Male:
(aaj maine dilse
baadlo se milke) – 2
sapno ki baarish se kaliya sajake
mahki umango se khushbu churake
halki si boondo mein
lahro ki goonjo mein
gum ho jana re
(doob jaana re
mujhko doob jaana re
tere paas aana re
mujhko doob jaana re) – 2
Female:
(chalte chalte maine yun hi
jaane mere dil se aisa kya keh diya) – 2
(kyun ye mausam bhi hai lagta ab suhana re
dhadkane bhi saath mere gungunati re) – 2
khamosh aanho ke simte irade
masum palko pe sapne sajake
halki si boondo mein
lahro ki goonjo mein
gum ho jaana re
(doob jaana re
mujhko doob jaana re
tere paas aana re
mujhko doob jaana re) – 2
Male:
(aaj maine dilse, baadlo se milke) – 2
today with my heart, having met the clouds
sapno ki baarish se kaliya sajake
decorated buds with the rain of dreams
mahki umango se khushbu churake
having stolen the fragrance from fragrant hopes/expectations/joy
halki si boondo mein
in the light drops
lahro ki goonjo mein
in the sound of waves
gum ho jana re
have to get lost
(doob jaana re, mujhko doob jaana re
have to drown, I have to drown
tere paas aana re, mujhko doob jaana re) – 2
I have to come close to you, I have to drown
Female:
(chalte chalte maine yun hi jaane mere dil se aisa kya keh diya) – 2
walking I casually said who knows what to my heart
(kyun ye mausam bhi hai lagta ab suhana re
dhadkane bhi saath mere gungunati re) – 2
why this seasons seems delightful, even my heartbeats sing with me
khamosh aanho ke simte irade masum palko pe sapne sajake
the hesitant intentions of quiet sighs decorate dreams in innocent eyes
halki si boondo mein
in the light drops
lahro ki goonjo mein
in the sound of the waves
gum ho jaana re
I have to get lost
doob jaana re, mujhko doob jaana re
have to drown, I have to drown
tere paas aana re, mujhko doob jaana re
I have to come close to you, I have to drown.
Madhu