kya yaar tum bhi… kisi ko dekha hi nehi ki izhaar bhi karne laagi , agar mera chehra aisa ho to tum to dar ki maare bhag jaaogi [:')]
muhobbat… dil ka sakoon hai aetbaar
muhobbat… dil ki tadap hai yeh intezaar
dekha hai aaj humne sanam
aap ki aankhon mein pyaar…
subha subha jab khidki khole khole khole…
hey subha subha jab khidki khole baajuwali ladki haay
dil mera bole hello how are you…
aaiye meharbaan baithiye jaanejaan
shaukh se lijiye ji ishk ke imtihaan…
o nisha i m totally confused 🙁
if sajna is the last word, then u say last letter is A
then if khabariya is the last word, then why last letter would be Y? plz explain…
anyway starting with A:
aahista aahista yun dil mein aaiye
aahista aahista yeh dil chhoo jaaiye
mere dil ki dard ki dawaa de jaaiye…
u decide which will be the last letter 🙂 lolz
kitne dur dur hain hum dono ki raaste
ek duje ke waaste…
aaja aayee bahaar dil hain beqaraar o mere rajkumaar
tere bin rahaa na jaaye…
next: kabhi…
FIGHT CLUB
ARJUN PANDIT
REH…
didnt c much of chunks, but there waz 1 with neelam, i liked that one!
so thik neelam is a good match with him!
wat abt Bobby Deol?
agar main kahoon mujhe tumse muhabbat hai
meri bas yehi chahat hai to kya kahogi?
qayamat hai qayamat hai qayamat hai qayamat hai…
ye kaisi gam ki shaam hai ye kaisi qayamat hai
tu peer hai faqeer hai
tere dar pe sar hain jhuke hue
aankhon mein aansu ruke hue…
naa hira na moti na sona chahu re
main to tere dil ka khilona chahu re…
aa chal ke tujhe main le ke chaloon
ek aise gagan ke tale
jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale…
DILJALE
raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai
uski narm kirno mein tumko dekhta hoon to
dil dhadak sa jaata hai… (2)
next: chudi…
rukhi sukhi roti tere haaton ke khaake aaya mazaa badaa
thanda thanda paani tere haaton ki piye aaya mazaa badaa…
yaad kiya dil ne kahaan ho tum
jhoomti bahaar hain kahaan ho tum
pyaar se pukaar lo jahaan ho tum…
laagi laagi laagi prem dhun laagi
laagi laagi laagi prem dhun laagi
ek dard hai ek pyaas hai
ek ajnabi ehsaas hai
laagi laagi laagi prem dhun laagi
laagi laagi laagi prem dhun laagi…
BARSAAT
chehra hai ya chand khila hai
zulf-ghaneri shaam hai kya
saagar jaisi aankhonyaali
ye to bataa tera naam hai kya…
next: bheegi…