aasmaan kehta hai rab se
tune chand do kiun banaye
ek mein rakha hai daag
dusra hai saaf saaf
sabki nazar uspe jaaye haay
wohi to hai meri hai wohi to
ki jisko dekh dekh chaand jalta hai
rab ne kahaan ay aasmaan
use bhejke zameen pe hum bhi pastaaye…
khoya khoya chaand khula aasmaan
aankhon mein saari raat jaayegi
tumko bhi kaise neend aayegi…
next: kaali
NAKSHA
aksar is duniya mein anjaane milte hain
anjaani raahon mein milke kho jaate hain
lekin hamesha woh yaad aate hain…
main koi aisa geet gaaun
ke aarzoo jagaayun
agar tum kaho
tum ko bulaayun
ya palke bichhayun
kadam tum jahaan jahaan rakho
zameen ko aasmaa banayun
sitaaron se sazaayun
agar tum kaho…
likha hai teri aankhon mein kiska afsana
agar ise samajh sako mujhe bhi samjhana…
pyaar mein sau uljhane hain pyaar mat karna
jine marne ka koi ikraar mat karna…
next situation: boy n girl will meet after long time and before that thinking how the other person will be like!
ek ladki lootke mann meraa le gayi
pehli nazar mein hi mujhe pyaar ka nasha de gayi
wanna spend the rest of my life with u
wanna spend the rest of my life with u
wanna spend the rest of my life with u o sanam…
nahi nahi abhi nahi
abhi karo intezaar
nahi nahi kabhi nahi
main hoon bekaraar…
aaj hamaare dil mein
haan aaj hamaare dil mein
ajabsi uljhan hai
gaane baithe gaana saamne samdhan hai
hum kuchh aaj sunaaye unka ye bhi mann hai
gaane baithe gaana saamne samdhan hai…
next: kaun
ROAD
kisi roz tumse mulakaat hogi
meri jaan usdin mere saath hogi
magar kab na jaane ye barsaat hogi
mere dil hai pyasaa mera dil akelaa
zara tasveer se tu nikalke saamne aa
meri mehbooba…
nazron se kehdo pyaar mein milne ka mausam aa gaya
baahon mein baahein daal ke khilne ka mausam aa gaya…
ye raat jaise dulhan ban gayi chiraagon se
karunga ujala main dil ke daago se…
chaudwi ka chand ho ya aaftaab ho
jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawab ho…
duniya mein logo ne dil aapne phir thame
aaya hoon lekar main phir kitne hangamein
zara dekho kaun aa gaya hai
zamane pe jo chha gaya hai
jami jispe hai sab nigaahein
khuli kiski khaatir hai baahein
aaisa dildaar aaya hai kaun
mujhko pehchaanlo main hoon don…
fiza bhi hai jawaan jawaan haawa bhi hai rawaan rawaan
suna raha hai ye sama suni suni si daastaan…
next: kya
EK PHOOL DO MAALI
hum kaale hai to kya hua dilwaale hai
hum tere tere tere chaahnewaale hai
hum kaale hai to kya hua dilwaale hai…
aankhein bandh karke jo ek chehra nazar aaya
woh tum hi ho o sanam
jisse pyaar karte hi dil ko mere karaar aaya
woh tum hi ho o sanam…