Ghazal by Ustaad Ghulam Ali:
Chupke chupke raat din aason baahana yaad hain,
chupke chupke raat din aason baahana yaad hain,
humko abtak aashiqui ka woh zamana yaad hain,

khech lena woh mera parda ka kona daftan,

aur dupatte se tera woh muh chupa na yaad hain,
humko abtak aashiqui ka woh zamana yaad hain,
chupke chupke raat din aason baahana yaad hain,
doopeher ki dhoop mein mere bulane ke liye,

woh tera kothe pe nange pau aana yaad hain,
humko abtak aashiqui ka woh zamana yaad hain,
chupke chupke raat din aason baahana yaad hain,
Thanks:
This ghazal is four verses, but I could only find
lyrics for only two verses:
Ustaad Ghulam Ali singing Chupke Chupke raat din
http://www.youtube.com/watch?v=h3VhTwUXNME&mode=related&search=
Oh oh oh, aah aah, oh oh oh, oh ho ho
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai – 2
Quietly quietly day and night, I remember shedding tears
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
I still remember those days of love
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai

Khench le na voh mera parde ka kona daffatan – 2
The pulling of the corner of my curtain suddenly
Aur dupatte se tera voh munh chhupaana yaad hai
And the hiding of your face with the veil, I remember
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
I still remember those days of love
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Quietly quietly day and night, I remember shedding tears
Do paher ki dhoop mein mere bulaane ke liye – 2
In the 2 o’clock shade, from my calling
Voh tera kothe pe nange paaon aana yaad hai
Coming into the house bare foot, I remember
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
I still remember those days of love
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Quietly quietly day and night, I remember shedding tears
Hm mm mm hm, aah aah, mm mm mm mm, mm mm mm hm mm
Madhuriji, how can I ever say “thank You” whenever I listened to this Ghazal, it gives me goosebumps.
Your translations is simply superb, makes me remember, someone else that has disappeared, who was just as good, and a very kind lady.
I hate doing this this but there are three more verses of this Ghazal that I had omitted,the reason is that I could not have locate same. Had to sit and listen carefully then copy the lyrics:
Hope it is not too much to ask, to make so many hundreds happy.
CHUPKE CHUPKE RAAT DIN: GHULAM ALI:
Oh oh oh, aah aah, oh oh oh, oh ho ho
(Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai)2
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
(Khench le na voh mera parde ka kona daffatan)2
Aur dupatte se tera voh munh chhupaana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
(Do paher ki dhoop mein mere bulaane ke liye)2
Voh tera kothe pe nange paaon aana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
(Be ruke kay saat sunaa dard dil ki daastaan)2
Wo bhalayee may tera rangat bahana yaad hain

(Waqt tay ruksat alvida ka lafz kehnay keleyay)3
Vo tere sukhay labo ka dhar tarana yaad hain

(Waqt tay ruksat agaya kar wasl ki shabhi nahin zikray phira)2
Wo tera ro ro ke bhi mujhko rulana yaad hain

5 Verses wow!!
Thanks
(Be ruke kay saat sunaa dard dil ki daastaan)2
Without stopping, I heard the painful story of the heart
Wo bhalayee may tera rangat bahana yaad hain
I remember the forgotten colourfulness of yourself
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
I still remember those days of love
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Quietly quietly day and night, I remember shedding tears
(Waqt tay ruksat alvida ka lafz kehnay keleyay)3
The time was to leave and to say goodbye
Vo tere sukhay labo ka dhar tarana yaad hain
I remember the murmuring or your dry lips
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
I still remember those days of love
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Quietly quietly day and night, I remember shedding tears
(Waqt tay ruksat agaya kar wasl ki shabhi nahin zikray phira)2
The time was to leave, the image of communion was not to be the mention of parting
Wo tera ro ro ke bhi mujhko rulana yaad hain
I remember crying from your weeping
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
I still remember those days of love
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Quietly quietly day and night, I remember shedding tears
<p class="Ms
Now we have all five verses, thanks to you Madhuriji, I am very much impressed with the translations of this Ghazal, you have done a superb job. Ustaad Ghulam Alli Khan would have been proud to know that because of your input, so many more hundreds if not thousands could now understand the meaning this popular and remarkable ghazal.
Thanks once again.
.
Hi Madhuri..
I am grateful that you have done wonderful translation of movie Nikaah.
I am may sound fool.. but can you translate the below Ghazal plz…
I am not good in Urdu.
Normal
0
false
false
false
EN-GB
X-NONE
X-NONE
MicrosoftInternetExplorer4
Yeh Dil Yeh Paagal Dil Mera Kyon Bujh Gaya
Awaaragi
Es Dasht Mein EK shehar Tha Woh Kya hua .. Awaaragi
Kal Shab Mujhe Beshakla Ki Awaaaz Ne Choonka
Diya
Meine Kaha Tu Kon hai Usne Kaha Awaaragi

Ek Tuu ke Sadiyon Se Mere HumRaah Bhi humRaa
Bhi
Ek Mein Kii Teri Naam ki naam Se Naa-Shana Awaaragi

Yeh Dard Ki Tanhaiyeeya Yeh Dashth Ka Viraa
Safar
Hum Log Toh Ukta Gaye Apni Suna Awaaragi
Es Dasht Mein EK shehar Tha Woh Kya hua..Awaaragi
Ajanabi Jhonke Ne jab Puchha Mee Gum Ka Sabab
Sehara Ki Bheegi Ret Par Meine Likha Awaaragi

Le Ab To Dasht-e-Shab Ki Saari Vusate Sone
Lagi
Ab Jaagana Hoga Hame Kab Tak Bataa Awaaragi
Es Dasht Mein EK shehar Tha Woh Kya hua Awaaragi
Kal Raat Tanhaa Chaand Ko Dekhaa Tha Meine
Khwaab Mein
“Mohsin” Mujhe Raas Aayegi Shaayad Sada Awaaragi

I will be greatly appreciated
Imran