Please translate the following from the movie. thanks.
Jagte Raho
(jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
shaam to chale, sulagne do jara shab ko
ki khusbu aayegi sabko hare kwaabo ki) - 2
pehala pehala yeh kadam hai
chahat hai par zor kam hai
pehali pehali raat hai yeh
aage jo ho akhir agar theek hai to sabhi theek hai
jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
jaagate raho
jab raat ki thaili khulein
kya janiye kya kuch milein
ho o o... jab raat ki thaili khulein
kya janiye kya kuch milein
shehnaayi bhi, sannnate bhi
sapne kahin, khaaaarate bhi
chalke chalke nain bhi hain
bechani mein chain bhi hain
pehali pehaeli raat hai yeh
aage jo ho akhir agar theek hai to sabhi theek hai
jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
jaagate raho
yeh raat hai farmaan ki
umeed ki, armaan ki
ho... yeh raat hai farmaan ki
umeed ki, armaan ki
shikve gile naaraazagi
aankhon mein oos ki taazagi
katara katara jab ghulegi
nikhari nikhari shab khulegi
pehali pehali raat hai yeh hai
aage jo ho akhir agar theek hai to sabhi theek hai
jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
shaam to chale, sulagne do jara shab ko
ki khusbu aayegi sabko hare kwaabo ki
pehala pehala yeh kadam hai
chahat hai par zor kam hai
pehali pehali raat hai yeh
aage jo ho akhir agar theek hai to sabhi theek hai
jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
jaagate raho
Gudgudee
(jab bhi zara tumne chua
zindagi halki si gudgudi kar gayi) - 2
chalki hui thi phele se mein
thodi se aur bhi bhar gayi
aur bhi bhar gayi
gudgudi kar gayi - 2
(socha tha tumse mile to
panv zameen pe padenge
yeh kya pata tha ke phir se
khwaabon mein udane lagenge) - 2
darr to rahi thi phele se main
thodi si aur bhi darr gayi
aur bhi bhar gayi
gudgudi kar gayi - 2
(anjaan logon ka milana
pehale bhi hote raha hai
padh ke batao sitare
yeh rista kahaan pe likha hai) - 2
marne lagi thi pehele se main
thodi si aur bhi mar gayi
aur bhi bhar gayi
gudgudi kar gayi - 2
(jab bhi zara tumne chua
zindagi halki si gudgudi kar gayi) - 2
chalki hui thi phele se mein
thodi se aur bhi bhar gayi
aur bhi bhar gayi
gudgudi kar gayi - 3
Doha
main na... main na..
na aa a a...
ruth ke mooh na modiyon
aankh milaaike bol
pech pade na baat mein
mann ke bhed ko khol
ruth ke mooh na modiyon
saancha rishta tabhi chalein
bich mein bhed na hoy
jeebh pe kadawa laage to
sur mein amarat ghol
ruth ke mooh na modiyon
haay ruth ke mooh na modiyon
pena ruth ke mooh na modiyon
saath saath hi pag mudein
raah mudein jis aor
prem patang chadhati rahein
thaame rakhiyon dor - 2
You can find some of the translated lyrics at: http://www.bollywhat-forum.com/index.php?topic=16705.0