Viewing 2 reply threads
  • Author
    Posts
    • #6078
      nainakapur
      Participant

      Does some1 have this song translation ? Thanx a lot !

      Dil ne jise apna kahaa
      Dil ne jise apna kahaa
      Bekhabbar, woh hain wahan
      Jaane pal zameen aasmaan
      Dil ne jise apna kahaa
      Dil ne jise apna kahaa
      Bekhabbar, woh hain wahan
      Jaane pal zameen aasmaan

      Mile nazar unse par behaya tanha
      Baaton mein bhi keh na sake
      Dil ki baat yeh zubaan
      Ab hai hulchul, pal pal pe pal
      Dhoonde hai unko dil
      Ke chal zara unke hi manzil
      Bole raaz dil par, ab woh hain kahaan
      Dil ne jise apna kahaa
      Dil ne jise apna kahaa
      Bekhabbar, woh hain wahan
      Jaane pal zameen aasmaan

      Khil khile kaise khila
      Milke woh chaand se
      Door door hain hum milke bhi
      Dekhiye aankh se
      Kyon dil jaage aakhon ke taare
      Un ke hi raahon mein
      Ke youn bhi kabhi unke bhi dil mein jaage mohabbat
      Aaye woh yahaan
      Dil ne jise apna kahaa
      Dil ne jise apna kahaa
      Bekhabbar, woh hain wahan
      Jaane pal zameen aasmaan

      Shaam-o-seher chaaron paher
      Dhoonda tujhe har dishaan
      Haan, magar haar kar
      Aa gayi yeh nigaah
      Saaya ko tere tarsi aankhein tadape hai dil mera
      Ke tere bin pyaar wafa kya mera yahaan kya
      Apna luta jahaan
      Dil ne jise apna kahaa
      Dil ne jise apna kahaa
      Kho gaya ea woh kahan
      Soon hai zameen aasmaan
      Kho gaya ea woh kahan
      Soon hai zameen aasmaan

    • #10436
      Madhu
      Participant

      Female:

      Dil ne jise apna kahaa
      the one the heart called its own
      Dil ne jise apna kahaa
      Bekhabbar, woh hain wahaan jaane par zameen aasmaan
      unaware, he is there but the earth and sky knows
      Dil ne jise apna kahaa Dil ne jise apna kahaa
      Bekhabbar, woh hain wahaan Jaane par zameen aasmaan

      Mile nazar unse par behaya tanha
      the eyes met his shamelessly but only in solitude
      Baaton mein bhi keh na sake Dil ki baat yeh zubaan
      this tongue could not tell him the matter of the heart
      Ab hai hulchul, pal pal pe pal Dhoonde hai unko dil
      now there is restlessness, every second my heart looks for him
      Ke chal zara unke hi manzil Bole raaz dil par, ab woh hain kahaan
      lets go to his destination, tell him the secrets of the heart but where is he?
      Dil ne jise apna kahaa Dil ne jise apna kahaa
      Bekhabbar, woh hain wahan Jaane pal zameen aasmaan

      Khile khile kaise khila Milke woh chaand se
      blossomed, see how he blossomed meeting the moon
      Door door hain hum milke bhi Dekhiye aankh se
      I am far even after meeting him & seeing him with my eyes
      Kyon dil jaage aakhon ke taare Un ke hi raahon mein
      why is the heart waking, why are the eyes spreading stars in his path
      Ke youn bhi kabhi unke bhi dil mein jaage mohabbat Aaye woh yahaan
      some day in his heart let love awaken and have him come here
      Dil ne jise apna kahaa Dil ne jise apna kahaa
      Bekhabbar, woh hain wahan Jaane pal zameen aasmaan

      Male:

      Shaam-o-seher chaaron paher Dhoonda tujhe har dishaa
      evening, morning, night and day, all the time I look for you in each direction
      Haan, magar haar kar Aa gayi yeh nigaah
      but failing each time the eyes return
      Saaya ko tere tarsi aankhein tadape hai dil mera
      my eyes are craving to see your shadow, my heart is suffering
      Ke tere bin pyaar wafa kya mera yahaan kya
      without you what is love or fidelity, what is mine here
      Apna luta jahaan
      my world has been stolen
      Dil ne jise apna kahaa Dil ne jise apna kahaa
      Kho gaya ea woh kahan Soone hai zameen aasmaan
      where has she gotten lost, the earth and sky are alone
      Kho gaya ea woh kahan Soone hai zameen aasmaan

      Madhu Smile [:)]

    • #10437
      nainakapur
      Participant

      Thanx a lot !!! U r great !!! Big Smile [:D]Smile [:)][8D][:I]

Viewing 2 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.