Trans for: NAZROON SE KEHDO….LATA/KISHORE…..DOOSRA AADMI

Viewing 2 reply threads
  • Author
    Posts
    • #7680
      imported_abdool
      Participant

      Movie Name: Doosra Aadmi
      Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
      Music Director: Rajesh Roshan
      Lyrics: Majrooh Sultanpuri
      Year: 1977

      NAZROON SE KEHDO………DOOSRA AADMI 1977
      http://www.channeldosti.com/oldies/Lata%20Duets%20(prob…OON%20SE%20KEHDO.mp3

      LATA:
      (Nazaroon Se Kah Do Pyaar Mein (Milane Kaa Mausam)2 Aa Gayaa)2
      KISHORE:
      Baahoon Mein Baahein Daal Ke (Khilane Kaa Mausam)2 Aa Gayaa
      LATA:
      Nazaroon Se Kah Do Pyaar Mein (Milane Kaa Mausam)2 Aa Gayaa

      LATA:
      (Is Pyaar Se Teraa Haath Lagaa Laharaa Gae Gesuu Mere)2
      KISHORE:
      Arre kuch Bhi Nazar Aata hi Nahin Masti Mein Mujhe Tujhse Pare
      LATA:
      (Kandhe Pe)2 Mere Zulf Ke (Dhalane Kaa Mausam)2 Aa Gayaa,
      KISHORE:
      Baahoon Mein Bahein Daal Ke (Khilane Ka Mausam)2 Aa Gaya

      KISHORE:
      (Tum Mil Bhii Gae Phir Bhii Dil Ko Kyaa Jaane Kaisii Aas Hai)2
      LATA:
      Tum Paas Ho Phir Bhii Honthon Mein Jaane Kaisii Pyaas Hai
      KISHORE:
      (Honthon Kii)2 Thandii Aag Mein (Jalane Kaa Mausam)2 Aa Gayaa,
      LATA:
      Nazaroon Se Kah Do Pyaar Mein (Milane Kaa Mausam)2 Aa Gayaa

      THANKS:

    • #66049
      nazaro.n se kah do pyaar me.n milane kaa mausam aa gayaa
      tell your eyes it's the season to meet in love (season for love)
      baaho.n me.n baahe.n Daal ke khilane kaa mausam aa gayaa
      it's the time to blossom in each other's arms

      1) is pyaar se teraa haath lagaa laharaa gae gesuu mere
      your hand touched it so lovingly, my hair swayed in response
      kuchh bhii nazar aataa nahii.n mastii me.n mujhe tujhse pare
      I feel so intoxicated near you that i can't see anything else
      ka.ndhe pe mere zulf ke Dhalane kaa mausam aa gayaa, nazaro.n …
      it's the moment for my hair to flow down my shoulders

      2) tum mil bhii gae phir bhii dil ko kyaa jaane kaisii aas hai
      I have you now, then why does my heart still crave
      tum paas ho phir bhii ho.nTho.n me.n jaane kaisii pyaas hai
      you're near me and yet my lips thirst for who knows what
      ho.nTho.n kii Tha.nDii aag me.n jalane kaa mausam aa gayaa, nazaro.n …
      it's the season to burn in the cold fire of the lips

    • #66050
      imported_abdool
      Participant

      SP, Thanks very much.

Viewing 2 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.