Bollywood Lyrics Forums
Request Songs and English Translations, Online Antakshri, Music Reviews, Bollywood Gossips


Taranaa Hindi Karaoke

Songs in Alphabetical Order

Latest post 11-20-2008 12:44 AM by mamatha. 635 replies.
  • 09-27-2008 12:54 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    Madhuban khushboo deta hai, saagar saawan deta hai
    Jeena uska jeena hai, jo auro ko jeewan deta hai
    Madhuban khushboo deta hai…

    Suraj na ban paaye to, banke deepak jalta chal -2
    Phool mile ya angaare, sach ki raaho pe chalta chal -2
    Pyaar dilo ko deta hai, ashqo ko daaman deta hai
    Jeena uska jeena hai, jo auro ko jeewan deta hai
    Madhuban khushboo deta hai…

    Chalti hai lehraake pawan, ke saans sabhi ki chalti rahe -2
    Logo ne tyaag diye jeewan, ke preet dilo mein palti rahe -2
    Dil woh dil hai jo auro ko, apni dhadhkan deta hai
    Jeena uska jeena hai, jo auro ko jeewan deta hai
    Madhuban khushboo deta hai…
    Vaibhavi
  • 09-30-2008 3:06 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    Na tum humen jaano, na hum tumhe jaane
    Magar lagta hai, kuch aaisa, mera humdam mil gaya

    Yeh mausam yeh raat chup hai
    Do hothon ki baat chup hai
    Khamoshi sunaane lagi hai dastaan
    Yeh mausam yeh raat chup hai
    Do hothon ki baat chup hai
    Khamoshi sunaane lagi hai dastaan
    Nazar ban gayi hai, dil ki zabaan

    Na tum humen jaano, na hum tumhe jaane
    Magar lagta hai, kuch aaisa, mera humdam mil gaya

    Mohabbat ke mod pe hum
    Mile sab ko chhod ke hum
    Dhadakte dilon ka leke yeh karawan
    Mohabbat ke mod pe hum
    Mile sab ko chhod ke hum
    Dhadakte dilon ka leke yeh karawan
    Chale aaj dono jaane kahan?

    Na tum humen jaano, na hum tumhe jaane
    Magar lagta hai, kuch aaisa, mera humdam mil gaya

     

  • 10-06-2008 4:19 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    O Ajnabee Mere Ajnabee
    Na Jaane Tum Kahan Chale Gaye Ho
    Yaad Mujhe Tum Kitna Aa Rahe Ho
    Suni Si Hai Dil Ki Gali
    O Ajnabee Mere Ajnabee

    Tere Pyaar Ki Nishaniya
    Ban Gayi Kahaniya
    Phir Se Mohabbat Phir Kaise Main Pyaar Karoon
    Phir Se Wafa Ka Kaise Mein Ikraar Karoon
    Tere Pyaar Mein Main To Dhali
    O Ajnabee Mere Ajnabee

    Kis Se Kahoon Pareshaaniya
    Dil Pe Kar Ja Meherbaaniya
    Pal Jo Beete To Lambi Judaai Huvi
    Ek Ek Pal Mein To Parai Hui
    Aakar Mujhe Le Ja Abhi
    O Ajnabee Mere Ajnabee
    O Ajnabee Mere Ajnabee

     

  • 10-12-2008 12:01 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan
    Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan
    O Jaan-e-Jahaan Mar Kar Bhi Yahan Tera Peechha Chhodoon Na Na Na Na
    Ho... Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan
    O Jaan-e-Jahaan Mar Kar Bhi Yahan Tera Peechha Chhodoon Na Na Na Na

    Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan

    Are Abhi Roothe Tu Abhi Maane Tu Tauba Yeh Kya Hai Nazaara
    Kabhi Bole Na Kabhi Bole Haan Teri Adaaon Ne Maara
    Abhi Roothe Tu Abhi Maane Tu Tauba Yeh Kya Hai Nazaara
    Kabhi Bole Na Kabhi Bole Haan Teri Adaaon Ne Maara
    Tu Laakh Chhupa Thaa Mujhko Pata Teri Naam Jhupi Thi Haan Haan Haan Haan
    Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan

    Aisa To Kabhi Socha Hi Nahin Yeh Pyar Hai Itna Pyara
    Aa Hi Gayee Main Baahon Mein Teri Dil Ne Yoon Dil Ko Pukaara
    Aisa To Kabhi Socha Hi Nahin Yeh Pyar Hai Itna Pyara
    Aa Hi Gayee Main Baahon Mein Teri Dil Ne Yoon Dil Ko Pukaara
    Kishore: Tere Jaisa Haseen Tere Jaisa Jawaan Koi Hai Mehboob Kahan aaaaa..

