I shall mention a song and you have to guess what film it was in. The person who guesses the film then writes a song and someone else has to guess the name of the film and so on.
Song is
O Hasina Zulfon Vaali Jaanejahaan
Dhoondhti Hain Kaafir Aankhen Kiska Nishaan
O Hasina Zulfon Vaali Jaanejahaan
Dhoondhti Hain Kaafir Aankhen Kiskaa Nishaan
Mehfil Mehfil Ae Shama Phirti Ho Kahaan
Teesri Manzil (originally)
Next>>> Chunri re chunri re chunri
le gayi dil le gayi dil chunari
chunri re chunri re chunri
le gayi dil le gayi dil chunari
chunri ye teri chunri sar se jo sarki
de gayi de gayi de gayi
Film: Insaan
Next:
Tera Chehra Naa Dekhu Agar
Roshni Mere Kis Kaam Ki
Zindagi Mein Agar Tu Na Ho
Zindagi Mere Kis Kaam Ki
(quite hard so I'll give you guys a clue….film has Jackie Shroff and a famous actress from Nepal)
Madhuri Dixit:Film: Insaan
Next:
Tera Chehra Naa Dekhu Agar
Roshni Mere Kis Kaam Ki
Zindagi Mein Agar Tu Na Ho
Zindagi Mere Kis Kaam Ki
(quite hard so I'll give you guys a clue….film has Jackie Shroff and a famous actress from Nepal)
Animore Clues Hun xx
The film was released in 1995
The character names are Ram and Anjali Sinha
The film name contains two words in which the first one is the name of a God
Music is by Anu Malik
i got it… RAM SHASTRA
the actress from Nepal was Manisha Koirala
next:
resham jaisi hai raahein kholi hai baahein
ye vaadiyaan
mausam saare hai aapne rangeen hai sapne
hai meherbaan
yunhi gaayenge milke hum geet dil ke
sadiyon yahaan…
Ek tha dil ek tha dhadkan
Next: Sambhala hai maine bahut apne dil ko
Zubaan par tera phir bhi naam aa raha hai
NARAAJ (might be NARAAZ… not sure)
next:
tere pyaar ki deewanagi sar pe chadke bole
tune kya kiya ye kya hua dil ding dong ding dole…
Kuch To Hain
Saanso Ki Maala Pe Simroon Main Pi Ka Naam………..
Koyala
Ootara na dil main koi
oos dilruba ke baad
lab pe oosi ka naam hai
aata khuda ke baad…
I'm not sure Atul but is it from the movie Uff Yeh mohabbat
Next>>>
Aankhon Mein Suroor Hai
Baaton Mein Guroor Hai
Chalke Chalke Chalke
Bindiya Meri Bindiya
Le Gai Teri Nindiya
Chamke Chamke Chamke
Chain Khoya Tumko Paaya
Pyaar Aaya Pyaar Aaya
I think Pyaar Aaya…
here's one:
tumhen aaj maine jo dekhaa
ho, ( tumhen aaj maine jo dekhaa ) -2
chamkaa hai qismat kaa taaraa
badli naseeb ki rekhaa
tumhen aaj maine jo dekhaa
su: tumhen aaj maine jo dekhaa
chamkaa hai qismat kaa taaraa
badli naseeb ki rekhaa
tumhen aaj maine jo dekhaa
sh: tum ishq mere, tum Khvaab mere
tum jaan ho, tum ho chainaa
tum yaar mere, tum pyaar mere
dildaar mere, din rainaa
su: tum aarzoo mein, justju mein
tum raaste mein, manzil mein
tum rooh mein ho, tum saaNs mein ho
tum dhaDkanoN mein, tum dil mein
sh: tumhen pahchaanooN, tumhin ko jaanooN
tumhin ko maanooN, tumhin ko
sh, cho: tumhen pahchaanooN, tumhin ko jaanooN
tumhin ko maanooN, tumhin ko
su: tumhen aaj maine jo dekhaa
chamkaa hai qismat kaa taaraa
badli naseeb ki rekhaa
tumhen aaj maine jo dekhaa……………………..
that's most of all of it…
you are right ocean_princess, it is from Uff Yeh mohobbat, very melodious song…
To earlier post: The movie is 'Kuchh Na Kaho'
Next: '
Kya Tann Kya Man Kya jeevan
Kha Tann Kha Mann kya Jeevan
sab kuchh kara le samarpan
aa ja aa ja aaa ja
sunderata se bhi tu sundar
youvan ka bharpoor samandar
jab jab dekhoo tab tab jaage
mann main koi aakarshan
aa ja aa ja aaaa ja
shayari ( i think)
Teri nazar ka jadoo chala hai
Nigahon mein meri nasha hi nasha hai
Teri nazar ka jadoo chala hai
Nigahon mein meri nasha hi nasha hai
Tu hi bata de mujhe kya huwa hai
Na mujhko pata hai na dil ko pata hai
Husn mera keh raha hai
I am sorry xneddyx, but you are not correct, I am reposting my song
Next: '
Kya Tann Kya Man Kya jeevan
Kha Tann Kha Mann kya Jeevan
sab kuchh kara le samarpan
aa ja aa ja aaa ja
sunderata se bhi tu sundar
youvan ka bharpoor samandar
jab jab dekhoo tab tab jaage
mann main koi aakarshan
aa ja aa ja aaaa ja
Atul…….plz..here also want any hint………..!!!!
