na jaane kiun hota hai ye zindagi ke saath
achanak ye mann kisike jaane ke baad
kare phir uski yaad chhoti chhoti si baat…
GOLMAAL
ye jo public hai ye sab jaanti hai
ye jo public hai
aaji andar kya hai
aaji baahar kya hai
aaji andar kya hai baahar kya hai
ye sab kuch pehchaanti hai
public hai…
tum se mujhe pyaar kiun ho gaya
tum na mili aur main kho gaya
tum mere khwaabo se jaa naa sake
tum mere baahon mein aa naa sake…
chudi baji hai kahin dur chhan chhan chhan chhan
kangna baja hai kahin dur khan khan khan khan
ye tera kajra
ye tera gajra
loota dun aaj ispe tan mann dhan…
next: payal
laal dupatta ud gaya re bairi hawaa ke jhonke se
mujhko piyaa ne dekh liya haay re dhoke se
maana ke mujhe dil dega woh magar meri jaan lega woh…
PRINCE NO. 1
next: BET
film: Gangster
tu hi meri shab hai subha hai tu hi din hai mera
tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya
tu waqt mere liye main hoon tera lamhaa
kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa…
next:
zikr kare jo teri raat guzar jaati hai
teri deewanagi mein
umr guzarne ki raah nazar aati hai
teri deewanagi mein
loot jaayenge mar jaayenge
tere bina tere bina
jaanabe rabba khair kare…
1. Kishen Kanhaiya
2. Rajkumar
3. Beta
4. Tezaab
5. Pukar
next: Saif Ali Khan 15 movies
KUCH KUCH HOTA HAIN… basically the gaps were so cleverly created, it became so difficult to obtain!
next: Y_A_E_N
ay chaand meri chaandni ki kasam
mere paas bhi ek chaand hai
tujhmein to phir bhi daag hai
meraa chaand to bedaag hai
teri duriyon ki kasam
mera chaand mere paas hai…
next: hero/heroine singing with a piano
naach meri bulbul ki paisa milega
kahaan kadardaan humein aisa milega
naach meri bulbul…
ghunghru banake pairo mein baandh le
phir meherbaan humein aisa milega
naach meri bulabul…
AA AB LAUT CHALE
ye jawaani hain diwaani haaa meri raani ruk jaao raani
dekh zara peechhe mudke chali kahaan aise udke…
aaye ho mere zindagi mein tum bahaar banke
aankho mein tum base ho sapne hazaar banke
mere dil mein yunhi rehna haay
mere dil mein yunhi rehna tum pyaar pyaar banke…
kajal kajal teri aankho ka ye kajal
ghayal ghayal kar deti hai mujhe ghayal…
it's from a film SAPOOT starring Sunil Shetty and Karishma Kapoor most probably!
i havent seen the movie, so cannot give u a clue! better given the answer!!!
next: bindiya
jaana zindagi se na jaanaa
pyar ka ye khazana loot naa jaaye kahi
jaana hum rahenge tumhare
hain jab tak sitarein hain jab tak zameen…
ya u r right… lets make it a rule now on… while posting a song from the same movie, lets mention the movie name also, so that every1 can know it…
your song was from MUSAFIR
saaki se mohabbat hoti hai
har roz shikaayat hoti hai
peene ko mere peena na kaho
yunhi toh ibaadat hoti hai
woh sharaabi kya sharaabi jo nashe mein na rahe
woh sharaabi kya sharaabi aise jo tauba kare
woh sharaabi kya sharaabi dil mein jiske gam na ho
loot gaya samjho sharaabi paas jiske hum na ho
o saaki saaki re saaki saaki
aa paas aa reh na jaaye koi khwahish baaki…
next: (mention the movie name and sing a song from the same movie)
dil vich tera hi khayal rehnda
tu hai badi soni soni dil kehnda
mainu tujhse kiya hai pyaar
tan mann miraksam
tu jeet meri haar
tan mann miraksam…
1. Darna Mana Hai
2. Maine Dil Tujhko Diya
3. Krishna Cottage
4. Maine Pyar Kyun Kiya
5. Fight Club
6. Aryan
next: Katrina Kaif 4 films!
hmm clueless, me too!