FILM: HARE RAMA HARE KRISHNA
TITLE: PHOOLON KA TAROON KAA
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
Ek hazaaron men meri behna hai
Saarii, umar, hamein sang rahanaa hai
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
Ye na jaanaa duniyaa ne tuu hai kyuun udaas,
Teri pyaasi aankhon mein pyaar ki hai pyaas,
Aa mere paas aa, keh jo kehanaa hai,
ek hazaaron mein meri behna hai
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
Bholi-bhaali jaapaanii gudiyaa jaisi tuu,
Pyaari-pyaari jaaduu ki pudiyaa jaisi tuu,
Daidi kaa mammi kaa, sab kaa kahanaa hai,
ek hazaaron mein meri behna hai
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
Jab se meri aankhon se ho gayi tuu duur
Tab se saare jivan ke sapane hain chuur
Aankhon mein nind naa, man mein chainaa hai,
ek hazaaron mein meri behna hai
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
Dekho ham tum dono hain ek daali ke phuul
Main na bhuulaa tuu kaise mujhako gayi bhuul
Aa mere paas aa, kah jo kahanaa hai,
ek hazaaron mein meri behna hai
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
Jiivan ke dukhon se, yuun darate nahin hain
Aise bachake sach se guzarate nahin hain
Sukh ki hai chaah to, dukh bhii sahanaa hai,
ek hazaaron mein meri behna hai
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
FILM: HARE RAMA HARE KRISHNA
TITLE: PHOOLON KA TAROON KAA
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
the flowers, the stars all say
Ek hazaaron men meri behna hai
my sister is one in thousands
Saarii, umar, hamein sang rahanaa hai
all our lives we have to live together
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
the flowers, the stars all say
Ye na jaanaa duniyaa ne tuu hai kyuun udaas,
the world did not know why you are sad
Teri pyaasi aankhon mein pyaar ki hai pyaas,
in your thirsty eyes is the thirst for love
Aa mere paas aa, keh jo kehanaa hai,
come to me, say what you want to say
ek hazaaron mein meri behna hai
my sister is one in thousands
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
the flowers, the stars all say
Bholi-bhaali jaapaanii gudiyaa jaisi tuu,
you are like an innocent Japanese doll
Pyaari-pyaari jaaduu ki pudiyaa jaisi tuu,
you are like a sweet sweet magic potion
Daddy kaa mummiykaa, sab kaa kahanaa hai,
daddy and mummy both say
ek hazaaron mein meri behna hai
my sister is one in thousands
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
the flowers, the stars all say
Jab se meri aankhon se ho gayi tuu duur
since you have gone far away from my eyes
Tab se saare jivan ke sapne hain chuur
since then all dreams in my life have been shattered
Aankhon mein nind naa, man mein chainaa hai,
in the eyes there is neither sleep nor is there peace in my mind
ek hazaaron mein meri behna hai
my sister is one in thousands
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
the flowers, the stars all say
Dekho ham tum dono hain ek daali ke phuul
look we are both flowers from the same branch
Main na bhuulaa tuu kaise mujhako gayi bhuul
I never forgot you, how could you forget me
Aa mere paas aa, kah jo kahanaa hai,
come to me, say what you want to say
ek hazaaron mein meri behna hai
my sister is one in thousands
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
the flowers, the stars all say
Jiivan ke dukhon se, yuun darate nahin hain
we don’t scare this way from the sorrows in our life
Aise bachake sach se guzarate nahin hain
we can not avoid the truth and keep going
Sukh ki hai chaah to, dukh bhii sahanaa hai,
if happiness is wanted then sorrow must be suffered also
ek hazaaron mein meri behna hai
my sister is one in thousands
Phuulon kaa taaron kaa, sabakaa kahanaa hai
the flowers, the stars all say
Madhu