Ok…clear cut hint, this song was picturized on Javed Jafery and Moonmoon Sen..Rajesh Khanna was also in the movie…..it was famous song….
The said song is from movie “WOH PHIR AAYEGI” [1988]
next………
Chale Bhi Aao Kanha Chupe Ho Sanam Hamare
Hamare Dil Ki Har Ek Dhadkan
Tumhe Pukare Sanam Hamare .....
Tumhari Yadon Se Ashq Ankho Me Bhar Rahe Hai
Wafa Ke Moti In Aansoo Me Bikhar Rahe Hai
Bata Ye Kaise Ke Haal Kya Hai Sanam Hamara
Tumhare Gam Me Na Ji Rahe Hai Na Mar Rahe Hai
Chale Bhi Aao Kanha Chupe Ho Sanam Hamare,
Sanam Hamare...
Jiye To Kaise Bichade Ke Tumse Jiya Na Jaye
Teri Judai Ka Zahar Hamse Piya Na Jaye
Har Ek Mahefil Har Ek Manjil Hai Suni Suni
Tere Bina Ab Kahi Bhi Hamse Raha Na Jaye
Chale Bhi Aao Kanha Chupe Ho Sanam Hamare
Hamare Dil Ki Har Ek Dhadkan Tumhe Pukare
Sanam Hamare...
Great job Purnima for guessing the movie…it was great song…
Your song is from movie 'Madhoshi'
Next:
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Arre Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Arre Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
O Tum Hi Kahon Tum Hi Kahon
Dil Jo Aise Gaye Koi Kyon Na Gungunaye
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Arre Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
Tum Ko Paake Haske Gaake
Nikhri Hai Samri Hai Zindagi
Ujli Sabki Rangeen Shaamein
Aa Gayi Ek Nayi Dilkashi
Ho Maan Bhi Lo Maan Bhi Lo
Raat Jo Hai Chehki Yeh Fiza Jo Samjhaye
Meri Zindagi Mein
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Aur Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
Your song is from movie :Armaan [2003]
Singers: Sonu Nigam and Sunidhi Chouhaan
Lyrics: Javed Akhter
Next:
ye betiyaan to baabul ki raaniyaan hain
mithi-mithi pyaari-pyaari ye kahaaniyaan hain
ye sheeshe diyaan gudiyaan, rab jaane ke ye kudiyaan
kinnaan jamiyaan, kinnaan le jaaniyaan hain
ye betiyaan……
ye ladakiyaan to maanon ki raaniyaan hain
mithi-mithi…..
in kaa raam hai rakhavaalaa, in kaa bachapan bholaa bhaalaa
bholi bhaali si in ki javaaniyaan hain
ye ladakiyaan to maanon ki raaniyaan hain
mithi-mithi…..
sab ke dil ki saare ghar ki ye raaniyaan hain
ye chidiyaan, ik din phurr se ud jaaniyaan hain
koi in kaa haath naa chhode, koi in kaa dil naa tode
e te sachche rab diyaan meharbaaniyaan hain
ye betiyaan…..
kahaaniyaan hain, hun hun, hun, hun, kahaaniyaan hain
It is from movie 'Na Tum Jano Na Hum
Next: Ootara na dil main koi
oos dilruba ke baad
lab pe oosika naam hai
aata khuda ke baad
Uff Ye Muhobbat
Next –
Raama O Raama, Raama O Raama,
Tune Ye Kaisi Duniya Banaayi,
Lu Naam Tera, Du Main Duhaai……..
hey, am impressed that you know this song…
the movie name is 'Rama – O – Rama'
Next: bin tere sanam mar mitege hum aa meri zindagi
aana hi pada sajana zalim hai dil ki lagi
YAARAA DILDAARAA [1989]
Next: aa jaa sanam,madhur chaandani men hum……..
