Viewing 2 reply threads
  • Author
    Posts
    • #5768
      pyari
      Participant

      Pls translate this for me… Thank You!! Wink [;)]

      Lyric Name: Jo Pyaar Karta Hai

      Lyrics:
      –FEMALE 1–
      Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai

      –MALE–
      Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai

      –FEMALE 2–
      Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai

      –FEMALE 1–
      Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai
      Paagal ban jaata hai

      –MALE–
      Jo pyaar karta hai

      –FEMALE 2–
      (Jo pyaar karta hai)

      –MALE–
      Paagal ban jaata hai

      –FEMALE 2–
      (Paagal ban jaata hai)

      –MALE–
      Paagal ban jaata hai

      –FEMALE 2–
      (Paagal ban jaata hai)

      –FEMALE 1–
      Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai

      –MALE–
      Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai

      –FEMALE 2–
      Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai

      –FEMALE 1–
      Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai
      Paagal ban jaata hai

      –FEMALE 2–
      Jo pyaar karta hai

      –MALE–
      (Jo pyaar karta hai)

      –FEMALE 2–
      Paagal ban jaata hai

      –MALE–
      (Paagal ban jaata hai)

      –FEMALE 2–
      Paagal ban jaata hai

      –MALE–
      (Paagal ban jaata hai)

      –FEMALE 1–
      Pyaar mein jeena, pyaar mein marna
      Aaj hi kar lo jo hai karna
      Der bahut ho jaayegi varna
      Aaj ka din jo guzar gaya to kal ban jaata hai – 2
      Jo pyaar karta hai

      –MALE–
      (Jo pyaar karta hai)

      –FEMALE 1–
      Paagal ban jaata hai

      –MALE–
      (Paagal ban jaata hai)

      –FEMALE 1–
      Paagal ban jaata hai

      –MALE–
      (Paagal ban jaata hai)

      Yaadein umange, armaan sapne
      Sab ke yahan ghar apne apne
      Yeh sach hai yeh maana sab ne
      Shahed yeh dil ka ujde to jungle ban jaata hai – 2
      Jo pyaar karta hai

      –FEMALE 2–
      (Jo pyaar karta hai)

      –MALE–
      Paagal ban jaata hai

      –FEMALE 2–
      (Paagal ban jaata hai)

      –MALE–
      Paagal ban jaata hai

      –FEMALE 2–
      (Paagal ban jaata hai)

      –FEMALE 1–
      Mmm, mm mm

      –FEMALE 2–
      Dil deta hai, jaan leta hai
      Amrit mein vish bhaar deta hai
      Jeena mushkil kar leta hai
      Pyaar kabhi har ek mushkil ka hal ban jaata hai – 2
      Jo pyaar karta hai

      –FEMALE 1–
      (Jo pyaar karta hai)

      –FEMALE 2–
      Paagal ban jaata hai

      –FEMALE 1–
      (Paagal ban jaata hai)

      –FEMALE 2–
      Paagal ban jaata hai

      –FEMALE 1–
      (Paagal ban jaata hai)
      Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai

      –MALE–
      Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai

      –FEMALE 2–
      Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai

      –CHORUS–
      (Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai
      Paagal ban jaata hai) – 3

      The OnE & OnLy…

    • #9909
      Madhu
      Participant

      Lyric Name: Jo Pyaar Karta Hai

      Lyrics:
      –FEMALE 1–
      Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai
      becomes the kohl of some one eyes
      –MALE–
      Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai
      becomes the cloud of some ones hair
      –FEMALE 2–
      Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai
      becomes the wounded of some ones pain
      –FEMALE 1–
      Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai
      he/she who loves, becomes crazy
      Paagal ban jaata hai
      becomes crazy
      –MALE–Jo pyaar karta hai
      –FEMALE 2–(Jo pyaar karta hai)
      –MALE–Paagal ban jaata hai
      –FEMALE 2–(Paagal ban jaata hai)
      –MALE–Paagal ban jaata hai
      –FEMALE 2–(Paagal ban jaata hai)
      –FEMALE 1–Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai
      –MALE–Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai
      –FEMALE 2–Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai
      –FEMALE 1–Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai
      Paagal ban jaata hai

      –FEMALE 2–Jo pyaar karta hai
      –MALE–(Jo pyaar karta hai)
      –FEMALE 2–Paagal ban jaata hai
      –MALE–(Paagal ban jaata hai)
      –FEMALE 2–Paagal ban jaata hai
      –MALE–(Paagal ban jaata hai)

      –FEMALE 1–
      Pyaar mein jeena, pyaar mein marna
      live in love, die in love
      Aaj hi kar lo jo hai karna
      do today only whatever you have to do
      Der bahut ho jaayegi varna
      otherwise it might get too late
      Aaj ka din jo guzar gaya to kal ban jaata hai – 2
      when today goes on then it becomes yesterday
      Jo pyaar karta hai

      –MALE–(Jo pyaar karta hai)
      –FEMALE 1–Paagal ban jaata hai
      –MALE–(Paagal ban jaata hai)
      –FEMALE 1–Paagal ban jaata hai
      –MALE–
      (Paagal ban jaata hai)
      Yaadein umange, armaan sapne
      memories, joy, desires, dreams
      Sab ke yahan ghar apne apne
      each one has its own home here
      Yeh sach hai yeh maana sab ne
      this is true, every one accepts this
      Shahed yeh dil ka ujde to jungle ban jaata hai – 2
      perhaps when the heart becomes barren then it becomes a wild forest
      Jo pyaar karta hai

      –FEMALE 2–(Jo pyaar karta hai)
      –MALE–Paagal ban jaata hai
      –FEMALE 2–(Paagal ban jaata hai)
      –MALE–Paagal ban jaata hai
      –FEMALE 2–(Paagal ban jaata hai)
      –FEMALE 1–Mmm, mm mm

      –FEMALE 2–
      Dil deta hai, jaan leta hai
      gives heart, takes life
      Amrit mein vish bhaar deta hai
      fills nectar with poison
      Jeena mushkil kar leta hai
      makes living and dying difficult
      Pyaar kabhi har ek mushkil ka hal ban jaata hai – 2
      some times love becomes the solution to every problem
      Jo pyaar karta hai

      –FEMALE 1–(Jo pyaar karta hai)
      –FEMALE 2–Paagal ban jaata hai
      –FEMALE 1–(Paagal ban jaata hai)
      –FEMALE 2–Paagal ban jaata hai
      –FEMALE 1–(Paagal ban jaata hai)
      Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai

      –MALE–Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai
      –FEMALE 2–Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai
      –CHORUS–(Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai
      Paagal ban jaata hai) – 3

      Madhu Smile [:)]

    • #9910
      pyari
      Participant

      Thanks Madhu..!!!Smile [:)]

      The OnE & OnLy…

Viewing 2 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.