Can someone translate Rahul Vadiya's songs from his album please. Thanks 🙂
Tera Intezar
mujhe raatdin ab tera intezar hai…
batau tujhe kis tarha kitana pyar hai
tera intezar hai.. mujhe tujhse pyar hai…mujhe tujhse pyar hai….. tera intezar hai!!!!
tanhaia Bhi hai,bechainia bhi hai………(2)
masoom dil bhi hai,majburia bhi hai
sadaye tujhe kiyu mujhe ata nahi
woh yadein teri dil se kiyu jati nahi
tera intezar hai…mujhe tujhse pyar hai…mujhe tujhse pyar hai,,,tera intezar hai
le ayenge sanam tujhko manake hum…..(2)
pagal se hogaye hum dil ko laga ke hum
dewane ko tu ek nawa koi nam de
subha pyar ki pyar ki koi sham de
tera intezar hai…mujhe tujhse pyar hai,,,mujhe tujhse pyar hai…..tera intezar hai
Tere Liye
Tere liye palko ki chao main bichayunga
Tere liye sapno ka gao main basaunga
Dil ki tamanna hai tere saath rehna hai
Dil ka yeh kehna hai teri kasam
Tere liye palko ki chao main bichayunga
Tere liye sapno ka gao main basaunga.
Khwabo main hai kiya
Saason main hai kiya
Aakhon ki zaban samzo zara
Khamosh tum, khamosh hum
Dil ki sada sunlo zara
Socho to, mano to ikrar hai
Behka sa mehka sa ha pyar hai
Dil ki tamanna hai tere saath rehna hai
Dil ka yeh kehna hai teri kasam
Tere liye palko ki chao main bichayunga
Tere liye sapno ka gao main basaunga
Dewana hai maan, dewani lagan
Dhadkan mein hai tera nasha
Dil se rooh tak ajnabi kasak
Kuch to bata mujhe kiya hua
Sapne hai, chahat hai, izhar hai
Aakhon mein bato mein ha pyar hai
Dil ki tamanna hai tere saath rehna hai
Dil ka yeh kehna hai teri kasam
Tere liye palko ki chao main bichayunga
Tere liye sapno ka gao main basaunga
Mausam
Mausam ke de koi ishare, kitne haseen hai nazare
Mausam ke de koi ishare, kitne haseen hai nazare
Pholo pe shabnam ke moti rab ne zameen pe utare
Sochu tumhe, chahu tumhe,dekhu tumhe to duniya haseen lagti hai.
Subha to ayegi, layegi kirno ko,
Subha to ayegi, layegi kirno ko,
Rango ki mehfil mein kholo to naino ko
Dekho yeh hawaen kaisi chanchal chup ke se khiche tera achal
Mausam ne kuch to sunliya hai, kuch to kehti hai teri payal
Sochu tumhe, chahu tumhe,dekhu tumhe to duniya haseen lagti hai.
Jeene ki khwaish hai, jeena to mumkin hai
Jeene ki khwaish hai, jeena to mumkin hai
Phir kaisi mushkil hai, phir kaisi uljhan hai
Dar ke jeene mein kiya maza hai, hoga to wohi jo likhha hai
Bharlo bahome sari khushiya, har pal yeh humse keh raha hai
Sochu tumhe, chahu tumhe,dekhu tumhe to duniya haseen lagti hai.
Maula
( Duniya se kiya pa liya hai
Duniya ne kiya de diya hai
Tujhko to sabki khabar hai, kis kis ne kiya le liya hai
Meri ek garaj hai maula
Apni garaj hai maula
Itna karam tu karde
meri zoli bharde maula
Meri ek garaj hai maula
Apni garaj hai maula
Itna karam tu karde, meri zoli bharde maula) …………..(2)
(Main hoon sayana duniya bhar ka
Rehta hoon phir kiyu itna karka) …………………(2)
Mujh par sirf mujh par ati hai kiyu bala re
Mujhko sirf mujhko m