Chori Chori
Next: Yeh jeevan hai is jeevan ka yahi hai yahi hai yahi hai rang roop
thode ghum hai thodi khushiyan yahi hai yahi hai yahi hai chhav dhoop
yeh jeevan hai
Kishor Kumar in PIYAA KA GHAR
Next: tu pyaar ka saagar hai, teri ek boond ke pyaase ham
A famous movie called 'Seema' starring Balraj Sahani and Nutan
Next: Bade achhe lagate hai, yeh dharati yeh nadiya, yeh raina aur tum..
This song is from “Balika Badhu”
next:
bholi suraat dil ke khote . [Sung By;Chitalkar]
From Bhagwan's movie 'Albela'
Next: Humne tuzako pyar kiya hai kitana
kaun karega itana ha ha kaun karega itana
Movie: Dulha Dulhan [ 1964 ]
SInger: Mukesh
Music : Kalyaanji Aanandji
Lyrics: Indeevar
Next:
samjhota ghamon se kar lo;
zindagi emn gham bhi milte hain
This song is sung by Kishor kumar from movie Samjhouta, starring Shatrughna sinha and Anil Dhawan if I remember it correctly.
Next: Pyar main kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baaton ka fasana ban jata hai
The song is from movie CHALTE CHALTE
pyaar mein kabhee kabhee ayesaa ho jaataa hain
chhotee see baat kaa fasaanaa ban jaataa hain
aaj sajanaa kaa sajanee se, ho rahaa saamanaa
khel hee, khel mein dil gayaa, thaamanaa,
naa naa, haa haa, naa naa
kahane kee naheen baat magar ye fir bhee kahatee hoo main
rahane kee naheen jagah koee tere dil mein rahatee hoo main
jeet kar pyaar mein padegaa haaranaa
naadaan samaz kar tum ko dekho maaf kar diyaa hum ne
pyaar kee kitaab se judaee kaa naam hee saaf kar diyaa hum ne
yaar kee baat tum kabhee naa taalanaa
next:
tu mere pyaar ka phool hai,
ke meri bhool hai,
kuchh keh nahin sakati………
any clue?
Singer: Lata [picturised on Mala Sinha]
Lyric: Sahir Ludhiyaanwi
Music: N.Dutta
I gave up…please answer the movie and put next also…Thanks!
It means I must come out from OLD is GOLD.
Ok.
The song is sung by Lata Jee from DHOOL KA PHOOL [1959] An un-married mother sings for her infant.
tu mere pyaar kaa phool hai, ke meri bhool hai
kuchh kah nahin sakati
par kisi kaa kiyaa tu bhare
ye sah nahin sakati
(meri badanaami tere saath palegi, saath palegi
sun sun taane meri kokh jalegi, haay, kokh jalegi
kaanton bhare hain sab raaste ,tere vaaste
jeevan ki dagar men
kaun banegaa teraa aasaraa, bedard nagar men
tu mere pyaar kaa phool hai, ke meri bhool hai
kuchh kah nahin sakati
par kisi kaa kiyaa tu bhare
ye sah nahin sakati
poochhegaa koi to, kise baap kahegaa, baap kahegaa
jag tujhe phenkaa hua paap kahegaa, haaye, paap kahegaa
ban ke rahegi sharmindagi, teri zindagi
jab tak tu jiyegaa
aaj pilaaun tujhe doodh main, kal zahar piyegaa
tu mere pyaar kaa phool hai ke meri bhool hai
kuchh kah nahin sakati
par kisi kaa kiyaa tu bhare
ye sah nahin sakati
Its ok Purnima, you can keep on old is gold…it is just that my knowledge will also updated…you have really a great sense of songs…Keep it up!
Please give next
Thanks, I will continue with Old songs too.
Next: yaad na aaye koi, lahuu na …….
Yaad na aaye koi
Lahu na rulaaye koi
Hay akhiyon mein baitha tha
Akhiyon se uthke
Jaane kis desh gaya
Next: Mera chand muze aaya..
Atulji:Yaad na aaye koi
Lahu na rulaaye koiHay akhiyon mein baitha tha
Akhiyon se uthke
Jaane kis desh gaya
Next: Mera chand muze aaya..
Hi, what you have guess for the said song ?
and your reply
Mera Chaand Mujhe Aaya Hai Nazar, Aye Raat Zaraa Tham Tham Ke Guzar Chhaaya Hai Nasha Meri Aankhon Par
Singer Kumar Sanu, From Movie Mr.Aashiq
Sorry the complete song is
Mera chand muze aaya hai nazar
air raat jara tham tham ke guzar
chhaya hai nasha meri aankhon per
name the film
Atulji:Sorry the complete song is
Mera chand muze aaya hai nazar
air raat jara tham tham ke guzar
chhaya hai nasha meri aankhon per
name the film
Your reply is already posted [see above] and I am waiting for the answer of my earlier quiz, you wrote the song but no Movie name.
