamdam hai, aur main hoon
Hamdam hai, aur main hoon
Jaane kyun, yaadon ki shabnam hai, aur main hoon
Shabnam hai, aur main hoon
Yaadein, laayi hain, khushiyaan bhi, aansoo bhi
Jaane kyun, ik aisa sangam hai, aur main hoon
Sangam hai, aur main hoon
La la la, la la la la
Hmm… hmm… hmm… aur main hoon
Hey Boo You restoring the thread? Great Job Boo if you have! So sweet of you to do so yaar. @—^—
I have two moods but from the same film are the songs!
Pehla Pehla Pyar Hai
Pehli Pehli Baar Hai
Jaan Ke Bhi Anjaana
Kaisa Mera Yaar Hai..
Uski Nazar, Palkon Ki Chilman Se Mujhe Dekhti, Uski Nazar
Uski Haya, Apni Hi Chaahat Ka Raaz Kholti, Uski Haya
Chhup Ke Kare Jo Wafa, Aisa Mera Yaar Hai
Pehla Pehla Pyar Hai …
Mujhse Judaa Hokar Tumhe Door Jaana Hai
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
Saathiya, Sang Rahega Tera Pyar
Saathiya, Rang Layega Intezaar
Tumse Judaa Hokar Mujhe Door Jaana Hai
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
Saathiya, Sang Rahega Tera Pyar
Saathiya, Rang Layega Intezaar
Main Hoon Teri Sajni Saajan Hai Tu Mera
Tu Baandh Ke Aaya Mere Pyar Ka Sehra
Chehre Se Ab Tere Hat Ti Nahin Ankhiyaan
Tera Naam Le Lekar Chhede Mujhe Sakhiyaan
Sakhiyon Se Ab Mujhko Peechha Chhudana Hai
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
Your GMTA yaar is here! hehe, sorry was busy and couldnt be around for while but im back!
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan..
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Tabz, please tell me which movie/album that song is from please?
Haq means Right (as in ‘i have a right over you’) kind of, gt me? Hope that helped. Oh btw, are you asking this in connection to ‘I love you Sayoni’ by Himmesh Reshammaiya? lol
Hey Papia, although your translation is a good try but the meaning you have translated is incorrect. this is the correct version :
Waqt ki saat jaane kitne hi mod aate hai saat phero mein (la la la la la…)
With time so many unkown turns come in these seven rounds
Rang jitne hai zindagani ke sab samaate hai, saat phero mein
All the colours there are of life come together into these seven turns
(these seven rounds refer to the seven turns which take place in a hindui marriage wherein the couple make seven promises to eachother)
Sadiyaan Sama Gaeen Is Ik Pal Men
Dikhane Laga Suqoon Duniya Ki Halachal Mien
Sadiyaan Sadiyaan Sadiyaan Ve
Sadiyaan Sadiyaan Sadiyaan Ve
Ho Nainon Ke Sheeshe Mien Saaya Hai Kisaka
Luk-Chhup Ke Aata Hai Chanda Ke Jaisa
Kashti-E-Dil Kahati Hai Mil Saagar Hai Ishq Ka
Roke Kyoon Hamako Yoon Ye Haya
Laharon Mien Doobe Log To Hain Sada
Saahil Pe Doob Ke Ji Lein Ham Sadiyaan
Sadiyaan Sadiyaan
Sadiyaan Sama Gaeen Is Ik Pal Men
Dikhane Laga Suqoon Duniya Ki Halachal Mien
Sadiyaan Sadiyaan Sadiyaan Ve
Sadiyaan Sadiyaan Sadiyaan Ve
Ashqon Ko Aai Hasi Gumasum Hai Zubaan
Maaf Karen Kah Na Sakoon Haal-E-Dil Yahaan
Raaz-E-Wafa Rahate Hain Do Dil Ke Darmiyaan
Kah Diya To Raha Ishq Kya
Aankhon Men Doobe Khaamoshi Se Haya
Aise Hi Guzaren Sadiyaan Sadiyaan
Sadiyaan Sadiyaan
Sadiyaan Sama Gaeen Is Ik Pal Men
Dikhane Laga Suqoon Duniya Ki Halachal Mien
Sadiyaan Sadiyaan Sadiyaan Ve
Sadiyaan Sadiyaan Sadiyaan Ve
Rani and Boo…
Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na
Khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo ho…
Tumko milega, utna pyaar, main hoon na
Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na
SPOILER ALERT ALL THE WAY THROUGH!
