Judwaa
Jan…
beqaraar karke humein yu na jaaiye
aapko hamare kasam laut aaiye…
skipping Q… lets continue with R…
rimjhim rimjhim rumjhum rumjhum
bheegi bheegi rut mein tum hum hum tum
chalte hain…
bajta hai jaltarang teal ki chhat pe jab
motiyon jaisa jal barse
boondo ki ye ladi laayi hai woh ghadi
jiske liye hum tarse…
tu dharti pe chaahe jahaan bhi rahegi
tujhe teri dhadkan se pehchan loonga
agar bandh ho jaayenge mere aankhe
tujhe teri khoosboo se pehchan loonga…
here gotta tell ocean princess 1 thing, i m a bit confused abt the rules!
my last post was a song from Biwi No.1, the song featuring karishma and salman. of course sushmita sen was a part of that film, but she was not in this particular song…
now, ocean princess has come up with a song from ZOR, starring sushmita and sunny. but is this allowed? wat the rule says? for the reverse of wat ocean princess has done, say, if i now write a song where sunny is not involved, but he is a part of the respective film, will that do? someone plz clarify!
SHAKTI
raat ke hamsafar thak ke ghar ko chale
jhoomti aa rahi hai subah pyaar ki
dekhkar saamne roop ki roshni
phir looti ja rahi hai subah pyaar ki…
mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai
mere yaar mere yaar…
suna hai maine suna hai tune
yehi kehte hain zamaane waale
sharaarat ki nahin jaati sharaarat ho jaati hai
mere yaar mere yaar…
mere rang mein rangne wali
pari ho ya ho pariyon ki raani
ya ho meri prem kahani
mere sawaalo ka jawaab do… do na
next: aahista…
GAYAB
HU..
well no question for next person!!!
ok lets take it: sunil shetty 10 films!
KABHI KABHI
next: SAT…
suniye to rukiye to
kiun hai khafa aare kahiye to
aisi kya zaldi jaane ki oooooo
deewana o manaa
suniye deewane ki…
o hansini kahaan ud chali mere aarmaano ke pankh lagaa ke
kahaan ud chali…
jungle hai aadhi raat hai lagne lagaa hai darr
duniya ko bhul jaaye kuchh aisi baatein kar…
Qayamat Se Qayamat Tak
le aayi phir kahaan par kismat humein kahaan se
ye to wohi jagah hai guzre the hum jahaan se…
lalla lalla lori doodh ki katori
doodh mein bataasha munni kare tamaasha…
bechayn mera ye dil hai
mere chayn ka ye kaatil hai
ye kaisi ajab hulchul hai
hai ye kya…
next: jaadu
read in an interview that 2 katrina kaif films are coming recently…
Sholay (the remake one!)… heard she is going 2 play the jaya bachchan role!!!
and Namaste London
aare yaar ajay ka itnaa achhe achhe films hain kis kis ko likhun samajh mein nehi aa raha hai… i am giving 10 here, but can give another 10-15 as well lolz!!!
1. Hum Dil De Chuke Sanam
2. Pyar To Hona Hi Tha
3. Dilwale
4. Ishq
5. Diljale
6. Tango Charlie
7. Gangaajal
8. Khakee
9. Qayamat
10. Raju Chacha
next: shahid kapoor 6 films