Sorry Purnima…
The song is from movie 'Machis'
Next: Tuze jeevan ki dor se bandh liya hai bandh liya hai tere sir ki kasam sir ankhon par
film:Asli Naqli
year:1962
starring:Dev Anand, Sadhana
singers :Rafi, Lata
music:Shankar-Jaikishan
lyrics:Hasrat Jaipuri
Next:
Dam bhar jo udhar munh phere, o chanda,
main un se pyaar kar loongi,
baaten hazar kar loongi
Clue[Singer:Lata mangeshkar Music:Shanker Jai Kishan]
It is from movie Aawara
Next: Yeh jeevan hai is jeevan ka yahi hai yahi hai yahi hai rang roop
thode gham hai thodi khushiya , yahi hai yahi hai yahi hai chhav dhoop
yeh jeevan hai
Hey Purnima, just wanted to know how did you develop so much knowlede on songs..specially old songs…must appreciate Keep it up!
ye jeevan hai
is jeevan kaa
yahi hai, yahi hai, yahi hai rang roop
thode gham hain, thodi khushiyaan
yahi hai, yahi hai, yahi hai chhaanv dhoop
Kishor Kumar [Piyaa Ka Ghar-1972]
next:
kahe jhoom-jhoom raat ye suhaani,
piyaa haule se chhedo dubaaraa
vahi kal ki, rasili kahaani
kahe jhoom-jhoom raat ye suhaani,
************************************************************************************************************************
Hi,I don't know how and why I am fond of Old Songs, may be because of their fine wordings and melodious voice of many playback singers of past. I will comment on todays songs and music as,ONCE late Muhammad Rafi sung a song in LOVE MARRIAGE-1959.
tin kanastar pit-pit kar, galaa phaad kar chillaanaa
yaar mere mat buraa maan, ye gaanaa hai na bajaanaa hai
[with apology in advance]
Hi Purnima, I don't know why you are apologizing for liking old songs. I love oldies and can't really seem to get into the new ones. Old is really Gold. Please keep up with the oldies. Anyhoo to the game.
Answer: Movie – Love Marriage; Singer – Lataji.
Next: rulaa ke gayaa sapanaa mera, baithee hoon kab ho saveraa………
I felt happy to know that you too loves Oldies .
My apologies, were meant for new music & song composers.
Your answer :Singer: Lataji Movie:JEWEL THIEF-1967
next:
kahaan ho tum, zaraa aavaaz do, ham yaad karate hain
kabhi bharate hain aahen, aur kabhi fariyaad karate hain
Movie name is 'Malhar' sung by Mukesh and Lata Mangeshkar
Next: aaj ham apani duaaon ka asar dekhenge
tir-e-nazar dekhenge, zakhm-e-jigar dekhenge
Movie Paakeezah Sung by Lata Jee
next; Mera dil todane waale, mere dil ki dua lena
mita kar meri duniyaa ko, nai duniyaa basaa lena
Movie name is 'Mela'
Next: Tum muze u bhoola na paawoge
ha u muze tum bhoola na paawoge
jab kabhi bhi sunooge geet mere
sang sang tum bhi goon goonawoge
ha u muze tum
Singer Lata Jee
Movie: Pagala Kahin Ka -1970
Next:
Is bhari duniyaan men ,
koi bhi hamaara na hua
gair to gair, apano ka sahaara na hua
Movioe name is Bharosa
Next: Dil kee batein hai
poochho to batayege
aise mausam phir kab aayege
any clue?
Movie: Gawaahi
Next: Maine tujhe maanga tujhe paaya hai
tune mujhe maanga …..
Movie: DEEWAAR [1975]
next:
meghaa chhaye aadhi raat,
bairan ban gayi neendiyaa
Movie: Sharmilee
Next: Dil ki girah khol do chup na baitho koi geet gawo
aa aa aa aa aa mehfil main ab kaun hai ajnabee tum mere pass aawo
Raat Aur Din [1967]
next: Guzara hua zamaana , aata nahin dobaara
haafiz khuda tumhaara, haafiz khuda tumhaara
SHIRI FARHAAD
next:
saamne ye kaun aaya dil mein huyi hulchul
dekhke bas ek hi jhalak ho gaye hum paagal
baate mulaakaate hum se bhi to hogi
humse khulenge woh aaj nahin to kal…
JAWANI DEEWANI-1972
next: saawan ke baadalon, un se ja kaho;
taqdeer men yahi tha, saajan mere na ro
[clue;very very old movie]
Seems that this was very hard quiz,
When I posted it,I was of the view that many members are having knowledge of songs even sung by Late K.L.Saigal,This song was from post Saigal era.
Ok the answer is below.
