Howdy Ladies/Gents,
This is my first request. Please translate into English following gem of songs sung by immortal Rafi and Lata. Thanks.
Song Title: Ye Parbaton Ke Daayare
Movie Name: VAASANA (1968)
Singers: LATA MANGESHKAR, MOHD RAFI
Listen: http://www.musicindiaonline.com/p/x/p6XmYQ3MFd.As1NMvHdW/
ye parbaton ke daayare ye shaam ka dhuaan
aise mein kyon na chhed den dilon ki daastaan
zara si zulf khol do fiza mein itr ghol do
nazar jo baat kah chuki vo baat munh se bol do
ki jhoom uthe nigaah mein bahaar ka samaan
ye parbaton ke daayare …
ye chup bhi ek savaal hai ajeeb dil ka haal hai
har ik kayaal kho gaya bas ab yahi kayaal hai
ki faasala na kuch rahe hamaare darmiyaan
ye parbaton ke daayare …
ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan
bura na maano tum agar to choom loon kiran kiran
ki aaj hausalon mein hai bala ki garmiyaan
ye parbaton ke daayare …
Song Title: Woh Hain Jara Khafa Khafa
Movie Name: SHAGIRD (1967)
Singers: LATA MANGESHKAR, MOHD RAFI
Listen: http://www.musicindiaonline.com/p/x/_sfmmWonOS.As1NMvHdW/
Woh hain zara khafa khafa
to nain yuun milaaye hain ki ho ho
na bol du to kya karu
vo hans ke yun bulaaye hain ki ho ho
hans rahi hai chaandani
machal ke ro na du kahi
aaise koi ruthata nahi
yeh tera khayaal hai
kareeb aa mere hansi
mujhko tujhse kuch gila nahi
baat yun banaaye hain ki o ho ..
Wo hain ..
aaise mat sataaiye
zara taras to khaaiye
dil ki dhadkan mat jagaaiye
kuch nahin kahunga main
na ankhiyaan jhukaaiye
sar ko kandhe se uthaaiye
aise neend aaye hai ki ham ..
woh hain
Your Shagird song doesn’t appear to be complete. Here is the complete song:
Song Title: Woh Hain Jara Khafa Khafa
Movie: SHAGIRD (1967)
Singers: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Lata: woh hain zara, khafa, khafa
to nain yuhin, churaaye hain, ki ho ho, ho ho, ho (2)
Rafi: na bol duun toh kya karu
vo hans ke yun, bulaaye hain ki ho ho, ho ho, ho
Lata: hans rahi hai chaandni
machal ke ro na du kahi
aaise koi ruut thaa nahin
Rafi: yeh tera khayaal hai
kareeb aa mere hanseen
mujhko tujhse kuch gilaa naheen
Lata: baat yun banaaye hain ki o ho, ho ho, ho
wo hain zara
Rafi: phool toh mehak miley
yeh raat rang mein daley
mujse tujhe zhulf idhar khule
Lata: tum hi mere sangh ho
gagan ke chaav ke tale
yeh rut yuunhi kaun tak chaley
Rafi: pyaar yun jhataaye hain, ho ho, ho ho, ho
na bhol duun …
Lata: aise mat sataaiye
zaraa taras to khaaiye
dil ki dhadkan mat jagaaiye
Rafi: kuch naheen kahunga main
na ankhiyaan jhukaaiye
sar ko kandhe se uthaaiye
Lata: aise neend aaye hain ki ham mm, mm,
Rafi: oh
Lata: woh hain zara …
Source: Transcribed by uncleSom
uncleSom:Your Shagird song doesn’t appear to be complete. Here is the complete song:
……………………………Source: Transcribed by uncleSom
Yes, I also noticed that the second verse was missing. I Google-searched to find full version but every single site gives you the version I posted originally. Thank you for posting correct lyrics.
Song Title: Woh Hain Jara Khafa Khafa
Movie: SHAGIRD (1967)
Singers: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music: Laxmikant Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Lata:
Woh hain zara, khafa, khafa
He is a little bit angry / upset,
To nain yuhin, churaaye hain, ki ho ho, ho ho, ho (2)
So he is averting his eyes from me ho ho..
Rafi:
Na bol duun toh kya karu
If I don’t speak, what will I do?
Vo hans ke yun, bulaaye hain ki ho ho, ho ho, ho
The way she is laughing and calling out to me ho ho..
Lata:
Hans rahi hai chaandni
This moonlight will keep on laughing,
Machal ke ro na du kahi
But I hope I don’t end up crying
Aaise koi ruut thaa nahin
Nobody gets angry like this
Rafi:
Yeh tera khayaal hai
That is just your opinion
Kareeb aa mere hanseen
Come closer, my darling,
Mujhko tujhse kuch gilaa naheen
I do not have any complaints about you
Lata:
Baat yun banaaye hain ki o ho, ho ho, ho
Oh, you make such excuses..
Wo hain zara
Rafi:
Phool toh mehak miley
The flowers are blossoming,
Yeh raat rang mein daley
The night is full of colours,
Mujse tujhe zhulf idhar khule
Just let me open your tresses like this
Lata:
Tum hi mere sangh ho
You are with me now,
Gagan ke chaav ke tale
Under the brilliance of the sky..
Yeh rut yuunhi kaun tak chaley
For how long will this anger last..
Rafi:
Pyaar yun jhataaye hain, ho ho, ho ho, ho
This is how she shows her love ?
Na bhol duun …
Lata:
Aise mat sataaiye
Don’t tease / irritate me this way,
Zaraa taras to khaaiye
Have a little pity on me,
Dil ki dhadkan mat jagaaiye
Don’t awaken this heartbeat of mine
Rafi:
Kuch naheen kahunga main
I shall not say anything,
Na ankhiyaan jhukaaiye
Just don’t lower your eyelids / gaze
Sar ko kandhe se uthaaiye
Let your head rest on my shoulders
Lata:
Aise neend aaye hain ki ham mm, mm,
Oh, how I feel sleepy / at ease mm..
Rafi: oh
Lata: woh hain zara …
With Love, Nosyira..
Song Title: Ye Parbaton Ke Daayare
Movie Name: VAASANA (1968)
Singers: LATA MANGESHKAR, MOHD RAFI
ye parbaton ke daayare ye shaam ka dhuaan
in the spaces of the mountains are the smokes of the evning
aise mein kyon na chhed den dilon ki daastaan
why have I not let go the stories of this heart
zara si zulf khol do fiza mein itr ghol do
let loose of the hair just a little so that it mixes in with the atmosphere
nazar jo baat kah chuki vo baat munh se bol do
the words of this heart, in which that (chuki) speak, my heart is saying so
ki jhoom uthe nigaah mein bahaar ka samaan
such that it lifts up swayingly upon my eyes on this season of spring, darling
ye parbaton ke daayare …
in the spaces of the mountains
ye chup bhi ek savaal hai ajeeb dil ka haal hai
one questioning silence is of such strange to my heart’s condition
har ik kayaal kho gaya bas ab yahi kayaal hai
and every thoughts seem to get lost now here upon all of these thoughts
ki faasala na kuch rahe hamaare darmiyaan
let there remain no distance between us
ye parbaton ke daayare …
in the spaces of the mountains
ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan
the colors of your beauty sparkle like a moon on her body
bura na maano tum agar to choom loon kiran kiran
I will no consider an illness, but you must take this kiss from me
ki aaj hausalon mein hai bala ki garmiyaan
if your senses come today then this is such a warm travesty
ye parbaton ke daayare …
in the spaces of the mountains
Translations by Papia F©2006