Viewing 0 reply threads
  • Author
    Posts
    • #8457
      Lotri1991
      Participant

      Please, translate lyrics of “Mela” songs to english.. Thank you!

      Mela Dilon Ka
      (I have it,thx to this forum 😉 )
      ______________________________________________________________________

      Dhadkan Mein Tum

      –FEMALE–
      Dil mera akela
      Hain khwaabon ka mela
      Hum hogaye goom
      Dhadkan mein tum, saanson mein tum
      Neendon mein tum, yaadon mein tum
      Dhadkan mein tum, saanson mein tum

      –MALE–
      Dil mera akela
      Hain khwaabon ka mela
      Hum hogaye goom
      Dhadkan mein tum, saanson mein tum
      Neendon mein tum, vaadon mein tum

      –FEMALE–
      Humne dhoonda tumhe, hai kitni janam
      Sab ne loota hume, hai kitna sanam
      Kaise kaise kahe dil mein kitne hain gham
      Bhardo bhardo sanam, mera har ek zakhm

      –MALE–
      Tere zakhm bharoon tujhe pyaar karoon – 2
      Teri aankhon mein aahon mein
      Baahon mein mera jahan
      Tere kadam, mere kadam
      Milkar chalen, ek hoke hum

      –FEMALE–
      Dhadkan mein tum
      Saanson mein tum

      –MALE–
      Had se aage mujhe ab guzar jaane de
      Rok naa rooh mein ab utar jaane de
      Paas aa jaaneman, dil machal jaane de
      Shamma jhalti hain kyoon, ab pighal jaane de

      –FEMALE–
      Tu jo chaahe karoon, main jiyoon ya maroon – 2
      Tere armaano ki sej pe ab to nikalega dum
      Karle karle, jitne sitam
      Teri kasam, sehlenge hum

      –MALE–
      Dil mera akela
      Hain khwaabon ka mela

      –BOTH–
      Hum hogaye goom
      Dhadkan mein tum, saanson mein tum
      Neendon mein tum, yaadon mein tum
      Dhadkan mein tum, saanson mein tum
      Neendon mein tum, yaadon mein tum

      –MALE–
      Dhadkan mein tum

      –FEMALE–
      O o o o o o saanson mein tum

      –MALE–
      Neendon mein tum

      –FEMALE–
      O o o o o o vaadon mein tum

      ______________________________________________________________________

      Tujhe Rab Ne Banaya

      –MALE–
      Tujhe rab ne banaaya hain kamaal uff
      Zara paas to aana kudiyen

      –FEMALE–
      Aa aa aa aa aa aa….
      Tujhe dil pukaare

      –MALE–
      (Tujhe rab ne banaaya hain kamaal
      Zara paas to aana kudiyen) – 2
      Meri neend churake mere hosh udaake
      Kabhi door na jaana kudiyen

      –FEMALE–
      (Teri baaton pe nahin hain etbaar
      Zara door hi rehna chhaliyen) – 2
      Meri neend churake mere hosh udaake
      Kahi chhod na jaana chhaliyen

      –MALE–
      (Tujhe rab ne banaaya hain kamaal
      Zara paas to aana kudiyen) – 2

      –FEMALE–
      Oye oye oye oye oye
      Sajaa hain aankhon mein
      Tu mera kaajal hain
      Lagaa hain seene se
      Tu mera aanchal hain

      –MALE–
      Mera dil naadaan hain
      Yeh udtaa baadal hain
      Tera deewana hain
      Yeh thodaa paagal hain
      Meri jaan ruko ruko

      –FEMALE–
      Kyoon kyoon

      –MALE–
      Bharaa dil abhi nahin

      –FEMALE–
      Achhaa, to hoge tum sadaa
      Ke jaana jaana nahin

      –MALE–
      O ho ho ho
      Nayi pyaas jakaake, naya rog lagaake
      Kabhi door na jaana kudiyen

      –FEMALE–
      Teri baaton pe nahin hain etbaar
      Zara door hi rehna chhaliyen

      –MALE–
      Tujhe rab ne banaaya hain kamaal
      Zara paas to aana kudiyen

      –FEMALE–
      Tujhe dil pukaare – 2

      –MALE–
      Tu jo kahega, hum voh karenge
      Saaton janam ab saath rahenge
      Marke bhi vaada puraa karenge
      Aaj kaha jo kal bhi kahenge – 2

      –FEMALE–
      Mere sar ki kasam

      –MALE–
      Tere sar ki kasam

      –FEMALE–
      Tu hain mera hi sanam

      –MALE–
      Main hoon tera hi sanam

      –FEMALE–
      Aise sapne dikhaake mujhe apnaa banaake
      Kahin chhod na jaana chhaliyen

      –MALE–
      (Tujhe rab ne banaaya hain kamal
      Zara paas to aana kudiyen) – 2
      Meri neend churaake mere hosh udaake
      Kabhi door na jaana kudiyen

      –FEMALE–
      (Hon

Viewing 0 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.