This song is from RATAN-1944 sung by Amir Bai & Karan Deewan, Music Naushad.
source: http://us.imdb.com/title/tt0037213/
next;
main to bhul chali baabul ka des
piyaa kaa ghar pyaaraa lage
koi maike ko de do, sandes
piyaa kaa ghar pyaaraa lage
Its from Saraswati Chandra
Next-
Patta Patta Buta Buta,
Haal Hamara Jaane Hain……
Its from EK NAZAR 1972
next;
zindaabaad,zindaabaad, aye muhobbat zindaabaad.
MUGHAL-E-AZAM
next:
tu jahaan jaahaan chalega mera saya saath hoga…
MERA SAAYAA
next: jhoomka gira re, bareli ke bazaar men
Its frm Mera Saaya
Next-
Koi Loutade Mere Bite Huwe Din,
Bite Huwe, Din Wo Mere Pyare Palchin………….
Door Gagan Ki Chhaon Men [1964] Sung by Kishor Kumar
next:
Har dil jo pyaar karega…………..
Its from Sangam
Next –
Do Hanso Ka Joda Bichad Gayore,
Gajab Bhayo Raama Julam Bhayo Re….
Ganga Jamuna
Next-
Jaise radha ne maala japi sham ki
maine oodhi chunariya tere naam ki…
Its from:-Tere Mere Sapane
next:
jis dil men basa tha pyaar tera
us dil ko kabhi ka tod diya, haay, tod diya
badanaam na hone denge tujhe
teraa naam hi lena chhod diya, haay, chhod diya
Saheli
+++
meghaa chhaae aadhii raat, bairan ban gai nindiyaa
bataa de main kyaa karuu…
haaye kyaa geet chhed diya ! ! !
Its From Sharmilee
next:
zulmi sang aankh ladi…..
wahhhh what a song!!!
from Madhumati
sakhi main ka se kahoon re sakhi ka kahoon
lage din chota raat badi… zumli sang aankh ladi…. 😀
+++++
Next –
jab bhii ye dil udaas hotaa hai
jaane kaun aas paas hotaa hai
jab bhii ye…
hoth chup chaap bolate ho jab
saans kuchh tez tez chalatii ho
aankhen jab de rahii hon aavaazen
Thandii aahonmen saans jalatii ho
jab bhii ye…
Its from SEEMAA
next:
zindagi jab bhi teri bazm m.n laati hai hamen
ye zamin chaand se behatar nazar aati hai hamen
Umrao Jaan
Next–
zindagii zindagii mere ghar aanaa, aanaa zindagii
mere ghar kaa siidhaa saa itanaa pataa hai
ye ghar jo hai chaaron taraf se khulaa hai
na dastak zaruurii, naa aavaaz denaa
mere ghar kaa daravaazaa koii nahiin hai
hain diivaaren gum aur chhat bhii nahiin hai
badi dhuup hai dost
khadi dhuup hai dost
tere aanchal kaa saayaa churaa ke jiinaa hai jiinaa … jiinaa zindagii, zindagii
oooo zindagii mere ghar aanaa
aanaa zindagii – zindagii mere ghar aanaa
Its from DOORIYAAN-1979
next:
mujhe pyaar ki zindagi denewaale
kabhi gham na dena, khushi denewaale
[1961-Music:Ravi]
Waited for a week, but no reply, so I am posting answer to remove blockade of the thread.
Song Title : “mujhe pyaar ki zindagi dene waale”
Movie: Pyaar Ka Saagar
year:1961
starring :Meena Kumari, Rajendra Kumar
singers :Rafi, Asha
music: Ravi
lyrics :Prem Dhawan
next from anyone.
Dekhne Main Bhola Hain Dilka Khilaouna……..
bombay ka babu
+++++++++++
rim jhim ke taraane leke aayii barasaat
yaad aaye kisi se vo pahali mulaaqaat
Movie: Kala Bazaar
Next>>>Hum to tere aashiq hain sadiyon puraane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Movie; FARZ [1967]
next:
tum hi mere mandeer
tum hi meri pooja
tum hi devataa ho
Khandaan
next-
na jaane kyun, hota hai ye zindagi ke saath
achaanak ye maan
kisi ke jaane ke baad, kare phir usaki yaad
chhoti chhoti si baat, na jaane kyun
it's from Chhoti Si Baat, sang by Lata ji
next:
taal pe jab ye zindagani chali
ho taal pe jab ye zindagani chali
hum hain deewane
hum hain deewane ye kahaani chali…
its from REFUGEE
next;
tere dil ne mere dil se kyaa kahaa bataa
divaanaa saa hone lagaa hun main, sambhaalo mujhe tum zaraa
khyaalon men khone lagaa hun main, sambhaalo mujhe tum zaraa
[CLUE:Anil Kapoor done this movie]
To break deadlock, I am posting answer after waiting one week.