Rani… Boogedy…Rani… Khushi
Spoiler alert…
Lil Rehan was awesome too! He was cute!!!! And i loved it when he said, “Rehan jitna pyaar aap se karta hai, utna pyaar aap Rehan se nai karte hai.” Shhhoooo Shweeeet! He looked extremely cute when he first appears in the movie! His hair is cute! the lil funny dude. Aamir- “yeh kya hai” Lil Rehan- “Zeher.” haha! funny dude! <<<<<<<, sssshhhhh don't tell anyone Rani – i am SERIOUSLY planning on kidnapping that boy!!! What an ADORABLE lil bacha… sigh… and that line. THAT LIIIINEEEEEEEEEEE. aaaaaaaah…. so lovely. I love the way the character is, you know? So cute and naive and childlike… his acting skills were just… OKKKK.. but i couldn’t care less – I was already planning my freaking kidnapping!! And of course – that ‘Zeher’ dialog… LMAO!!! “the lil funny dude”, eh? ahhh Rani that cracked me up!! Stop cracking me up!! now!!! Count me in! i totally want to help! he’s so pyaara! haha. i don’t care about his acting skills, he rocked! haha. i’m so biased sometimes! *rolls eyes* Yes yes Dependiddle and Hittitotomus! Hehehe, SHOOO SHWEET!
Well…whats my point again?….oh yeah! Well i liked the chemistry between Aamir and Kajol and the first half of the movie was 10 outta 10! I loved it! Everyone acted extrememly well and it made me laugh too.
A Rani-is-totally-angry alert!
The second half is what pissed me off. Aamir tells the girl he doesn’t believe in Allah in the first half(when he is so cute and sweet and funny and loveable!), but in the second half, all he says is Allah Allah(when he is a terrorist!)
Now what the heck is that all about? It totally pissed the heck outta me!
In both cases- he is wrong! Religion and personal beliefs are often mixed up- which bring out extrimists
And that one scene, when he calls his granddad and when they hang up the granddad tells the other guys that they will get the remote, they hold/throw(watever) their guns in the air and shout Allahu-Akbar(Definition-Allah is the greatest)!!!! Wtf?!?!? Is that all we’re known for now? by we, i mean Muslims.
Is that our identity now? Terrorists….wtf? seriosuly, wtf? <<<< <<<<<<<< that, sad to say, has been Bollywood's tradition, hasn't it? I don't know why. I hate it too. (BTW, I knew you would say something like that… Rani + any form of racism = poor dude will not get away!! haha. be it shop-wala, desi hunk or movie makers… one of the reasons why i LOVE you!!)desi hunk?….oh yeah! haha. i’m stupid sometimes, even the lil things annoy me, which isn’t so great boo. haha. i just hate it when pp
Tu jahaan main wahaan
sang sang yu chalu tere
jaise tera aasmaan
Jo dhup nikli chaya ban jaaunga
Jo ho tu akeli saaya ban jaaunga
Jo uljhan mein ho mann main behlaaunga
Tum aa gaye ho toh jeena aaya hain
Khushiya ka tumne yeh jaal bichaya hain
Khoya hain khudko yah sab kutch paaya hain
Tu jahaan main wahaan
Sang sang yu chalu tere
Jaise tera aasmaan
Ho ghum ke badal mujhpe tham jaane de
Bechainiyo ko mujhse takrane de
Dukhti ho koi baat mujhpe aane de
Dil sochta tha ke koi apna ho
Koi raaz na ho jo uss se rakhna ho
Aankhein na kholu main shayad sapna ho
Tu jahaan main wahaan
Sang sang yu chalu tere
Jaise tera aasmaan
ho ho o o o o ….
yahaan har kadam kadam pe dharti badle rang
yahaan ki boli mein rangoli saat rang
yahaan har kadam kadam pe dharti badle rang
yahaan ki boli mein rangoli saat rang
dhaani pagdi pehne mausam hain
neeli chaadar taane ambar hain
nadi sunehri hara samundar hain re sajila
des rangila rangila des mera rangila
des rangila rangila des mera rangila
des rangila rangila des mera rangila
ho ho o o o o ….
sindoori gaalon wala suraj jo kare thitholi
sharmeelen kheton ko dhank de chunar peeli peeli
ghoonghat mein rang panghat mein rang cham cham chamkila
des rangila rangila des mera rangila
des rangila rangila des mera rangila
des rangila rangila des mera rangila
ho ho o o o o ….
