Jis gali main, tera ghar na ho baalma,
Us gali se humey to gujarna nahi,
Jo dagar tere dware se jaati na ho,
Us dagar pe hamey paaon rakhna nahi,
Jis gali main tera ghar na ho baalma…………..
Nisha
"Jab Tak Bika Nahi Tha, Tab Tak Koi Puchta Nahi Tha,
Aapne Kharid K Muje, Anmol Bana Diya.............."