This song is from LOAFER-1996
Anil Kapoor, Juhi, Gulshan, Mukesh Rishi, Pramod Moutho, Kulbhushan
Singers: Shankar Mahadevan, Gayatri Iyer
Music: Anand Milind
Lyrics: Sameer
next:
[middle lines] ye mera India, I love my India……
that's PARDES
ye duniya ek dulhan dulhan ke maathe ki bindiya
ye mera india i love my india…
next:
tumko sirf tumko humne chaha chahat ki kasam
tum bin agar jeena pada humko mar jaayenge hum…
This song is from: Kuchh Khatti Kuchh Meethi
Next: tumhaare sivaa kuchh naa chaahat karenge |
|
|
Tum Bin
next-
zamane ke dekhe hain rang hazar nahin kuch bhi hai yaar siva pyar ke
Its from SADAK-1991
next:
tumhen apanaa banaane ki kasam khaai hai
teri aankhon men chaahat hi nazar aai hai
Again Its frm Sadak
Next –
Rahon Main Unse,Mulaakaat Ho Gayi,
Jis Se Darte Thy Wohi Baat Ho Gayi…
Rahon Main Unse,Mulaakaat Ho Gayi,
Jis Se Darte Thy Wohi Baat Ho Gayi…
Its from VIJAYPATH.
next:
chaand aahen bharegaa
phool dil thaam lenge;
husn ki baat chali to
sab teraa naam lenge
[clue: sung by Mukesh Jee]
It is from Phool bane angaaray
Next: Jaane kaisa hai mera deewana
kabhi apana sa lage kabhi begaana
badi bholi ho yeh bhi na jaana
kabhi apano ko nahi kahate begaana
(sung by Kishor Kumar and Aasha Bhosale)
It is from AANSU BAN GAYE PHOOL -1969
next:
aa nile gagan tale, pyaar ham karen
hil mil ke pyaar ka iqaraar ham karen
[Singers:Lata Jee and Hemant Kumar}
The film is Baadshah (old)
Next:-
tumhi se roshan hai raat meri
tumhi se harr din huwa sunehra
uthhe jahan bhi nazar tumhaari
ho zindagi ka wahin savera
It is from LORIE [Aasha Bhosle, Talat Aziz]
next:
tuu pyaar ka saagar hai
teri ek bund ke pyaase ham
louta jo diyaa tune
chale jaayenge jahaan se ham
Seema
next:
suno choti si gudiya ki lambi kahani
jaise taaron ki baat sune raat suhaani
MOVIE NAME :SEEMA
Next:
ambar ko apni banhon mein aj bhar le
It is from RUDRAKSH-2003 sung by Gayatri Iyer,Kunal,Shankar
next:
andheri raat men ham aur tum
haathon men haath hai hosh hain gum
bheegaa mausam mast samaan hai
tum hasin to ham bhi javaan hain
aise men ab hosh kahaan hai
aankhon men bas josh rahaa hai
andheri raat men…..
i guess it's from JUHI
next:
harpal chaahe mera dil tumko hi dekha karoon
jab tum nahi mere paas ho tumko ki socha karoon
tumko hi dekha karoon
tumko hi socha karoon…
It is from GUDGUDEE [singer:Kumar Sanu ]
next:
tera gham, mera gham, ek jaisa sanam,
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale, dil jaani
Gulam-E-Mustafa
next:
kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jana…
Singer : Mahalaxmi : movie SUR [2002]
next:
haay hil gaya dil
vo kaise chhuk chhuk chhuk chhuk
haay padi mushkil
vo kaise chhuk chhuk chhuk chhuk
After waiting more than a week, I am posting reply to break dead-lock.
This song is from MASOOM, and it was posted by me in reply to Arnab Paul's quiz “Write A movie Sing A Song” on very same day [23-May-2007]
haay hil gayaa dil
vo kaise chhuk chhuk chhuk chhuk
haay padi mushkil
vo kaise chhuk chhuk chhuk chhuk
kaale libaas men haay
chhuk chhuk chhuk
haay kaale libaas men badan goraa yun lage imaan se
jaise heeraa nikal rahaa ho koyale ki khaan se
chhuk chhuk chhuk……(and so on….)
next from any one.
Thanx Purnima. I'll Continue the Game.
Next>>>Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge baatein karenge
Tujhko aate idhar laaj aaye agar
Odh ke aaja tu baadal ghane
Sung By Hari Ram and Sadhana in SAPANE [1997]
next;
o baabul pyaare………
o roe paayal ki chham-chham
o sisake saanson ki saragam
o nis din tujhe pukaare man, ho
o baabul pyaare……….
