Agar bewafa tujhko – Raat Ke Andhere Mein …..needs transla

Viewing 1 reply thread
  • Author
    Posts
    • #7274
      kulojojo
      Participant

      Agar bewafa tujhko pehchaan jaate
      khuda ki kasam hum mohabbat na karte
      Jo maloom hota yeh anjaame ulfat to
      dil ko lagaane ki jurrat na karte
      agar bewafa tujhko pehchaan jaate
      khuda ki kasam hum mohabbat na karte

      Jinhe tumne samjha meri bewafai
      meri jindagi ki vo majbooriyaan thi
      jinhe tumne samjha

      Hamari mohabbat ka ik inthaan tha
      yeh do din ki thodi jo dooriyan thi
      jo dooriyan thi

      agar sacchi hoti mohabbat tumhari to
      ghabra ke tum yoon shikayat na karte
      agar bewafa tujhko pehchaan jaate
      khuda ki kasam hum mohabbat na karte

      Jo hum pe hai guzri hami jaante hain
      sitam kaunsa hai nahi jo uthaya
      jo hum pe hai guzri

      nigaahon main phir bhi rahe teri soorat
      har ik saans main tera paigaam aaya
      paigaam aaya

      Agar jaante tum hi ilzaam doge to
      bhoole se bhi tumko ulfat na karte
      agar bewafa tujhko pehchaan jaate
      khuda ki kasam hum mohabbat na karte

    • #60994
      madhurdixit
      Participant

      Agar bewafa tujhko pehchaan jaate

      If, unfaithful one, I had identified you
      khuda ki kasam hum mohabbat na karte

      God’s promise, I would not have loved
      Jo maloom hota yeh anjaame ulfat to

      If I knew the ending of this love
      dil ko lagaane ki jurrat na karte

      I would not have dared to fall in love
      agar bewafa tujhko pehchaan jaate

      If, unfaithful one, I had identified you
      khuda ki kasam hum mohabbat na karte
      God’s promise, I would not have loved


      Jinhe tumne samjha meri bewafai

      What you thought was my betrayal
      meri jindagi ki vo majbooriyaan thi

      Was the helpless ness of my life
      jinhe tumne samjha

      What you thought was

      Hamari mohabbat ka ik inthaan tha

      This was a test of my love
      yeh do din ki thodi jo dooriyan thi

      The two days of little seperation
      jo dooriyan thi

      The seperation

      agar sacchi hoti mohabbat tumhari to

      If your love was true then
      ghabra ke tum yoon shikayat na karte

      You would not complain in such a agitated manner
      agar bewafa tujhko pehchaan jaate

      If, unfaithful one, I had identified you
      khuda ki kasam hum mohabbat na karte
      God’s promise, I would not have loved
      Jo hum pe hai guzri hami jaante hain

      <span style="font-size:10pt;font-family:Arial

Viewing 1 reply thread
  • You must be logged in to reply to this topic.