not getting… memory looks wiped out!!!
bholi si surat aankho mein masti dur khadi sharmaaye
ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye
meri nazar se tum dekho to yaar nazar woh aaye…
next: HOWRAH BRIDGE
Mrityudata
HAL…
SALAAMI
next: F_L_A_L
1. Gharwali Baharwali
2. Krodh
3. Kyon Ki Main Jhooth Nahin Bolta
4. Bandhan
5. Judwaa
6. Jung
7. Jurmana
8. Beti No. 1
next: Arati Chhabria 5 films!
nazrein mil jaati hain dil bhi kho jaata hai
jaane anjaane koi apna ho jaata hai
aisa kiun hota hai itna bata de koi…
next: zindagi
aankho mein base ho tum
tumhe dil mein basa loonga
jab chahoon tumhe dekhoon
aaina bana loonga…
NO ENTRY
mera dil bhi kitna pagal hai
ye pyaar tumse karta hai
par saamne jab tum aate ho
kuchh kehne se darta hai
o sajan sajan
o mere sajan…
teri chunri banno laakho ki
teri bindiya banno laakho ki
teri chudi banno laakho ki
teri paayal banno laakho ki
par tera dil meri banno hai anmol anmol…
next: song on telephone!
well, as usual i think the rule should be the one i mentioned in the other thread… it should not be something used here and something there!!! right princess?
anyway i m starting with O… though my logic would say it should be H instead
o o jaane janaa
dhoondhe tujhe deewana
sapno mein roz aaye
aa zindagi mein aana sanam…
ye julf agar khul ke bikhar jaaye to achha
is raat ki takdeer sawar jaaye to achha
jis tarah se thodi si tere saath kati hai
baaki bhi usi tarah gujar jaaye to achha…
well, here the last letter thing is a bit tricky. it will not be H following the previous logic!
here it is a complex letter combining CHH. so think of some song starting with CHH (it's not CH though)
well, lets get clear abt the rules! ocean princess has raised a good point.
let me clarify it from my understandings…
u got to sing with the last letter when it is a consonant.
when the last letter is a vowel, take the 2nd last letter. lets take an example.
if the last word is JANAM, then last letter is M, a consonant. then u start the next song with M. but if the last word is TAUBA, then last letter is A, a vowel. then u start the next song with the 2nd last letter i.e. B
is it clear… am i right ???
kyu aajkal neend kam khwaab zyada hai
lagta khuda ka koi nek iraada hai
kal tha fakir aaj dil shahzada hai
lagta khuda ka koi nek iraada hai
kya mujhe pyaar hai
kaisa khumaar hai…
oh just forgot to mention, it is a bengalee song!
sokhi jatona kahaare bole
sokhi bhabona kahaare bole
tomraa je bolo diboso rojoni
bhalobasa bhalobasa
sokhi bhalobasa kaare koy
seki keboli jaatonamoy…
translation in hindi:
saheli dard kya hoti hai ?
saheli soch kya hoti hai ?
ye jo tumlog subah-shaam kehte ho –
pyaar pyaar…
saheli ye pyaar kya hoti hai ?
kya ye sirf dard deti hai ?
well, hindi translation will also do!
just one request 2 all, whenever posting any regional song, plz also supply the english translation so that u can also feel the song…
ja re ja o harzaai
dekhi teri dildari
dil dekar main kar baithi
dil ki dushman se yaari…
next: samaa…
tumko sirf tumko humne chaaha chaahat ki kasam
tum bin agar jeena pada humko mar jaayenge hum
dil hai tumhaara dhadkan tumhaari
tere liye hai saansein hamaari
ho itna hai kehna sang rehna sanam…