Movie: Johny Mera Naam
Next:
Maine Poochcha Kudrat Se
Ke Usne Mere Liye Kisse Banaya
Kudrat Ne Kuch Na Kaha
Aur Waqt Tham Sa Gaya
Phir Kudrat Ne Muskarake
Mujhe Tera Naam Bataya
Dil Yeh Dil Tujhe Chahe Sanam
It is from Shukriya sung by Kumar Sanu and Anuradha Paudwal
full version below:
Maine Poochcha Kudrat Se
Kay Usne Mere Liye Kise Banaya
Kudrat Ne Kuch Na Kaha
Aur Waqt Tham Sa Gaya
Phir Kudrat Ne Muskara Ke
Mujhe Tere Naam Pataya
Dil Yeh Dil Tujhe Chahe Sanam
Mujhko Pata Nahin Hai Jaanam Tera Irada
Maine Tujhe Hai Chaha Saanson Se Bhi Zeyada
Ehsan Itna Kar De Sapno Rang Bhar De
Palkon Mein Shaam Savaire Bas Tere Khwaab Sajaya
Tu Saamne Joh Aaye Jee Bhar Ke Pyaar Mein Do
Bechain Tere Dil Ko Chain o Qarar Mein Do
Tanhayi Ka Pal Bhar Karne Laga Hai Pagal
Dekhe Jahan Bhi Maine Bas Tere Chehra Paaya
Maine Poochcha Kudrat Se
Kay Usne Mere Liye Kise Banaya
Kudrat Ne Kuch Na Kaha
Aur Waqt Tham Sa Gaya
Phir Kudrat Ne Muskara Ke
Mujhe Tere Naam Pataya
Dil Yeh Dil Tujhe Chahe Sanam
next:
na tu zamin ke lie hai, na aasamaan ke lie
teraa vajuud hai, ab sirf daastaan ke lie
na tu zamin ke lie…………
[Mohammad Rafi]
Movie: Dastaan & Sung By: Mohd. Rafi
Next:
Zindagi ko bina pyaar koi kaise guzaare
Mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare
Aate hain zameen par kabhi yeh chaand sitaare
Haan Maine Bhi Pyaar Kiya
next:
zindagi pyaar ka geet hai, ise har dil ko gaanaa padegaa
zindagi gham ka saagar bhi hai, hans ke us paar jaanaa padegaa
Souten
Next:
Raat kali ek khwaab main aayi
Aur gale ka har huyi
Subha ka jab hum neend se jaage
Aankh tumhi se chaar huyi
Kishor Kumar in Buddhaa Mil Gaya [1971]
next:
rahen naa rahen ham, mahakaa karenge
ban ke kali, ban ke sabaa, baaghe vafaa men
To break deadlock here is solution:-
It is from
Movie:Mamta
Release year: 1966
Star Cast: Suchitra Sen, Ashok Kumar and Dharmendra
Singer: Lata
Music : Roshan
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
next from any1
Next:
Kehdo ek baar sajna itna kyun pyaar sajna
Hai mujh main aisa bhi kya re?
Baadal hai tera kaajal, ambar hai tera aanchal
Sooraj hai teri bindiya re
Mrityudanad {Alka & Udit]
next:
ye raat,ye chaandani, phir kahaan
sun ja dil ki daastaan……………..
p u r n i m a:Mrityudanad {Alka & Udit]
next:
ye raat,ye chaandani, phir kahaan
sun ja dil ki daastaan……………..
JAAL (1952)??
jiya maine jiya tujho diya
yeh wada kabhi na bhulana
hasake mujhe na rulana……………… (Haiiiiiiiiiiii) lol
I give up.
U can post your answer to break deadlock !
hey kambakht ishq,
is this one from film Khushi?
