Viewing 5 reply threads
  • Author
    Posts
    • #8489
      sahar_hal
      Participant

      hi, can anyone plz translate the songs:

      1. Jaana Hai Tujhko – alka & shaan

      2. Maine Hawa Ke Paron Pe Likha Hai – Udit & Shreya

      thnks a lot 🙂

      sahar

    • #71722
      Madhu
      Participant

      You might have better luck getting translations if you post the lyrics along with your request.

    • #71723
      sahar_hal
      Participant

      hey madhu 🙂

      here r the lyrics to the song “jaana hai tujhko”:

      jaana hai tujhako piya ke angana
      sajaale bindiya sajaale kangana
      (pi har se aayi purwaayi ki, baabul ki mehaki anganaayi ki
      kehati hai gunj shehanaayi ki gori) – (2)
      ho ho jaana hai tujhako piya ke angana
      sajaale bindiya sajaale kangana

      sun sun meri behana, kismat se hi maina aati hai aisi ghadiya
      chun chun ke hai milati, mushkil se hai khilati cheharewaali ladiya
      sawar le, nikhar le, na hamse laaj kar
      o banno o laado tu khud peh naaj kar
      tere mann bhaaye sada, tujhko lubhaaye sada, tera ban ja sajana
      (pi har se aayi purwaayi ki, baabul ki mehaki anganaayi ki
      kehati hai gunj shehanaayi ki gori) – (2)
      ho ho jaana hai tujhako piya ke angana

      tai tum tai tum tai, tai tum tai tum tai tum tum…….
      tai tum tai tum tai, tai tum tai tum tai tum tum…….
      dil dil mil jaate hai, milake kareeb aate hai
      saagaro se milati nadiya
      na tan se, na mann se, na toh kisi badhan se
      pyaar se judi hai sadiya
      kabhi bhi na chhute yeh dhaaga preet ka
      na chhute yeh daaman kisi bhi meet ka
      tujhape bhi, mujhape bhi chaaye bas prem rang
      chaaye koi duja rang na
      (pi har se aayi purwaayi ki, baabul ki mehaki anganaayi ki
      kehati hai gunj shehanaayi ki gori) – (2)
      ho ho jaana hai tujhako ha piya ke angana
      sajaale bindiya sajaale kangana

      link on youtube: http://www.youtube.com/watch?v=FtCne2nsQ0Q

      the lyrics to the second song “Maine Hawa Ke Paron Pe Likha Hai” are:

      maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana
      tune padha ke nahi jaane jaana, milake mujhe batlaana
      phulon mein taaron mein, saare najaaron mein
      aankhon ne dekha hai chehara tera
      maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana
      tune padha ke nahi jaane jaana, milake mujhe batlaana

      maine khayaalon ka jaha basaaya, raaton ko khaabon mein tujhe chhupaya
      mann ke daricho mein tujhe sajaaya, jaane tu jaane na ho o o o
      yaadon ki maine tasvir banaayi, tujhase kahi na har baat chhupaayi
      sehati rahi chup chaap judaayi, maane tu maane na
      tere hi chaanv ki khili khili khili hai chaandani
      tere shabaab ki saji saji saji hai raagini
      kya karu, kya karu jine na deti hai teri ada
      maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana
      tune padha ke nahi jaane jaana, milake mujhe batlaana

      itani haseen kaaynaat hogi, jasbaaton ki barsaat hogi
      socha nahi tha mulaakaat hogi, maine toh jaane jaan
      masti mein duba hai sama sharaabi, hone laga aalam gulaabi
      aaye na chain kahin jara bhi, behake mere armaan
      raha kareeb bhi jara jara jarasa faasala
      na tuta tutake jara jara jarasa silsila
      aa gaye paas hum, saanson mein mehaki hai teri wafa
      maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana
      tune padha ke nahi jaane jaana, milake mujhe batlaana
      phulon mein taaron mein, saare najaaron mein
      aankhon ne dekha hai chehara tera

      on youtube: http://www.youtube.com/watch?v=O9CcloPhCwI&feature=related

    • #71724
      Madhu
      Participant

      jaana hai tujhako piya ke angana – you have to go to your husband's courtyard
      sajaale bindiya sajaale kangana -decorate yourself with the dot on your forehead, decorate yourself with bracelets
      (pihar se aayi purwaayi ki, baabul ki mehaki anganaayi ki
      kehati hai gunj shehanaayi ki gori) – (2) the eastern wind that comes from your father's home, the fragrance from your father's courtyard, the echo of the shehnai (musical instrument traditionally played at weddings) says gal
      ho ho jaana hai tujhako piya ke angana – you have to go to your husband's courtyard
      sajaale bindiya sajaale kangana –
      decorate yourself with the dot on your forehead, decorate yourself with bracelets