    Aaa...Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan aaa

    Hey Tere Bina Main Mere Bina Tu Thi Zindagi Mein Adhoori
    Ho Jaan-e-Jahaan Yahan Jeene Ke Liye Tha Apna Milna Zaroori
    Tere Bina Main (Asha:Aha) Mere Bina Tu (Oho) Thi Zindagi Mein Adhoori
    O Jaan-e-Jahaan Yahan Jeene Ke Liye Thaa Apna Milna Zaroori
    Mere Dil Mein Hai Tu Tere Dil Mein Hoon Main Jeena Hai Saath Yahana aaaa
    Arre Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan
    Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan
    O Jaan-e-Jahaan Mar Kar Bhi Yahan Tera Peechha Chhodoon Na Na Na Na
    Ho... Ho...
    Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan



    Vaibhavi
  • 10-12-2008 12:27 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    Q chalti hai pavan

    Q jhoome hai gagan

    Q machalta hai man

    Na tum jaano na hum

     - Wisdom begins with wonder !

  • 10-12-2008 11:20 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    Rambha ho ho ho ho ho ho ho

    Sambha ho ho ho ho ho ho ho

    main nachu tum nacho

  • 10-12-2008 11:59 PM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    Shaam Dhale, Khi.Dakii Tale
    Tum Siitii Bajaanaa Chho.D Do

    Gha.Dii-Gha.Dii Khi.Dakii Me.N Kha.Dii
    Tum Tiir Chalaanaa Chho.D Do

    Roz-Roz Tum Merii Galii Me.N
    Chakkar Kyo.N Ho Kaatate
    Ajii, Chakkar Kyo.N Ho Kaatate
    Sachchii-Sachchii Baat Kahuu.N Mai.N -2
    Ajii Tumhaare Vaaste, Tumhaare Vaaste
    Jaao, Jaao, Hosh Me.N Aao
    Yuu.N Aanaa-Jaanaa Chho.D Do -2

    Mujhase Tumhe.N Kyaa Matalab Hai
    Ye Baat Zaraa Batalaao -2
    Baat Fakat Itanii Sii Hai
    Ki Tum Merii Ho Jaao
    Aao Aao Tum Merii Ho Jaao
    Aisii Baate.N, Apane Dil Me.N
    Ai Saahib Tum Laanaa Chho.D Do -2

    Chaar Mahiine Mehanat Kii Hai
    Ajii Ra.Ng Kabhii To Laaegii -2
    Jaao-Jaao Jii Yahaa.N Tumhaarii
    Daal Kabhii Galane Na Paaegii
    Ajii Daal Kabhii Galane Na Paaegii
    Dilavaalo.N, Matavaalo.N Par Tum
    Raub Jamaanaa Chho.D Do
    Ajii Raub Jamaanaa Chho.D Do

    Vaibhavi
  • 10-13-2008 2:41 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    Talli Hua Talli Hua Yaara Dekho Yaara Mera Talli Hua
    Yahaan Gira Wahaan Gira Yaara Dekho Yaara Mera Kahaan Gira
    Talli Hua Talli Hua Yaara Dekho Yaara Mera Talli Hua
    Yahaan Gira Wahaan Gira Yaara Dekho Yaara Mera Kahaan Gira

    Yaar Bothal Khulwade Thodi Si Aaj Pila De
    Yaar Tujhe Sau Da Baathein Patiala Peg Bana De
    Yaar Tu Apna Garam Hai Khushiyon Ko Dil Mein Daram Hai
    Yaar Yaari Ki Kasam Hai La De Tu Jithni Hi Raahe
    Tun Tana Tun Tana Tun Tana Yaa Ho Tana Tun Tana Ya Ho
    Tun Tana Tun Tana Tun Tana Yaa Ho…Milke Sagar Chalkao
    Tun Tana Tun Tana Tun Tana Yaa Ho Tana Tun Tana Ya Ho
    Tun Tana Tun Tana Tun Tana Yaa Ho…Milke Sagar Chalkao

