maine dil se kahaa dhoond laana khusi
na samajh layaa gam to ye gam hi sahi…
hey, your post and signature is identical this time… u did not need to type it again
EK THA DIL EK THI DHADKAN…
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune
sapne surile sapne…
kuchh haasi ke kuchh gum ke
teri ankhon ke saaye churaye rasili yaadon ne…
ishq chhupta nehi chhupane se
teraa aashiq hoon main jamaane se
teraa aashiq hoon main jamaane se
rok na mujhko paas aane se…
ye dosti hum nehi todenge
todenge dam magar teraa saath na chhodenge…
next: song on reunion (meeting after a long time, u know, quite often in bolly films!)
haay princess ji, aap ki har ek awaaz ke liye ye banda hazaaro galti kar sakta hain…
and nisha, hum log jhagda kahaan kar rahe hain, ye to bas princess ji ka pyaar hai jo humein khel ke saath saath kuchh aur llkhne ko mazboor kar deta hain…
aaja piya tohe pyaar doon
gori baiyaan tope waar doon
kis liye tu itna udaas
sukhe sukhe honth ankhiyon me pyaas
kis liye kis liye…
ab soch rahaa hoon ki next word doon ya nehi doon, princess ka aur ek awaaz ki chahat mein… chalo de hi dete hain…
next word: baahon
dam maaro dam mit jaaye gam
bolo subh shaam hare krishna hare raam…
andekhi anjaani si pagli si deewani si
jaane woh kaisa hoga re
o chori se chhupke chhupke baithe hai dil mein chhupke
jaane woh kaisa hoga re…
na jaane kiun hamare dil ko tune dil nahi samjhaa
na jaane kiun…
ye sheesha tod daala pyaar ke kaabil nahi samjha
na jaane kiun…
saiyaan pakad baiyaan saiyaan padu paiyaan
chalo saiyaan taaron ki chhaiyaan
o saiyaan…
khel rahaa hoon main talwaar se
khelu kaise tere pyaar se
aage pichhe bhulbhulaiyaan
nikle kaise tera saiyaan…
waise achha awaaz maar diya dono ne mere ek galti pe, chalo mera bhi number zaroor aayega
apni dhoon mein rehta hoon
main bhi tere jaisa hoon
o pichhle rut ke saathi
abki baras mein tanha hoon…
ishq…
jaan sake to jaan
tere mann mein chhupkar baithe dekh tere bhagwaan…
jab koi baat bighad jaaye
jab koi mushkil pad jaaye
tum dena saath meraa o humnawaaz
na koi hai na koi tha
zindagi mein tumhaare binaa
tum dena saath meraa o humnawaaz…
(1 of my all time fav!)
OM JAI JAGDISH
hum dono jaisa hain kaun yahaan
rangeen kiya hai hum hi ne ye samaa
humsaa koi kahaan…
1. Silsilaa
2. Do Anjaane
3. Mr. Natwarlal
4. Muqaddar Ka Sikandar
5. Suhaag
next: Amitav Bachchan 40 films!!! lets c this time! but plz exclude the top 5!!!
Mere Jeevan Saathi
HAW…
well mate, tagore songs is such a huge database i just cannot refer 1 or 2 songs, for us i.e. bengalees, every tagore song is as sweet as sugar…
instead, i m giving u a link where u can find many tagore songs…
http://www.calcuttaweb.com/gaan/rabindra/index.shtml
click on the links on the left hand side to listen the songs… u may have difficulty with the bengali font but at least you would be able to find the song links…
if u like any of the song, plz let me know that. hence i will try to give u the lyrics/translations etc…
regarding looks, Ayesha is far too good…
Amrita has some good performances under her belt in MAIN HOON NA, MASTI, WAH LIFE HO TO AISI etc etc
but Ayesha has got similarly quite a lot of good performances in SOCHA NA THA, TARZAAN, DIL MAANGE MORE, SHAADI SE PEHLE etc..
but the best performance by Ayesha is in DOR, and there she beats Amrita by quite some distance!