Hey Atul, is this the one from AB's film Ek Ajnabee?
The song: they don't know who is he…
but this is not the 1st line of the song, isn't it?
ek din ek pal ek janiya
aj hai kal phir ud jaaniya
ud janiya ud janiya ud janiya
aa mil ja phir gale haste haste
salaam namaste salaam namaste
salaam namaste salaam namaste…
dil de diya hai jaan tumhe denge
dagaa nahi karenge sanam
rab di kasam yaara rab di kasam…
teri nazron ne humko chheda hai
hum shor macha denge
dekho ji hum shor macha denge…
ishq mein pyaar mein kya kya ho raha hai
neend bhi chayn bhi honsh bhi kho raha hai
is tarah roothke dur na ja
faasle keh rahi paas aa ja
is tarah roothke dur na ja
paas mere paas aa ja…
meraa mann kiun tumhe chaahe
meraa mann
naa jaane jud gaya kaise
ye bandhan
kaisi ye deewanagi kaisa ye deewanapan
meraa mann kiun tumhe chaahe
meraa mann…
next: tum
koi mere dil mein hai
jo bhi hai woh aapna sa hai
mujhe uska hi intezaar hai
kiun lagta hai ye jo pyaar hai
ek sapna sa hai…
hamaari shaadi mein abhi baaki hai hafte chaar
chaarso baras lage ye hafte kaise honge paar
nahi kar sakta main aur ek din bhi intazaar
aaj hi pehana de
teri gori baahon kaa haar
ho poonam ho jaanam ho…
it's from Chalte Chalte
tumne na jaana ke main deewana
lekar aaya hoon dil ka nazrana
mere dil ki jo hai daastaan
suno na suno na suno na
humsafar mujhiko chun lo na…
next:
(my) heart is saying
that i should tie up a relationship with you
i should kiss your heartbeats
i should wear your body…
FAREB
next: FO…
raatkali ek khwabo mein aayi
aur gale ka haar huyi…
next:
kya hai sama kya aasmaan
masti mein hai saara jahaan
khila khila hai mausam…
ay chaand teri chaandni ki kasam
mere paas bhi ek chaand hai
tujhmein to phir bhi daag hai
mera chaand to bedaag hai
teri dooriyon ki kasam
meraa chaand mere paas hai…
next: Song in Dal Lake, Kashmir
Shahrukh and Priya Gill
apoon bola tu meri laila
woh boli fekta hai saala
apoon jab bhi sachchi bolta hai
e usko jhooth kaiko lagta hai re…
lafzo mein keh na sakoon bin kahe bhi reh na sakoon
nasha hi nasha raat din hai na puchho yeh kaisa pyaar hai…
deewana main hoon deewana tera deewana
mausam hai mastana uspe dil deewana
deewana tera tujhe hi bulaaye
ye marzi teri tu aaye na aaye…
agar main kahoon mujhe tumse muhabbat hai
meri bas yehi chahat hai to kya kahogi
main tumse kahoongi is baat ko agar tum
zara aur sajake kehte
thoda ghuma phiraake kehte to achha hota…
EK AJNABEE
SHABD
ek pal ka jeena phir to hai jaanaa
tohfa kya leke jaiye dil ye batana
khali haath aaye the hum khali haath jaayenge
bas pyaar ke do mithe bol jhilmilayenge
to haas-khilke duniya ko hai hasana
ay mere dil tu gaaye jaa
ey aaye aa o aaye aa…
puchho zara puchho mujhe kya hua hai
kaisi bekaraari hai ye kaisa nasha hai
tumse dil lagane ki sazaa hai
rajaji tumse dil lagane ki sazaa hai…
next: kaho