kabila gulaal se chehre hain yahaan mastaanon ki toli
rang haseen mein rang khushi mein rishten jaise holi
baaton mein rang yaadon mein rang rang rang rangila
des rangila rangila des mera rangila
des rangila rangila des mera rangila
des rangila rangila des mera rangila
hey dholaaa
re mharo dhola re
Ishq ka rang yahaan par gehraa chadh ke kabhi na utre
sachhe pyar ka thehra sa rang chhalke par na bikhre
rang adaa mein rang haya mein hain rasila
des rangila rangila des mera rangila
des rangila rangila des mera rangila
des rangila rangila des mera rangila
yahaan har kadam kadam pe dharti badle rang
yahaan ki boli mein rangoli saat rang
yahaan har kadam kadam pe dharti badle rang
yahaan ki boli mei
Nosyira:
Some of them:
dariya – Sea
saahil – Sea shore
manzil – Destination
bankar – to become
ham pal mein hi beh jaate hain – We flow (drown) in the moment
ek jaan hain ab woh jaane lagi hain – Had one life which has begun to go
Is this a song? Which one and which film, words seem lovely. Hope this helped Nosyira!
Unique_Princess:Heyyy khushi how r u doing hun? been a long time since I saw u on here! hope life is going well 4 u!
Hey Tabz!!! I’ve been ok hun, just been enjoying the heat- its a killer na? It is sooooo hot here, never been this mad in UK! Hope alls well with you too, read your lil meeting with BWL members- im glad u lot had a fab time- with the biryani and all!
My mood….la la la
Bolo na tum zara, pyaar yeh hota hai kya
Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala
Chherta hai yeh aasmaan, mausam lage aaj manchala
Yeh pyaar hai kya khoobsurat bala
Bolo na tum zara, pyaar yeh hota hai kya
Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala
Pyaar ki roshni jismon mein ghul gayi
Pyaar ki aas mein rooh yeh dhul gayi
Rog chalne laga, dil ka yeh kaafila
Sarsaraati huwi hawa youn baadiyon mein hai beh rahi
Pyaar ki hi kahaaniyan kaanon mein hole se keh rahi
Yeh pyaar hai kya khoobsurat bala
Bolo na tum zara, pyaar yeh hota hai kya
Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala
Pyaar yeh subh ki makhmali dhoop hai
Pyaar yeh shaam ko saawala roop hai
Yeh jadoo hai kya, jo hai humpe huwa
Pyaar paaya to zindagi ek pal mein jaise badal gayi
Rang ujhle hai raagini naye sur mein jaise hai dhal gayi
Yeh pyaar hai kya khoobsurat bala
Bolo na tum zara, (bolo na tum zara)
Pyaar yeh hota hai kya, (pyaar yeh hota hai kya)
Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala
Nosyira- hun who’s this song by? I really really really like the lyrics, would love to hear it. It’ll be great if u gave the artist name etc! thanx
Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya
Maine Sun liya
Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata
Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Reh jaoon jaise main haar ke
Aur choome vo mujhe pyaar se
Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Rani, thanks shweetoo…. xxx
My mood…… Tumhi Dekho Na…
tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
main hairaan hoon tumhen kya kahu
ke din mein hooii kaisi chaandani
jaagi jaagi si hai phir bhi khwaabon mein hai
khoyi khoyi zindagi
tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
behke behke se mann
mehke mehke se tann
ujli ujli fizzaon mein hai
aaj ham hai jahaan
kitni ranginiyan
chhalki chhalki nigaahon mein hai
neeli neeli ghataaon se hai chhan rahi
halki halki roshni
tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
main hairaan hoon tumhen kya kahu
ke din mein hooii kaisi chaandani
main toh anjaan thi yun bhi hoga kabhi
pyar barsega yun toot ke
sach yeh ikraar hai sach yahi pyar hai
baaki bandhan hai sab jhuth ke
meri saanson mein hai ghul rahi pyar ki
dheemi dheemi raagini
tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
main hairaan hoon tumhen kya kahu
ke din mein hooi kaisi chaandani
jaagi jaagi si hai phir bhi khwaabon mein hai
khoyi khoyi zindagi
tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
yeh din mein hooii kaisi chaandani
Gumshuda Gumshuda
Koi Hua Kahan Hua
Kal Thi Main Yaha Woh Bhi Thi Yahi
Main Hoon Phir Yaha Lekin Woh Nahi
Gumshuda Gumshuda
Gumshuda Gumshuda
Dekhne Mein Hai Haseen, Rehti Hai Yahi Kahin (Mystery land!)
Kho Gayi Ho Kho Gayi
Woh Pari Woh Apsara Dilnashi Dilruba
Kho Gayi Ha Kho Gayi
Phirti Hoon Jahan Wahan Leke Apna Dil Aur Jaan
Dhoondha Sara Jahan Na Jaane Woh Hai Kahan
Gumshuda Gumshuda Gumshuda Gumshuda
Gumshuda Gumshuda
Where are you girl? Your missed….
Come back!!!!