hum tujh se mohabbat karke sanam
hum tujhse mohabbat karke sanam
rote bhi rahe, haste bhi rahe
rote bhi rahe, haste bhi rahe
Leheron ki tarah yaadein
Dilse tak raathi hain
Toofaan uthaathi hain
ketaki gulab, juhi champaka bana phule
mujhe bhool jaana, agar ho sake
na phir yaad aana, agar ho sake
gham iskadar badhe, ke mein ghabrake peegaya
is dil ki beqasi pe, taras khake peegaya
thukra raha tha mujhko badi der se jahan
mein aaj is jahan, ko thukra ke peegaya
re man sur mein gaa
koi taar besur na bole na bole
re man sur mein gaa
gore gore o banke chore
kabhi meri gali aaya karo
gori gori o banki chori
chahe roz bulaya karo
laaga chunari mein dhaag
chupaau kaise
laaga chunari mein dhaag
yaa dil ki suno duniya waalo
yaa mujhko yuhi chupp rehne do
mein gham se khushi kaise kehdoon
jo kehte hein unko kehnedo
yaa dil ki suno duniya waalo
rasik balmaa, dil kyun lagaayaa
those dil kyun lagaayaa
jaise ro dil lagaayaa
Raha gardishon mein hardam
Mere ishq ka sitaara
kabhi dagmagayi kashti
kabhi khogaya kinara