      sun sun meri behana, kismat se hi maina aati hai aisi ghadiya – listen my sister, only fortunate people get these moments
      chun chun ke hai milati, mushkil se hai khilati cheharewaali ladiya – only selected people find these pearls that bring radiance to the face – few people are fortunate enough to find love
      sawar le, nikhar le, na hamse laaj kar – decorate yourself, make yourself radiant, don't be shy with us
      o banno o laado tu khud peh naaj kar – o bride, o darling, be fproud of yourself
      tere mann bhaaye sada, tujhko lubhaaye sada, tera ban ja sajana – may you always be pleased with your husband, may you always be attracted to him
      (pi har se aayi purwaayi ki, baabul ki mehaki anganaayi ki
      kehati hai gunj shehanaayi ki gori) – (2)
      ho ho jaana hai tujhako piya ke angana

      tai tum tai tum tai, tai tum tai tum tai tum tum…….
      tai tum tai tum tai, tai tum tai tum tai tum tum…….
      dil dil mil jaate hai, milake kareeb aate hai – hearts meet each other, having met they come close to each other
      saagaro se milati nadiya – rivers meet oceans

      na tan se, na mann se, na toh kisi badhan se pyaar se judi hai sadiya – not from bodies, not from minds and not with any ties, only love connects them for centuries
      kabhi bhi na chhute yeh dhaaga preet ka – may this thread of love never escape you
      na chhute yeh daaman kisi bhi meet ka – may you never let go of your life companion, keep holding on to him

      tujhape bhi, mujhape bhi chaaye bas prem rang chaaye koi duja rang na – on you, on me, let just the color of love cover us, no other color should overtake us
      (pi har se aayi purwaayi ki, baabul ki mehaki anganaayi ki
      kehati hai gunj shehanaayi ki gori) – (2)
      ho ho jaana hai tujhako ha piya ke angana
      sajaale bindiya sajaale kangana

      Please note that it is hard to translate songs literally because the Hindi phrases which sound poetic in Hindi do not sound as poetic when translated in to English. Therefore, I have given you the meaning of the song without translating every word and phrase literally.

    • #71725
      Madhu
      Participant

      maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana – I have written on the wings of the wind the story of the crazy heart
      tune padha ke nahi jaane jaana, mil ke mujhe batlaana – did you read it or not, love of my life, meet me and tell me
      phulon mein taaron mein, saare najaaron mein – in the flowers, in the stars, in the whole scenery
      aankhon ne dekha hai chehara tera – my eyes have seen just your face
      maine
      hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana – I have written
      on the wings of the wind the story of the crazy heart
      tune padha ke nahi jaane jaana, mil ke mujhe batlaana – did you read it or not, love of my life, meet me and tell me

      maine khayaalon ka jahaan basaaya, raaton ko khaabon mein tujhe chhupaya – I have created an imaginary world, at night in my dreams I have hidden you
      mann ke daricho mein tujhe sajaaya, jaane tu jaane na ho o o o – in the window of my mind I have decorated you, whether you know it or not
      yaadon ki maine tasvir banaayi, tujh se kahi na, har baat chhupaayi – I have made a picture of memories, I could not say it to you so I hid every thing
      sehati rahi chup chaap judaayi, maane tu maane na – I kept suffering the pain of separation without complaining, whether you accept it or not
      tere hi chaanv ki khili khili khili hai chaandani – it is your shadow that makes the moonlight shine
      tere shabaab ki saji saji saji hai raagini – it is your beauty that makes things musical
      kya karu, kya karu jine na deti hai teri ada – what to do, your mannerisms do not let me live (in peace)
      maine
      hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana – I have written
      on the wings of the wind the story of the crazy heart
      tune padha ke nahi jaane jaana, mil ke mujhe batlaana – did you read it or not, love of my life, meet me and tell me


      itani haseen kaaynaat hogi, dilkash badi ye raat hogi – this world will be so pretty, this night will be so heart touching
      socha nahi tha mulaakaat hogi, maine to jaane jaan – i had not thought that we would meet, o love of my life
      masti mein duba hai samaa sharaabi, hone laga aalam gulaabi – the environment is intoxicated with joy, the world is becoming pink
      aaye na chain kahin jara bhi, behake mere armaan – can not find peace of mind any where, my desires are out of control
      raha kareeb bhi jara jara jara sa faasala – we stayed close there were some small distances
      na tuta tutake jara jara jara sa silsila – it never broke, even when the connection seemed to fall apart a little

      aa gaye paas hum, saanson mein mehaki hai teri wafa – I have come close, in my breath is the fragrance of your faith / fidelity
      maine
      hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana – I have written
      on the wings of the wind the story of the crazy heart
      tune padha ke nahi jaane jaana, mil ke mujhe batlaana – did you read it or not, love of my life, meet me and tell me

      phulon mein taaron mein, saare najaaron mein – in the flowers, in the stars, in the whole scenery
      aankhon ne dekha hai chehara tera – my eyes have seen just your face

    • #71726
      sahar_hal
      Participant

      madhuuuuuu thank youuuuuuuuuu !!

      you're the best..

      wow.. can't believe this 🙂

      spent so many time looking 4 the lyrics.. thank you dear !! Big Smile

Viewing 5 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.