go ahead with NEXT
meri jaan meri jaan, pyaar kisi se, ho hi gayaa hai, ham kyaa karen
ham kyaa karen, aur koi kyaa kare, dil jo diyaa hai koi kyaa kare……
It is from
Yahudi [1958]
Star cast:Meena Kumari, Dilip Kumar
Singers:Lata & Chorus
Music: Shankar-Jaikishan
Lyrics: Shailendra
next:
chalen jaise hawaayen sanan-sanan
uden jaise parinde gagan-gagan
jaayen titaliyaan jaise, chaman-chaman
yunhi ghoomun main bhi magan-magan
Main Hoon Na
Next:
Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela
Humko Aisa Laga Jab Hame Tu Mila
Surmiye Raat Mein Chand Jaise Khila
Tere Charon Taraf Hai Laga
Sitaron Ka Yeh Mela
Sharaarat
next:
dil churane wale
jaan bhi churale
jaan meri churakar apne seene main basale
jab teri saansein ruk jaayegi
tab meri saansen kaam aayegi
It is from Bachke Rehna Re Baba (2005)
full version below:
(dil churane wale
jaan bhi churale
jaan meri churakar apne seene main basale
jab teri saansein ruk jaayegi
tab meri saansen kaam aayegi) - 2
dil churane wale
jaan bhi churale
jaan meri churakar apne seene main basale
aa gaye hai yaha
jayenge hum kaha
dil ki samjho tum jubaan
ab judaa hum na honge kabhi
haal jo hain tera
haal woh hain mera
main teri tu mera hain deewana
kam na hongi yeh deewangi
tujhe hain kasam meri neende churale
neende churakar apni aankhion main chupale
jab teri neend udd jayegi tab meri neen kaam aayegi
dil yeh lagta nahi
bin tere ab kahi
tera mera pehla pyaar hai yeh
tu nahi toh sanam main nahin
jalta hain dil yeh mera
tere liye jaaneman
dil main jo lagi aag hain
ab toh aakar bujhade sanam
dil ko churane wale dhadkanein churale
dhadkanein churakar apne seene main basale
jab teri dhadkan ruk jayegi
tab meri dhadkan kaam aayegi
dil churane wale
jaan bhi churale
jaan meri churakar apne seene main basale
jab teri saansein ruk jaayegi
tab meri saansein kaam aayegi
next from some1 intrested
Next:
Roja Roja
Roja Roja
Roja Roja
Meri Roja
Ek Nazar Mein Kho Gaya Dil
Payee Tujh Mein Pyaar Ki Manzil
Chu Ne Na Doon Tujhe Chanda Ko
Chanchal Hawaa Ko Baharoon Ko
Saawan Ki Rim Jhim Phuaaron Ko
Na Chu Ne Doonga Na Chu Ne Doonga
This Song From Movie “ Dil Hi Dil Main”
Next –
Dil Tha Akela Akela, Saathi Mila Albela,
Sapne Main Bhi, Socha Na Tha , Apna Koi, Ban Jayega…………
This song is from movie “Suraksha”
Next:
Dhalne Lagi Hai Raat Koi Baat Kijiye
Badhne Lagi Hai Baat Koi Baat Kijiye
Hai Zindagi Kaa Saath Koi Baat Kijiye
Kat Jaayegi Yeh Raat Koi Baat Kijiye
Intehaa
next:
kora kagaz tha ye mann mera
likh liya naam usmein tera…
This song from movie “Aradhana”
Next –
Nindiya Se Jaaagi Bahar, Aissa Mousam Dekha Paheli Baar,
Koyal Kuke Kuke Gaaye Malhaar…………..
This song is from the movie Hero (old one)
Next:
Ek Ladki Jiski Aankhen Yeh Kehti Hai
Main Usko Achcha Lagta Hoon Oh Oh O
The film Champion
next: Humne Apni Har Saas Par Naam Tera Likh Diya
Ek Tujhe Paane Ke Khaatir Khud Ko Paagal Kar Liya
Ishq Mein Tum Bhi Sanam Ishq Mein Tum Bhi Sanam
Hadh Se Guzar Se Dekhlo
Tum Se Kitna Pyaar Hai Dil Mein Utar Kar Dekhlo
From the Movie “Company”
Next:
Aarzoo ki raahon mein
Dhadkanon ki baahon mein
Aao ghar banaaye hum
Phir woh ghar sajaayen hum
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum lana
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum lana
Karobaar.
next:
Kehna hi kya yeh nain ek anjaan se jo mile
Chalne lage mohabbat ke jaise yeh silsile
Armaan naye aise dil mein khile,
Jinko kabhi main naa jaanoon
Voh humse, hum unse kabhi naa mile,
Kaise mile dil naa jaanoon
Ab kya kare, kya naam le,
Kaise unhe main pukaaroon
Bombay.
next:
Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka
Deedaar Adhura Rehta Hai
Jab Tak Na Pade Aashiq Ki Nazar
Singaar Adhura Rehta Hai
Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka
Hum Hain Raahi Pyar Ke
Next:
Sar jo tera chakraaye, ya dil dooba jaaye
Aaja pyaare paas hamaare,
kaahe ghabraaye.. kaahe ghabraaye
Pyaasa
Next:
Ghoonghat mein chehra aap ka
kuch is tarah se kho gaya
jhagda hi jaise chaand ka
naadalon se ho gaya
Ghoonghat
next:
meri mohabbat hai kya
bas tera ehsaas hai – 2
dhadkan ki gehrayee mein
pal pal teri pyaas hai
bari beqrari hai
lamha lamha bhaari hai
kaisi yeh khumari hai
tera hi nasha hai
jo mere honton se jhalakta hai