Saathiya … Saathiya
maddham maddham teri ye geeli hansi
saathiya … saathiya
sun ke ham ne saari peeli hansi
hansti rahe tu hansti rahe hayaa kee laalee khilatee rahe
zulf ke neeche gardan pe subah-o-shaam milatee rahe
hansti rahe tu hansti rahe hayaa kee laalee khilatee rahe
zulf ke neeche gardan pe subah-o-shaam milatee rahe
sondhee see hansi teree khilatee rahe milatee rahe
eena meena deeka
Oops
Next……song about evening
Badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai -2
Dhadak aahista se, eh dil -2
Mohabbat ka safar hai
Badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai
Koyi sun le na ye qissa, bahot darr lagta hai -2
Magar darr hi se kya haasil -2
Mohabbat ka safar hai
Badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai
Bataana bhi nahin aasaan, chhupaana bhi kathhin hai -2
Khud aaya kis qadar mushkil -2
Mohabbat ka safar hai
Badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai
Oh.
Ujaale dil ke phaile hain, chale aao na jaanam
Chale aao... na jaanam
Bahot hi pyaar ke qaabil -2
Mohabbat ka safar hai
Badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai -2
Dhadak aahista se eh dil, eh dil, eh dil
Mohabbat ka safar hai
Badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai
rulaa ke gayaa sapanaa meraa
baithii huun kab ho saveraa,
vahii hai Gam-e-dil, vahii hai chandaa, taare
haay, vahii ham besahaare
aadhii raat vahii hai, aur har baat vahii hai
phir bhii na aayaa luTeraa,
Badi mushkil hai, khoya mera dil hai
Koi usse dhoondke laaye na
Jaake kahan main rapat likhaaoon
Koi batlaaye na
Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon
Deewaangi ki had se aage guzar na jaaoon
Aankhon mein uska chehra, kaise usse dikh laaoon
Voh hai sab se haseen, vaisa koi bhi nahin
Mere khuda, uski ada hai badi qaatil
Mujhe nahin pata chhaaya hai kya nasha
Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon
Sapnon mein aane waali baahon mein kab aayegi
Kitne dinon tak mujhko aise voh tadpaayegi
Dekhoon mudke jidhar, paaye voh hi nazar
Meri dagar, mera safar, voh meri manzil
Deewaana hai sama, jaage hain armaan
Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon
Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein) – 2
Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
Yunhi baras baras kaali ghata barse
Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein
Meri khuli khuli laton ko suljhaaye
Tu apni ungliyon se main to hoon isi khwaahish mein
Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein
Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar mein
Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Aaja re aa re
Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein
Ek baar ae deewane jhootha hi sahi pyaar to kar
Main bhooli nahin haseen mulaaqaatein
Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar
Roothega na mujhse, mere saathiya yeh vaada kar
Tere bina mushkil hai jeena mera mere dil mein
(Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
Aaja re, aaja re, aaja re
Laal dupatta
Laal dupatta ud gaya re bairi hawa ke jhonke se
Mujhko piya ne dekh liya haai re dhoke se
Manaake mujhe dil dega voh, magar meri jaan lega voh
Laal dupatta
Arre laal dupatta ud gaya re tera hawa ke jhonke se
Laal dupatta ud gaya re tera hawa ke jhonke se
Tujhko piya ne dekh liya haai re dhoke se
Manaake tujhe dil dega voh, magar apni jaan dega voh
Zulmi
Kitne ajeeb rishte hai yahaan pe,
do pal milte hai, saath saath chalte hai,
jab modh aaye toh bachke nikalte hai,
kitne ajeeb rishte hain yahan pe..
Next>>>>>>>Ajeeb
Unse mili nazar to, mere hosh ud gaye
Unse mili nazar to, mere hosh ud gaye
Aisa hua asar, Aisa hua asar ki mere hosh ud gaye
Yeh naina,yeh kajal, yeh zulfen yeh aanchal
Khoobsurat si ho tum gazal
Kabhi dil ho, kabhi dhadkan
Kabhi shola kabhi shabnam
Tum hi ho tum meri humdum
Zindagi tum meri, meri tum zindagi
Next>>>>>>>>>>>> Song about Marriage
pyaar dIvaanaa hotaa hai, mastaanaa hotaa hai
har khushii se, har Gam se, begaanaa hotaa hai
pyaar dIvaanaa…
shamaa kahe paravaane se, pare chalaa jaa
merii tarah jal jaayegaa, yahaan nahin aa vo nahin sunataa usako jal jaanaa hotaa hai
har khushii se, har Gam se, begaanaa hotaa hai
Sorry for that mistake
Ikrarr karna mushkil hai, Inkar karna mushkil hai…
Mehboob se mahboot ka izhaar karna mushkil hai..
kitna mushkil hai dekho, is duniya mein dil laganaa
oh yaaara dil lagana
Kahin Pyaar na ho jaye
Jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan – 2
Ke ek ladka duniya mein hai
Jo de sakta hai tumpe jaan
Jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan – 2
Ishq Visq pyaar Vyaar
yaad aa rahii hai, terii yaad aa rahii hai
yaad aane se, tere jaane se, jaan jaa rahii hai
pahale ye na jaanaa, tere baad ye jaanaa pyaar mein
jiinaa mushkil kar degaa, ye dil dIvaanaa pyaar mein
jaane kaise, saa.Ns ye aise, aa jaa rahii hai
yaad aa rahii hai …
Jab se tumko dekha hai sanam kiya kahen kitne hai bachein..
Jab se tumko chaha hai sanam kiya kahen kitne hai bachein..
Do baatein ho sakti hai , sanam tere inkar ki ,
Ya tu duniya se darti hai, ya phir kadar nahi mera pyaar ki….