Viewing 1 reply thread
  • Author
    Posts
    • #8521
      barbiegirl
      Participant
      PLz translate this song for me..............thanxSmile

      Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura
      Tu Dhoop Ki Tarah Badan Ko Choo Zara
      Sharir Se Yeh Muskurahatein Teri
      Badan Mein Sunti Hoon Mein Aahatein Teri
      Labon Se Aake Cho De Apne Lab Zara
      Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura
      Sharir Se Yeh Muskurahatein Teri
      Badan Mein Sunti Hoon Mein Aahatein Teri


      Aisa Hota Hain Khayalon Mein Aksar
      Tujh Ko Sochoon Toh Mahak Jati Hoon
      Meri Rooh Mein Basi Hain Teri Khushboo
      Tujh Ko Choo Loon To Bahek Jaati Hoon
      Teri Aankhon Mein.. Teri Aankhon Mein Koi To Jaadu Hain
      Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura...
      Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura (Muskura)
      Tu Dhoop Ki Tarah Badan Ko Choo Zara (Choo Zara)
      Sharir Se Yeh Muskurahatein Teri
      Badan Mein Sunti Hoon Mein Aahatein Teri

      Tez Chalti Hain Hawaaon Ki Saansein
      Mujhko Baahon Mein Lapet Ke Chupale
      Teri Ankhon Ki Hasin Loriyon Main
      Main Badan Ko Bichoon Tu Sulale
      Teri Aakhon Mein.. Teri Aakhon Mein Koi To Nasa Hai
      Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura...

      Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura
      Tu Dhoop Ki Tarah Badan Ko Choo Zara
      Sharir Se Yeh Muskurahatein Teri
      Badan Mein Sunti Hoon Mein Aahatein Teri

    • #71832
      prncess20
      Participant

      Tu Muskara
      Smile

      tu muskura jahaan bhi hai tu muskura
      Smile, wherever you are, keep smiling
      tu dhoop ki tarah badan ko choo zara
      Touch my body gently like the sunlight

      sharir see yeh muskurahatein teri
      I see your mischievous smiles and
      badan main sunti hoon main aahatein teri
      Hear your footsteps in my heart (lit: “in my body”)
      labon se aake choo de aapne lab zara
      Come touch your lips to mine
      tu muskura jahaan bhi hain tu muskara
      Smile, wherever you are, keep smiling

      sharir see yeh muskurahatein teri
      I see your mischievous smiles and
      badan main sunti hoon main aahatein teri
      Hear your footsteps in my heart (lit: “in my body”)

      aisa hota hain khayalon mein aksar
      Oftentimes, when, lost in my thoughts,
      tujh ko sochoon toh mahak jaati hoon
      I think of you, and I become perfumed
      meri rooh mein basi hain teri khushboo
      My soul is filled with your scent
      tujhko
      choo loon toh bahak jaati hoon (I think this might be “mahak jaati
      hoon,” which would mean the same thing as above – “I become perfumed”)
      When I touch you, I give in to temptation

      teri aankhon mai…
      In your eyes…
      teri aankhon mai koi toh jaadu hain
      There is some kind of magic in your eyes
      tu muskura jahaan bhi hain tu muskura
      Smile, wherever you are, keep smiling

      tu muskara jahaan bhi hai tu muskura
      Smile, wherever you are, keep smiling
      tu dhoop ki tarah badan ko choo zara
      Touch my body gently like sunlight
      sharir see yeh muskurahatein teri
      I see your mischievous smiles and
      badan main sunti hoon main aahatein teri
      Hear your footsteps in my heart (lit: “in my body”)

      tez chalti hain hawaaon ki saasen
      My breathing becomes fast
      mujhko baahon main lapet le chupale
      Wrap me, hide me in your arms

      teri aankhon ki hasin loriyon main
      In the beautiful lullaby of your eyes,
      main badan ko bichaoon tu sulale
      I lay out my body as you put lull to sleep

      teri aankhon mai…
      In your eyes…
      teri aankhon mai koi toh nasha hain
      There is some kind of intoxication in your eyes
      tu muskura jahaan bhi hain tu muskura
      Smile, wherever you are, keep smiling

      tu muskura jahan bhi hai tu muskura
      Smile, wherever you are, keep smiling
      tu dhoop ki tarah badan ko choo zara
      Touch my body gently like sunlight
      sharir see yeh muskurahatein teri
      I see your mischievous smiles and
      badan main sunti hoon main aahatein teri
      Hear your footsteps in my heart (lit: “in my body”)

      credit: http://www.bollywhat-forum.com

Viewing 1 reply thread
  • You must be logged in to reply to this topic.