EK THA DIL EK THI DHADKAN
aana mere pyaar ko na tum jhootha samjho jaana
sanam tujhe paane ka ye tha saraa bahanaa…
geet gaata hoon main gunagunata hoon main
maine hasane ka wada kiya tha kabhi…
dekhaa humein kuchh aise ke behka diyaa humein
tumne to khwaab dekhnaa sikhlaa diyaa humein
us zindagi se kaise sitam ka gilaa karein
jis zindagi ne aapse milwaa diyaa humein…
chain aapko milaa mujhe deewangi mili
honsh aapko milaa mujhe to bekhudi mili
phir bhi pyaar aapse hi karta hai dil…
next: aksar
mine would be:
1. shashi kapoor
2. anil kapoor
3. karishma kapoor
4. raj kapoor
5. shahid kapoor
kareena!!! just no way in the top 5…
1 Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai
2 Pyaar Mein Kabhi Kabhi
3 Jhankaar Beats
4 Yeh Hai Jalwa
5 Pran Jaye Par Shaan Na Jaye
6 Mujhe Kuchh Kehna Hai
mujhe to bas 6 hi yaad aa raha hai… tumne 8 films kahaan se dhoond nikale yaar? give another 2 of her plz!
saathiya saathiya
madhyam madhyam teri gili haasi
saathiya saathiya
khulke humne saari pili haasi
haasti rahe tu haasti rahe
haya ki laali khilti rahe…
next: Sirf Tum
SILSILA
A_S_I_ B_N_Y_ A_P_E
MASOOM
v is same as bh
bhul jaayenge hum saari duniya ke gam
ek pal do ghadi tum milo to sanam
chaahtein keh rahi chahton ki kasam
ek pal do ghadi tum milo to sanam…
laage jab se nayan laage
laage jab se nayan laage
dil to gaya kya jaane ulfat mein kya hoga aage
jab se nayan laage o jab se nayan laage…
pal pal dil ke paas tum rehte ho
jeevan meethi pyaas ye kehte ho…
ek din aap yun mujhko mil jaayenge
phul hi phul raaho mein khil jaayenge
maine socha na tha
ek din zindagi itni hogi haseen
jhumega aasmaan gaayegi ye zameen
maine socha na tha…
Aksar is duniya mein anjaane milte hain
generally in this world unknown people meet
Anjaani raahon mein milke kho jaate hain
afterwards they are lost in unknown ways
Lekin hamesha voh yaad aate hain
but they are remembered always
Aankhon se baat hoti hai
the eyes talk themselves
Dhadkan bhi saath hoti hai
heartbeat accompanies them
Koi na samjhe yeh ishq ki zubaan
nobody understands this language of love
Dheere dheere se voh dil mein bas jaate hain
gradually they setup a permanent place in heart
Chori chori se voh dil ko churaate hain
they steal heart without informing u
Phir ek din voh bichhad jaate hain
then suddenly one day they go away from u
Yeh dil to pyaar maange hai
the heart only wants love
Saccha dildaar maange hai
(the heart) wants true lover
Jaane mohabbat mile kisse kahan
who knows where or from whom love will be received
Jab aisi raaton mein deewane milte hain
at nights when the lovers will meet
Nazrein takraati hain, phir dil dhadakte hain
their eyes will meet (and) hearts will beat
Chaahat ke afsaane ban jaate hain
their wishes become a legend
GURU
TEZ…
pyar mein sau uljhane hai pyaar mat karna
jine marne ka koi ikraar na karna…
suraj hua madhyam
chaand dhalne lage
aasmaan ye haay
kiun pighalne lage
kya ya mera pehla pehla pyaar hai
sajna kya ya mera pehla pehla pyaar hai…
as far as i know… the film name is ANKAHEE
anyway i m continuing with I,
ISHQ
aise na mujhe tum dekho
seene se laga loonga
tumko main chura loonga tumse
dil mein chhupa loonga…