     

  • 10-16-2008 6:31 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    udhar tum haseen ho, idhar dil jawaan hain
    ye rangeen raaton kee yek daastaan hain

    ye kaisaa hain nagmaa, ye kyaa daastaan hain
    bataa aye mohabbat meraa dil kahaa hain

    mere ghar mein aayee huyee hain bahaar
    kayaamat hain fir bhee karu intajaar
    mohabbat kuchh ayesee sadaa de rahee hain
    ke khud raat angadaeeyaan le rahee hain
    jidhar dekhatee hoon, najaaraa jawaan hain

    sulagatee hain taaron kee parachhaeeyaan
    buree hain mohabbat kee tanahaeeyaan
    mahakane lagaa meree julfon mein koee
    lagee jaagane dhadakanen soyee soyee
    meree har najar aaj dil kee jubaan hain

    tarasataa hoon main ayese diladaar ko
    jo dil mein basaa le mere pyaar ko
    tere khwaab hain meree raaton pe chhaye
    mere dil pe hain teree palakon ke saaye
    ke mere labon par teree daastaan hain
    Vaibhavi
  • 10-17-2008 12:28 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    Vaadaa Rahaa Sanam, honge Judaa Na Ham

    Chaahe Na Chaahe Zamaanaa

    Hamaarii chaahaton Kaa

    Mit Naa Sakegaa Fasaanaa

    Vaadaa Rahaa Sanam, honge Judaa Na Ham

    Chaahe Na Chaahe Zamaanaa

     

  • 10-18-2008 9:45 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee

    nazar ke samane ghata see chha gayee

  • 10-20-2008 1:03 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    skipping X and going to Y

    Yaad Jab Aaye Teri
    Apani Guzari Zindagi
    Yaad Kar Leta Huun Main
    Aah Bhar Leta Huun Main

    Dil Mera Lagata Nahin
    Kuchh Mujhe Bhaata Nahin
    Ye Mujhe Kya Ho Gaya
    Kuchh Samajh Aata Nahin
    Yaad Jab Aaye Teri

     

  • 11-11-2008 5:48 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    zara chehare se kamali hata do ya rasoolallaah 
    hamein bhi apna deevaana bana do ya rasoolallaah
    zara chehare se kamali hata do ya rasoolallaah

    muhabbat gair se meri chuda do ya rasoolallaah
    meri soyi hui qisamat jaga do ya rasoolallah
    zara chehare se kamali hata do ya rasoolallaah

    badi qisamat hamaari hai ke ummat mein tumhaari hai
    bharosa deen-o-duniya mein tumhaara ya rasoolallaah
    zara chehare se kamali hata do ya rasoolallaah

    andheri qabr mein mujh ko akela chod jaayenge
    vahaan ho fazl se tere ujaala ya rasoolallaah
    zara chehare se kamali hata do ya rasoolallaah

    kuda mujh ko madeene mein jo pahunchaaye to behatar hai
    ke roze par hi de doon jaan ja kar ya rasoolallaah
    zara chehare se kamali hata do ya rasoolallaah
    Vaibhavi
  • 11-11-2008 9:40 PM In reply to

    Re: Songs in Alphabetical Order

    dadhak dadhak

    dadhak dadhak

    citi bujaye reeeeeeeee

    dadhak dadhak

    dadhak dadhak 

    muje bulaye reeeeeeeeeeeee

    next: E

  • 11-11-2008 9:42 PM In reply to

    Re: Songs in Alphabetical Order

    dadhak dadhak(2x)

    citi bujaye reeeeeeeee

    dadhak dadhak(2x)

    muje bulaye reeeeeeeeee

    NEXT:      E

Page 42 of 43 (636 items) « First ... < Previous 39 40 41 42 43 Next > | RSS
1998 - 2008 BollywoodLyrics.com