Viewing 1 reply thread
  • Author
    Posts
    • #8660
      Angel_77
      Participant

      Song: Moray Piya
      Artist: Jal

      din wohi raatein wohi par main woh na raha
      tanha in shaamon mein koi bhi apana na tha
      chanda aur taarein bhi bole ki yeh kya hua
      haan main woh hi tum woh hi sama yeh woh na raha
      moray piya tu na samjha
      main iss duniya ka na tha

      khoya din khoyi in raaton mein dhundhu main kya
      aur is shikwa par apanon ne bhi kya kiya
      nahi iss duniya mein koi jo apana laga
      zamane ki dhoop ne he mujhko ruswaa kiya
      moray piya tu na samjha
      main iss duniya ka na tha
      rishtein sabhi ban jaate hain tootne ke liye ek lamha
      moray moray piya kaise kaise jiya
      rishtein sabhi ban jaate hain tootne ke liye ek lamha
      moray moray piya kaise kaise jiya.


      thank you wish to have a english translation :)

      as well as Bhula - Raeth please

      [ bhula do bhula do

      vo baatein purani

      jo dil ko jalati rahin

      vo yadein tumhari

      vo batein tumhari

      jo hamko satati rahin ] – 2

      vo kaisi subah thi

      khushiyon ka tha safar

      sab yaar sang the

      koi thi na fikar

      dukh aaya , sukh khoya

      gum ban gaya humsafar

      apne kya paraye kya

      sab rang hain ek se

      kache sab dhage hain

      ye band hain raet ke

      manzil na saathi hai

      chalta hun mein bekhabar

      [ bhula do bhula do

      vo baatein purani

      jo dil ko jalatoi rahin

      vo yadein tumhari

      voi batein tumhari

      jo hjmko satati rahin ]


      thank youu.

    • #72166
      RaNi iS ThE BeS
      Participant
      Quote:
      din wohi raatein wohi par main woh na raha
      The days are the same, the nights are the same, but I am not the same.
      tanha in shaamon mein koi bhi apana na tha
      There was no one in these lonely nights
      chanda aur taarein bhi bole ki yeh kya hua
      The moon and stars even said that “what has happened?”
      haan main woh hi tum woh hi sama yeh woh na raha
      Yes, I am the same, you are the same, [but] this time has not remained the same
      moray piya tu na samjha
      My beloved, you do not understand
      main iss duniya ka na tha
      I did not belong to this world

      khoya din khoyi in raaton mein dhundhu main kya
      [In] lost days, in these lost nights, what should I search for?
      aur is shikwa par apanon ne bhi kya kiya
      And what have my own done upon this complaint?
      nahi iss duniya mein koi jo apana laga
      There is no one in this world that would seem as my own
      zamane ki dhoop ne he mujhko ruswaa kiya
      The sunshine of the society has defamed me
      moray piya tu na samjha
      My beloved, you do not understand
      main iss duniya ka na tha
      I was not of this world
      rishtein sabhi ban jaate hain tootne ke liye ek lamha
      All relationships are made, [but] only one moment to break them {or “All relationships are made to break injust a moment}
      moray moray piya kaise kaise jiya
      My beloved, how I have lived
      rishtein sabhi ban jaate hain tootne ke liye ek lamha
      All relationships are made, [but] only one moment to break them {or “All relationships are made to break injust a moment}
      moray moray piya kaise kaise jiya.
      My, my beloved, how have I lived.

Viewing 1 reply thread
  • You must be logged in to reply to this topic.