Lakshmanprasad Dashrathprasad Sharma
Jaanuun Meri Jaan, Main Tere Qurbaan
Are, Main Teraa Tuu Merii Jaane Saaraa Hindustaan
Nazaron Se Na Tol Mujhe, Dil Se Kaam Le
Tuu Jisakaa Vo Tere Bin Kyo.N Kisiikaa Naam Le
Jaanuun Merii Jaan …
Chhotii Sii Ik Baat Bane, Baat Se Daastaan
Chhodake Sab Baate.N Ha.Nsate Hai.N, Vohii Pyaar Kii Shaan
Jaanuu Merii Jaan …
Gusse Se Hai Pyaar Badaa, Pyaar Se Aitabaar
Jab Aa Jaae Aa Jaanaa, Main Karuungaa Intazaar
Jaanuu Merii Jaan …
Jaanun Merii Jaan, Main Tere Qurbaan
Main Terii Tuu Meraa Jaane Saaraa Hindustaan
tasveer banaataa hoo, tasveer naheen bantee tasveer naheen bantee
yek khwaab saa dekhaa hai, taabeer naheen bantee
bedard mohabbat kaa itanaa saa hain afasaanaa
najaron se milee najare, main ho gayaa deewaanaa
ab dil ke bahalane kee, tadabeer naheen banatee
dam bhar ke liye meree duniyaan mein chale aao
tarasee huyee aakhon ko fir shakl dikhaa jaao
mujh se to meree bigadee takadeer naheen banatee
next:duniyaa
chod aaye hum woh galiya
chod aaye hum woh galiya
jahan tere pairon ke kawal gira karte the
hanse to do gaalon mein bhanvar pada karte thay
teri kamar ke bal pe nadi muda karti thi
hansi teri sun sunke fasal paka karti thi
chod aaye hum woh galiya ..
o jahan teri edi se dhoop uda karti thi
suna hai us chaukhat pe ab shaam raha karti hai
laton se uljhi lipti ek raat hua karti thi
kabhi kabhi takiye pe wo bhi mila karti thi
chod aaye hum woh galiya ..
dil dard ka tukda hai patthar ki dali si hai
ek andha kuan hai ya ek band gali si Hai
ek chhota sa lamha hai jo khatam nahin hota
main laakh jalata hoon ye bhasm nahin hota
ye bhasm nahin hota
chod aaye hum woh galiya ..
rim jhim ghire saawaan
sulag sulag jaaye man
bhige aaj is mausam mein
lage kaisi ye jatan
complacent
hai sabse madhur woh geet jinhe
hum dard ka sur mein gaate hai (x2)
jab hadh se guzar jaati hain khushi
aasoo bhi chalak ke aate hai (x2)
hai sabse madhur woh geet
dard-e-dil dard-e-jigar dil mein jagaaya aapne
pehle to main shayar tha aashiq banaya aapne
yaad kiya dil ne kahaan ho tum
jhoomti bahaar hain kahan ho tum
pyaar se pukaarlo kahaan ho tum
pyaar se pukarlo kahaan ho tum
lag ja gale ki phir ye hasin raat ho na ho
shaayad phir is janam men mulaaqaat ho na ho
lag jaa gale se ………………..
ham ko mili hain aaj, ye ghadiyaan nasib se
ji bhar ke dekh lijiye ham ko qarib se
phir aap ke nasib men ye baat ho na ho
phir is janam men mulaaqaat ho na ho
lag ja gale ki phir ye hasin raat ho na ho
paas aaiye ki ham nahin aaenge baar-baar
baahen gale men daal ke ham ro le zaar-zaar
aankhon se phir ye pyaar ki barasaat ho na ho
shaayad phir is janam men mulaaqaat ho na ho
lag ja gale ki phir ye hassin raat ho na ho
shaayad phir is janam men mulaaqaat ho na ho
lag ja gale ki phir ye hassin raat ho na ho
marane ki dar se mere dil
jeena na tu chod dena
rone ki dar se jaahan pe
hasna na tu chod dena
You fill up my senses
Like a night in a forest
Like the mountains in springtime
Like a walk in the rain
Like a storm in the desert
Like a sleepy blue ocean
You fill up my senses
Come fill me again
Come let me love you
Let me give my life to you
Let me drown in your laughter
Let me die in your arms
Let me lay down beside you
Let me always be with you
Come let me love you
Come love me again
You fill up my senses
Like a night in a forest
Like the mountains in springtime
Like a walk in the rain
Like a storm in the desert
Like a sleepy blue ocean
You fill up my senses
Come fill me again
ae mere, hamsafar
ek zaraa intezaar,
sun sadaayein derahi hai
manzil pyaar ki
Jeevan Se Bhari Teri Aankhen
Majboor Karen Jeene Ke Liye
Saagar Bhi Taraste Rehte Hain
Tere Hoth Ka Ras Peene Ke Liye
Tasveer Banaye Kya Koi
Kya Koi Likhe Tujh Pe Kavita
Rangon Chhandon Mein Samayegi (x2)
Kis Tarah Se Itni Sundarta
Ek Dhadkan Hai Tu Dil Ke Liye
Ek Jaan Hai Tu Jeene Ke Liye
Jeevan Se Bhari Teri Aankhen...
Madhuban Ki Sugandh Hai Saanson Mein
Baahon Mein Kamal Ki Komalta
Kirnon Ka Tej Hai Chehre Pe (x2)
Hirnon Si Hai Tujh Mein Chanchalta
Aanchal Ka Tere Hai Saar Bahut
Koi Chaak Jigar Seene Ke Liye
Jeevan Se Bhari Teri Aankhen...
money
mamatha, wonderful song ! But I don't see a 'jab' word in the song posted prior to this
fir wahee raat hai, fir wahee raat hain khwaab kee
raat bhar khwaab mein dekhaa karenge tumhe
fir wahee raat hai ....
maasoom see nind me, jab koee sapanaa chale
hum ko bulaa lenaa tum palakon ke parade tale
ye raat hain khwaab kee, khwaab kee raat hai
kaanch ke khwaab hai ye, aakhon mein chhupp jaayenge
palkon mein lenaa inhe, aakhon mein ruk jaayenge
ye raat hain khwaab kee, khwaab kee raat hai
fir wahee raat hai ...
akash
Hansne ki chaah ne itna mujhe rulaaya hai
Koyi ham-dard nahi, dard mera saaya hai
Dil to uljha hi raha zindagi ki baato mein
Saansein jalti hain kabhi kabhi raato mein
Kisi ki aahatein ye kaun muskuraaya hai
Koyi ham-dard nahi, dard mera saaya hai…
Sapne chhalte hi rahe roz nayi raaho se
Koyi phisla hai abhi abhi baaho se
Thande thande pani se nahana chahiye
gana aaye yah na aaye gana chahiye