Any Hints Nisha?
woh lamhe woh baatein koi na jaane
thi kaise raatein o barsaatein
woh bheegi bheegi yaadein…
ek ladki lootke mann mera le gayi
pehli nazar mein hi mujhe pyaar ka nasha de gayi
wanna spend the rest of life with u
wanna spend the rest of life with u
wanna spend the rest of life with u o sanam…
kehna hai kehna hai aaj tumse ye pehli baar
tum hi ho laaye jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar…
nazar ke saamne jigar ke paas
koi rehta hain woh ho tum…
Woh Lamhe…
jaane kiun log pyaar karte hain
jaane kiun woh kisipe marte hain
jaane kiun jaane kiun…
next: kiun…
Do Aur Do Paanch
Ou…
in film mohabbatein, the 3 guys r talking with each other about forgetting Jugal's love, then SRK comes and criticizes. then 1 of the guys said, “maaf kijiye sir, kuchh log mohabbat to kar lete hain magar mohabbat paate nahi. har kisi ka kismat aap jaisa nahi hota hain sir”… in reply, SRK says:
“ye to main har din dua karta hoon karan ki mujh jaisa kismat kisi aur ki na ho, tum tino ki to bilkul nehi. sameer jis ladki se pyar karta hai use dekh sakta hai, uski haasi sun sakta hai, usse baat kar sakta hai, main to itna bhi nehi kar pataa”… “kiun nehi sir?”… “kiunki jis ladki se main mohabbat karta hoon woh ab is duniya mein nehi rahi, mar chuki”… karan says: “oh i'm sorry sir”. the reply from SRK… is my fav!
“no, don't be. i'm not. maine usse mohabbat karne se pehle ye shart to nehi rakhi thi ki woh mujhse zyada jiyegi. mohabbat mein koi shart hi nehi hota, phir koi afsos bhi nehi. to kya hua agar aaj woh mere saath nehi hai to, main aaj bhi usse utna hi mohabbat kartaa hoon. aur woh is liye nehi ki koi aur nehi mili, par is liye ki usse mohabbat karne se phursat hi nehi milta. jab bhi woh mujhe yaad aati hai mai sirf apnaa aankhe bandh kar leta hoon aur woh mere saamne chali aati hai”
after a gap of 3-4 sec…
“sameer, tumne us ladki se mohabbat karne se pehle ye shart to nehi rakhi thi ki woh bhi tumse mohabbat karegi. to phir aaj sirf is liye ki woh kisi aur se pyar karti hai tum use bhoola doge… aapni mohabbat ko itni asaani se mat haarne do yaar, mat haarne do… mohabbat bhi ek zindagi ki tarah hoti hai jiske har mod asaan nehi hota, har mod par khusi nehi hoti. to jab hum zindagi ka saath nehi chhodte, to mohabbat ka saath kiun chhode?”
lecture thodi lambi ho gayi nehi? waise bhi agar mera office ka boss mujhe ye sab likhte huye dekh liya to saare mohabbatein aaj hi khatm ho jaayenge!!! oops, ye part of dialog SRK ka nehi, mere aapna hai yaar
ARJUN PANDIT…
NI…
1. Pyaar Tune Kya Kiya
2. No Entry
3. Om Jai Jagadish
4. Fida
5. Love Ke Liye Kuch Bhi Karega
6. Janasheen
7. Khushi
8. Kitne Door Kitne Paas
9. Pyare Mohan
10. Ek Khiladi Ek Haseena
next: Ayesha Takia 6 films!
Kyun Ki…
sun zaraa soniye sun zaraa…
raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi
raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi
tera nashila badan baaho ne chhoda nahi
aankhen to kholi magar sapna woh toda nahi
haan wohi woh wohi
saaso pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wohi
raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi…
from ASOKA!!!
next:
100 thousand times i have tried to make my heart understand
still it has made me come here
salute! salute!
since i have come in your gathering
so why not i do this job
i wish to salute you
if u look here i will salute you!
sorry, translation kuchh khas nehi jamaa, kya kare!
SILSILAY…
LUC…
tu cheez badi hai mast mast
tu cheez badi hai mast mast
nahin tujhko koi hosh hosh uspar jovan ka josh josh
nahin tera koi dosh dosh madhosh hai tu har waqt waqt
tu cheez badi hai mast mast
tu cheez badi hai mast mast…
hum dil de chuke sanam
tere ho gaye hai hum
teri kasam…
ULJHAN
yahi wafa ka sila hai to koi baat nahi
ye dard tune diya hai to koi baat nahi…
idhar chala main udhar chala
jaane kahaan main kidhar chala
aare phisal gayaaaaa
ye tune kya kiya…
raam naarayana baaja bajaata
jhoom jhoom jhoom jhoom thumka lagaata
sab logo ka dil behlataa…
next: ishq