Talat
Not sure folks if this a violation, but I can think of no song that would start with letter X !
Read “Ek + sa = Xa”
Song from movie LOC:
Xaathi Aur Bhi Thaa
Khaamosh Hai Jo Ye Vo Sadaa Hai
Vo Jo Nahin Hai Vo Kah Rahaa Hai
Saathiyon Tumko Mile Jeet Hi Jeet Sadaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa
Jaao Jo Laut Ke Tum Ghar Ho Khushi Se Bharaa
Jaao Jo Laut Ke Tum Ghar Ho Khushi Se Bharaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa
Kal Parvaton Pe Kahin Barsi Thi Jab Goliyaan
Ham Log The Saath Mein Aur Hausle The Javaan
Ab Tak Chattaanon Pe Hain Apne Lahoo Ke Nishaan
Saathi Mubaarak Tumhein Ye Jashn Ho Jeet Kaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa
Kal Tumse Bichhadi Huee Mamtaa Jo Phir Se Mile
Kal Phool Chehraa Koi Jab Tumse Milke Khile
Kal Tumse Bichhadi Huee Mamtaa Jo Phir Se Mile
Kal Phool Chehraa Koi Jab Tumse Milke Khile
Paao Tum Itni Khushi Mit Jaayein Saare Gile
Hai Pyaar Jinse Tumhein Saath Rahe Vo Sadaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa
Jab Aman Ki Baansuri Goonje Gagan Ke Tale
Jab Dosti Kaa Diyaa In Sarhadon Pe Jale
Jab Bhool Ke Dushmani Lag Jaaye Koi Gale
Jab Saare Insaano Kaa Ho Ek Hi Kaafilaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa
Jaao Jo Laut Ke Tum Ghar Ho Khushi Se Bharaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa
chalat musafir moh liyo re pinjade wali muniya – 4
udd udd baithi halvaiya dukaniya – 2
udd udd baithi halavaiya dukaniya
barafi ke sab ras le liyo re pinjade wali muniya – 2
udd udd baithi bajajava dukaniya – 2
udd udd baithi bajajava dukaniya
kapda ke sab ras le liyo re pinjade wali muniya – 3
(jiyo jiyo palakdas jiyo! )
udd udd baithi panvadiya dukaniya – 2
udd udd baithi panavadiya dukaniya
beeda ke sab ras le liyo re pinjade wali muniya – 3
next: musafir
yeh aansoo mere dil ki zubaan hai
main ro doon to, ro de aansoo
main hans doon to, hansde aansoo
aankh se tapki jo chingaari
har aansoo pe chhabi tumhari
chir ke mere dil ko dekho
behte lahu mein preet tumhari
yeh jeevan jaise sulga toofaan hai
yeh aansoo mere dil ki zubaan hai
jeevan path par jeevan saathi
saath chale ho mooh na modo
dard-o-gham ke do raahe par
mujhko tadapta yoon na chhodo
yeh naghma mere gham ba bayaan hai
yeh aansoo mere dil ki zubaan hai
classic love song …
har dil jo pyaar karegaa, woh gaana gaayega (x2)
deewaana
deewaana saikhado mein pehchaana jaayega
yaad aayi aadhi raat ko, kal raat ki tauba
dil poochta hai jhoom ke, kis baat ki tauba, tauba
(Pyaasa, 1957)
gham-e-isqadar badhe, ke mein ghabrah ke peegayaa
is dil ki bebasi pe, taras khake peegayaa
thukra raha tha mujhko, badi der se jahaan (x2)
Mein aaj sab jahaan ko, thukra ke peegayaa
lilly
nakhrewaali … ummmm … nakhrewaali
dekhne mein dekhlo ye kaisi bholi bhaali … ummmmm
ajnabi ye choriya dilpe daal doriya (x2)
manki kaali .. ummmm
woh to koi aur thi jo aankhon se samaa gayi dil mein
'm'
diye jalte hain
phool khilte hain
badi mushkil se magar
duniya mein dost milte hai
laakhon taarein aasmaan mein
ek magar dhoonde na mila
dekh ke duniya ki diwali
dil mera chupp chaap jala
'la'
sorry, my bad ! Got used to 'quick fire' anthakshari ! WIll slow down.
Thanks Vaibhavi for letting me know !
Singer: Mohammed Rafi Music: Madan Mohan Kohli Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan
Movie: Neela Akash (1965) Actor(s): Dharmender, Mala Sinha
Aakhri geet mohabbat ka sunaaloon to chaloo (x2)
Mein chalaa jaaooonga (x2)
Do ashq bahaaloo to chaloo
Akhri geeeeeet
't'
haath aaya hai jab se tera haath mein
aagaya hai naya rang jasbaat mein
mein kahan hoon yeh mujhko khabar hi nahin
tere kadmo pe hi gir na jaaon kahin
haath aayaa aaaa
'a'
Complete song lyrics:
haath aaya hai
haath aaya hai jab se tera haath mein
aagaya hai naya rang jasbaat mein
mein kahan hoon yeh mujhko khabar hi nahin
tere kadmo pe hi gir na jaaon kahin
haath aaya hai
dil mein nazaron se chup chup ke aaya hai tu
dil chura ke mera muskuraaya hai tu
tu kahe to main (x2)
ek baat tujh se kahuun
mera saathi nahin balki saaya hai tu (x2)
ungaliyaan jab zamane ki mujh par uthe
kho na jaana kahin aise haalaat mein
roshani zindagi mein muhabbat se hai
varana rakha hai kya chaandani raat mein
haath aaya hai
dil ke jazabaat ko main na thukaraayuunga
balki tasavir-e-jazabaat ban jaayuunga
oh ho ha ha ha
haq muhabbat ka
oh ho ho o o
haq muhabbat ka hota hai kaise ada
vaqt aaya to main ye bhi dikhalaayuunga (x2)
pyar ke devata ke qadam chuum kar
zindagi nazar kar duungi saugaat mein
ab na ghabaraao manzil ki duuri se tum
tum akele nahin main bhi huun saath mein
haath aaya a a a a a a
Sorry folks, I just realized almost all the songs from my 'database' have already been sung by others in this forum. Will try my best to bring some uniqueness !
Now continue a song with 'k':
koi yeh kaise bataaye, ke wo tanahaa kyu hain
wo jo apna tha, wohi aur kisi kaa kyu hain
yahi duniya hain to phir, aisi ye duniya kyu hain
yahi hotaa hain to, akhir yahi hota kyu hai
ik jara hath badha de to, pakadle daaman
us ke seene mein sama jaaye, hamari dhadkan
itni kurbat hain to phir fasla itna kyu hain
dil-e-barbad se nikla nahin abtak koi
ek loote ghar pe diyaa karta hain dastak koi
aas jo tootgayi hain, phir se bandh ata kyu hain
tum masarrat kaa kaho ya, ise gham ka rishta
kahte hain pyaar ka rishta hain, janam ka rishta
hai janam ka jo ye rishta to badaltha kyu hain
hai duniya usiki zamana usika
mohabbat mein jo hogaya ho kisika,
mohabbat mein jo hogaya ho kisika
ya habeebi, ya habeeb
ya habeebi, ya habeeb
maine rakha hai mohabbat, apne afsanon ka naam
maine rakha hai mohabbat
tum bhi kuch achcha sa rakhdo apne deewane ka naam
tum bhi kuch achcha sa rakhdo, apne deewaane ka naam
maine rakha hai ….
hum se aaya na gaya
tum se bulaya na gaya
phasla pyaar ka, dono se mitaya na gaya
hum se aaya na gaya
Mein pyaar ka raahi hoon
Tere zulf ke saaye mein
Kuch der teher jaaon ….
Tum ek musafir ho
Kab chod ke chal doge
ye soch ke ghabraon …
Mein pyaar ka raahi hoon
haa deewaana hu mein
haa deewaana hu mein
gham ka maraa hua
ek begaana hu mein